Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Whatever happens, it happens for good

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Whatever happens, it happens for good

    Originally posted by saraah View Post
    waalikum asslam
    haan byi yeh taqdeer parast ki soch hai..fatalist ki....
    ya phir doosray ilfaaz me sabir aur shakir ki :ANYWORD10
    :mm: aik post me aanchal ko bhi tumne yehi kaha tha

    Comment

    • #17
      Re: Whatever happens, it happens for good

      Originally posted by Aanchal View Post
      Whatever happens, it happens for good

      is ko ham youn bhi lay saktay haian na kay ham kisi cheez kay peechay bhag rehay hotay hain or wo humye nahi millti ...to us say achi cheez hamray naseeb main likhi hoti hai jo bad main humye milti hai ......to acha howa na pehlay wali nahi milli :khi:

      :mm:
      yeh kuch samjh nahi aya....:embarasse
      aik bunda job talash kur raha he..us k ghar me faka ho raha he...per job nahi hoti..us ki maa ka ilaj nahi hota wo mur jatih e....baad me us ko buhat achi job mil jati he....to is me jo huwa kia wo bhi achay k lie huwa:donno:

      Comment

      • #18
        Re: Whatever happens, it happens for good

        Originally posted by munda_sialkoty View Post
        yaar mein aik quote kafi use kerta hoon

        "logic is a systematic method to come to the wrong conclusion with confidence". ub tum aagay khud samaj jaoo 372-haha
        means yeh aik loser type soch nahi hoti??
        :donno:

        Comment

        • #19
          Re: Whatever happens, it happens for good

          Originally posted by saraah View Post
          waalikum asslam
          haan byi yeh taqdeer parast ki soch hai..fatalist ki....
          ya phir doosray ilfaaz me sabir aur shakir ki :ANYWORD10
          nahi nahi yeh khalisatun mera he ... kisi sabir aur shakir ka to nahi:embarasse

          Comment

          • #20
            Re: Whatever happens, it happens for good

            Originally posted by Xai View Post
            walaikum salam

            "jo hota hai achey ke liye hota hai" reminded me of "lari chutti" ... its an indian song ..i guess??
            ji ussi ka he
            "wo kehte he na ...jo hota achay k lie hota he....sahi kehte he...."

            aur yeh bhi tha us me
            "mumbai suna he log yaha apni zindagi slow track se fats track pe lane me guzar det ehe....per kuch ghante me meri qismat slow track se fast track pe aagai...yeh me ne socha nahi tha...aray last local kia chutti sala qismat patri pe aagai":hehe:

            Comment

            • #21
              Re: Whatever happens, it happens for good

              Originally posted by ummid View Post
              waalikumasalam... kahan the itne dinu se??

              @ topic... me ne kabhi ek saath itna kuch socha nahi... isi liye me is baare mein kuch nahi keh sakti... :D
              mein apni shadi kur waraha tha:D

              sahi..socha paya te bunda gaya

              Comment

              • #22
                Re: Whatever happens, it happens for good

                Originally posted by *Kashish* View Post
                mai is sentence per believe nahi kerti ...jo ghalat hota he wo apni ghalti se hota he aur jo sahi hota he wo apni thori
                si mehnat se hosakta he.... (ager Khuda ka fazal saath ho )
                bilkul...Allah ka fazal sath ho to har kam asaan he...:salam:

                Comment

                • #23
                  Re: Whatever happens, it happens for good

                  Originally posted by MSA View Post
                  bilkul...Allah ka fazal sath ho to har kam asaan he...:salam:
                  bilkul :rose9

