Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

aik masla

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • aik masla

    Aslamoalikum
    aik masle k silsile me ap se raey leni thi kion k meri naqas aqal yahan bilkul kaam nahi kar rahi372-scare
    meri aik dost he...jis ka aik proposal aya372-shockab ap kahen ge ye konsi naei baat he sabhi k ate hen....lekin yahan aik masla he.....wo banda...khubsurat he....parha likha he...achi job par he....lekin aik buri baat he us me...wo drink karta he372-scare
    ab meri dost kehti he k bohat se log cigaratte bhi peete hen esi hi wo kabhi kabhi...yani bohat zeada nahi372-shock...lekin mujhe ye baat bohat hi buri lagi.....hamari khasi behes bhi hui.....ab us ki n us ki family ki marzi jo bhi karen....lekin jab mujh se us ne baat ki to me ne wohi kehna tha jo theek baat thi:donno:
    aap bataen k kia ye baat qabil-e-etraz nahi he?buri baat nahi he kia?or kia kabhi kabhi peene wala kirdaar ka acha ho sakta he?us larki ko to meri baat samjh nahi aei
    ab bataen me ghalat hon ya wo theek he?:embarasse

  • #2
    Re: aik masla

    Originally posted by senorita View Post

    ager mai apki jagah hoti to me bhi yehi kerti...khiar me to kisi cigarette pine waale ko bhi Bardaasht nahi ker sakti... to yeh to door ki baat he.

    anyways... ap ka kaam tha samjhana , ager wo nahi maante to unke liye bas dua kerain:rose

    Comment

    • #3
      Re: aik masla

      Walikum Salam :)

      App theek HAin wo ghalt hay
      Aik baar phir jaye apni frend kay paas karay say Thaper laga ker baat semjhaye Ho sakta hay un ki aqal may es tareekay saay baat aa jaye seedhi terha say to ayi nahi :@:@:@:@:@:2

      Comment

      • #4
        Re: aik masla

        Originally posted by senorita View Post
        Aslamoalikum
        aik masle k silsile me ap se raey leni thi kion k meri naqas aqal yahan bilkul kaam nahi kar rahi372-scare
        ab bataen me ghalat hon ya wo theek he?:embarasse
        آپ بالکل ٹھیک ہو :tasali: جبکہ آپکی دوست کی نظر فقط ظاہری خوبصورت پر کشش آثار پر ہے :wk یعنی لڑکے کا ہینڈ سم اور اچھی جاب پر ہونے پر بہت جلد پچھتائے گی دعا ہے کہ اللہ پاک اس کہ حق میں بہتر کرئے مگر جب وہ جانتے بوجھتے کنوئیں میں گرنا چاہتی ہے تو کوئی کیا کرسکتا ہے ۔ ۔ ۔
        ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

        Comment

        • #5
          Re: aik masla

          sirf yeh aik boorai us ki sari achaeoo pay bhari hai :D: ....
          Muhabbat andhi hoti hai jab bad main ankhian khulain gee tab pata chal jaye ga usay :tasali:
          اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
          اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

          Comment

          • #6
            Re: aik masla

            May Allah Bless Her

            Comment

            • #7
              Re: aik masla

              Originally posted by senorita View Post
              Aslamoalikum
              aik masle k silsile me ap se raey leni thi kion k meri naqas aqal yahan bilkul kaam nahi kar rahi372-scare
              meri aik dost he...jis ka aik proposal aya372-shockab ap kahen ge ye konsi naei baat he sabhi k ate hen....lekin yahan aik masla he.....wo banda...khubsurat he....parha likha he...achi job par he....lekin aik buri baat he us me...wo drink karta he372-scare
              ab meri dost kehti he k bohat se log cigaratte bhi peete hen esi hi wo kabhi kabhi...yani bohat zeada nahi372-shock...lekin mujhe ye baat bohat hi buri lagi.....hamari khasi behes bhi hui.....ab us ki n us ki family ki marzi jo bhi karen....lekin jab mujh se us ne baat ki to me ne wohi kehna tha jo theek baat thi:donno:
              aap bataen k kia ye baat qabil-e-etraz nahi he?buri baat nahi he kia?or kia kabhi kabhi peene wala kirdaar ka acha ho sakta he?us larki ko to meri baat samjh nahi aei
              ab bataen me ghalat hon ya wo theek he?:embarasse
              Walaikom Assalam
              ALLAH tala un muhtarma samajh bojh ata karay
              sharab ko waisay bhi ummul khabais ( buraaaiyoon ki maaN ) kaha jata hai./....ham nay tu perha hai keh sharab jis uzo ko cho jai woh kaat kar phiank do....
              ksi kay liye hsrab peena koi bari baat nahin .... :donno:.
              For New Designers
              وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

              Comment

              • #8
                Re: aik masla

                Originally posted by senorita View Post
                Aslamoalikum
                aik masle k silsile me ap se raey leni thi kion k meri naqas aqal yahan bilkul kaam nahi kar rahi372-scare
                meri aik dost he...jis ka aik proposal aya372-shockab ap kahen ge ye konsi naei baat he sabhi k ate hen....lekin yahan aik masla he.....wo banda...khubsurat he....parha likha he...achi job par he....lekin aik buri baat he us me...wo drink karta he372-scare
                ab meri dost kehti he k bohat se log cigaratte bhi peete hen esi hi wo kabhi kabhi...yani bohat zeada nahi372-shock...lekin mujhe ye baat bohat hi buri lagi.....hamari khasi behes bhi hui.....ab us ki n us ki family ki marzi jo bhi karen....lekin jab mujh se us ne baat ki to me ne wohi kehna tha jo theek baat thi:donno:
                aap bataen k kia ye baat qabil-e-etraz nahi he?buri baat nahi he kia?or kia kabhi kabhi peene wala kirdaar ka acha ho sakta he?us larki ko to meri baat samjh nahi aei
                ab bataen me ghalat hon ya wo theek he?:embarasse
                Mere comments kuch different hein.

                Mujay sharaab peenay walay pe itna ghusa nahi aaya jitna tumhari doost per aaya. Mera dil chahta he ke tumhari doost ka gala goont doon, aur us sharabiye ko pyaar se samjaoon ke sharaab peena paap he, nadi kinaray saamp he :khi:
                :thmbup:

                Comment

                • #9
                  Re: aik masla

                  ap sab ka behad shukria k ap ne is bare me apni raey di:salam:...or :alhamd:sab ki raey wohi he jo meri he....yani ye sabit hua k sharab peene wale me chahe or jitni bhi khoobyan hon ye aik burai sab par pani pher deti he....thanxx again

                  Comment

                  Working...
                  X