Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

insaan ki soch

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • insaan ki soch

    Salam friends :rose

    Aap sab is shakhs ko dehkain... aap kiya sochte hain...

    kiya Zindagi asaan nahi he? ager hum aisy shakhs ko dehkain jo jismaani disability ke baawajood... muqabla ker raha he....

    yeh dehk ker humai Khuda tallah ka shuker adaa kerna chaiye....

    aur pihr yeh sochain... ke Insaan ager chahye to... Kisi bhi Kamzori ...ya kisi bhi pareshani me...apni Zindagi me Muqabla ker sakta he.

    Ager ap bhi iss Shakhs ki tarah sochain :rose


    Please is baare me zaroor sochiye ga..!
    Attached Files
    Last edited by *Samra*; 28 March 2009, 18:55.

  • #2
    Re: insaan ki soch

    میری جب بھی کسی ایسے شخص پر نظر پڑتی ہے جو کہ معذور ہو تو میں ہمیشہ سے استغفار ہی کرتا ہوں اور اللہ کی پناہ مانگتا ہوں کہ اللہ پاک مجھے اور میری آل کو اس آزمائش سے محفوظ رکھے
    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

    Comment


    • #3
      Re: insaan ki soch

      Originally posted by aabi2cool View Post
      میری جب بھی کسی ایسے شخص پر نظر پڑتی ہے جو کہ معذور ہو تو میں ہمیشہ سے استغفار ہی کرتا ہوں اور اللہ کی پناہ مانگتا ہوں کہ اللہ پاک مجھے اور میری آل کو اس آزمائش سے محفوظ رکھے

      :rose

      Comment


      • #4
        Re: insaan ki soch

        haan sahi keha hamay es shaksh ke taraf daik k sabak sekhna chaheya samjay abi bhai...
        sigpic

        Comment


        • #5
          Re: insaan ki soch

          Allah ka karam hay us nay Humay kisi terha ki kami nahi di

          Comment


          • #6
            Re: insaan ki soch

            Allah ki shaan he sab....

            Comment


            • #7
              Re: insaan ki soch

              beshak ji ALLAH ka shukar hai....
              aur insaan ko shukar guzar hi hona chahiye uss PAAK ZAAT KA ...magarrr

              insaan zalimo me se hai.....sigh!
              شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

              Comment


              • #8
                Re: insaan ki soch

                Originally posted by aabi2cool View Post
                میری جب بھی کسی ایسے شخص پر نظر پڑتی ہے جو کہ معذور ہو تو میں ہمیشہ سے استغفار ہی کرتا ہوں اور اللہ کی پناہ مانگتا ہوں کہ اللہ پاک مجھے اور میری آل کو اس آزمائش سے محفوظ رکھے

                Aameen sum Aameen..Aabi Brother!


                Bilkul yun tu har waqt har lamha Hamein Allah Taalah ka shukr guzaar rehna chahiyay
                Magar SubhaN Allah ...Allah Taalah Nay Naseehat aur Astaghfaar k kitnay tareeqay rakhay heiN
                ab hamein Ma`loom hona chaiyay k hamein kia karna hai
                hamein chahiyay k Aftaghfaar aur Shukr ka kalma ...
                Zikr ki soort mein kartay rahein
                Kion allah Taalah Ko apnay BaNday ki Aajzi Buhat Pasnad hai
                Allah O akbar
                Allah Hum sab ko aur hamari aanay wali nasloon ko ...Allah Ka shukr guzar aur astaghfaar karnay wala bana-ay ..ameen sum ameen
                Buhat achi baat share ki aap nay Kashish !:rose

                Comment


                • #9
                  Re: insaan ki soch

                  Originally posted by *Kashish* View Post
                  Salam friends :rose

                  Aap sab is shakhs ko dehkain... aap kiya sochte hain...

                  kiya Zindagi asaan nahi he? ager hum aisy shakhs ko dehkain jo jismaani disability ke baawajood... muqabla ker raha he....

                  yeh dehk ker humai Khuda tallah ka shuker adaa kerna chaiye....

                  aur pihr yeh sochain... ke Insaan ager chahye to... Kisi bhi Kamzori ...ya kisi bhi pareshani me...apni Zindagi me Muqabla ker sakta he.

                  Ager ap bhi iss Shakhs ki tarah sochain :rose


                  Please is baare me zaroor sochiye ga..!
                  Walaikum Assalam
                  insann ko har haal main Allah ka shukar adah karna chahiye......:)aor yahi sab se afzal bat hai.....:rose

                  Comment


                  • #10
                    Re: insaan ki soch

                    Originally posted by DIL_SE_DIL_TAK View Post
                    haan sahi keha hamay es shaksh ke taraf daik k sabak sekhna chaheya samjay abi bhai...
                    Originally posted by Rabi View Post
                    Allah ka karam hay us nay Humay kisi terha ki kami nahi di
                    Originally posted by senorita View Post
                    Allah ki shaan he sab....
                    Originally posted by saraah View Post
                    beshak ji ALLAH ka shukar hai....
                    aur insaan ko shukar guzar hi hona chahiye uss PAAK ZAAT KA ...magarrr

                    insaan zalimo me se hai.....sigh!

                    Originally posted by Gul View Post
                    Aameen sum Aameen..Aabi Brother!



                    Bilkul yun tu har waqt har lamha Hamein Allah Taalah ka shukr guzaar rehna chahiyay
                    Magar SubhaN Allah ...Allah Taalah Nay Naseehat aur Astaghfaar k kitnay tareeqay rakhay heiN
                    ab hamein Ma`loom hona chaiyay k hamein kia karna hai
                    hamein chahiyay k Aftaghfaar aur Shukr ka kalma ...
                    Zikr ki soort mein kartay rahein
                    Kion allah Taalah Ko apnay BaNday ki Aajzi Buhat Pasnad hai
                    Allah O akbar
                    Allah Hum sab ko aur hamari aanay wali nasloon ko ...Allah Ka shukr guzar aur astaghfaar karnay wala bana-ay ..ameen sum ameen
                    Buhat achi baat share ki aap nay Kashish !:rose
                    Originally posted by *ASK* View Post
                    Walaikum Assalam
                    insann ko har haal main Allah ka shukar adah karna chahiye......:)aor yahi sab se afzal bat hai.....:rose

                    aap sab ka shukriya.. allah tallah hum sab ko tofiq ata kere ke hum her waqt Khuda ka shuker adaa kerain. amin :rose

                    Comment

                    Working...
                    X