                  Comment

                  • #24
                    Re: Whatever happens, it happens for good

                    acha aik cheez aur pochni thi

                    log kehte he k flan cheez buri he...kharab he...jub k wo us waqt us cheez me involve nahi hote...aur bahir se beth k kehte he...may be wo is qabil hi nahi hote k involve ho sake us cheez me....
                    to is baat ki kitni importance he???:donno::donno:

                    mutlub aisai nahi ho na chahi ek ...bunda pehle us burai me per jay phir us ko chorre....jaise cigrette he....abb bunda bagier try kure bole k nahi cigrete nahi pini chahie jub k us ko cigrete pine se dar lugt aho....to hona to ye chahie na k wo cigrete piya logo ko dikhay k dekho me pita ho aur phir choree....

                    he na

                    Comment

                    • #25

                      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                      Comment

                      • #26
                        Re: Whatever happens, it happens for good

                        Originally posted by Xai View Post
                        yeh kaise jawab huwa:pagal:

                        yeh to buzdili hoi na....app bahir se beth k bol rahe ho k falan kaam me gunah he....per app is lie bol rahe ho k app me capability nahi he kurne ki.....

                        naik to wahi hota he jis ko maoqa nahi milta:donno:

                        Comment

                        • #27
                          Re: Whatever happens, it happens for good

                          Originally posted by MSA View Post
                          yeh kaise jawab huwa:pagal:

                          yeh to buzdili hoi na....app bahir se beth k bol rahe ho k falan kaam me gunah he....per app is lie bol rahe ho k app me capability nahi he kurne ki.....

                          naik to wahi hota he jis ko maoqa nahi milta:donno:
                          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                          Comment

                          • #28
                            Re: Whatever happens, it happens for good

                            Originally posted by MSA View Post
                            acha aik cheez aur pochni thi

                            log kehte he k flan cheez buri he...kharab he...jub k wo us waqt us cheez me involve nahi hote...aur bahir se beth k kehte he...may be wo is qabil hi nahi hote k involve ho sake us cheez me....
                            to is baat ki kitni importance he???:donno::donno:

                            mutlub aisai nahi ho na chahi ek ...bunda pehle us burai me per jay phir us ko chorre....jaise cigrette he....abb bunda bagier try kure bole k nahi cigrete nahi pini chahie jub k us ko cigrete pine se dar lugt aho....to hona to ye chahie na k wo cigrete piya logo ko dikhay k dekho me pita ho aur phir choree....

                            he na
                            :lol
                            jub chorna hi hai cigratte peena tu usey peene ka sawal hi koi nahi... :D
                            pee rahe ho tu aadat banao ke roz peeiyo warna maza hi kya... :lpop:

                            Comment

                            • #29
                              Re: Whatever happens, it happens for good

                              to app samjhein na:donno:
                              cigrrete wali to aisi de di....acha aik waqiya he...

                              Huzorr(SAW) k dor me aik sahabi ne aik khirkhi(window) bunwai apne ghar me to jub un se pocha k kyun bunwai he to unho ne jawab dia k hawa k lie banwai he ta k ghar me hawa aa ja sake ... jis pe Huzoor*(SAW) ne kaha k agur is neeyat se banate k azaan ki awaz aae to zyada sawab milta.....

                              yani k neeyat count hoti he....

                              abb agur aik bunda is neeyat se koi gunah ka kaam nahi kurta k us me himmat nahi kurne ki to wo itna respectable nahi ho ga na as compared to a person jis me capability ho aur wo phir na kure....
                              jaise junaid jamshed ne peak pe music chohra....to log us ki izzut kurte he...wahi agur wo apne bottom time pe music chor k kehta k music haram he to itna respectable ho ta:donno:

                              abb theakh he

                              Comment

                              • #30
                                Re: Whatever happens, it happens for good

                                Originally posted by ummid View Post
                                :lol
                                jub chorna hi hai cigratte peena tu usey peene ka sawal hi koi nahi... :D
                                pee rahe ho tu aadat banao ke roz peeiyo warna maza hi kya... :lpop:
                                me abhi nahi pita...per inshaALlah try kuro ga ....
                                example to awien de di thi..:lol

                                Comment

                                Working...
                                X