Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Insaan

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Insaan

    Aslamoalikum
    insan akher kion insan kehlata he?yani is dunya me beshumaar jandaar Allah ne peda keay lekin insan ko aik imtyazi heseyat ata farmaei...to us ki bunyaad kia he?:mm:
    ajkal ye jo 2 tangon wali makhlooq he jis ko ham insan kehte hen ap ka kia khiyal he is mansab par pura utar rahi he jo us ko dia gya?:mm:

  • #2
    Re: Insaan

    Walaikum asalam,

    good topic, fareshtay to sirf sahi kaam hi kartay hain, lekin ALLAH nay insaan ko sahi aur ghalat donon rah bat dein aur anjaam bhi.

    Insaan ko yeh taqat di gie hai keh woh sahi aur ghalat khud chin sakay, mera yehi khiyal hai keh insaan ki foqiat issi bina par rakhi gie hai

    Comment

    • #3
      Re: Insaan

      Originally posted by itfreak View Post

      agree

      Comment

      • #4
        Re: Insaan

        Originally posted by senorita View Post

        nice topic... :rose

        Allah tallah ki Hikmatou me jo Baatain meri choti si aqal mai samjh ati hain wo yeh hain...ke Allah tallah ne... insaan ko paida kerne ka maqsad Ibaadat he. Us ke baad baqi chiezian hain.

        Baqi burai aur achai ka faisla bhi Khuda ne Insaan ki Aqal per rakh diya he..wo chahye ghalat raasta ikhtiyaar kerle ya sahi.

        Comment

        • #5
          Re: Insaan

          yah to INsaan aa ker hi batay ga................ wesay2 tangay to murgi ki hoti hain
          ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

          Comment

          • #6
            Re: Insaan

            Originally posted by itfreak View Post
            Walaikum asalam,

            good topic, fareshtay to sirf sahi kaam hi kartay hain, lekin ALLAH nay insaan ko sahi aur ghalat donon rah bat dein aur anjaam bhi.

            Insaan ko yeh taqat di gie hai keh woh sahi aur ghalat khud chin sakay, mera yehi khiyal hai keh insaan ki foqiat issi bina par rakhi gie hai
            thanx ap ne pehle sawal ka jawab de dia:salam:
            2nd sawal k kia insan apne mansab k mutabik amal kar raha he jo us ko dia gya?:mm:

            Comment

            • #7
              Re: Insaan

              Originally posted by *Kashish* View Post
              nice topic... :rose

              Allah tallah ki Hikmatou me jo Baatain meri choti si aqal mai samjh ati hain wo yeh hain...ke Allah tallah ne... insaan ko paida kerne ka maqsad Ibaadat he. Us ke baad baqi chiezian hain.

              Baqi burai aur achai ka faisla bhi Khuda ne Insaan ki Aqal per rakh diya he..wo chahye ghalat raasta ikhtiyaar kerle ya sahi.
              ibaadat k leay to Allah k pas farishte the pehle se hi:mm:

              Comment

              • #8
                Re: Insaan

                Originally posted by D@y W@lk3r View Post
                yah to INsaan aa ker hi batay ga................ wesay2 tangay to murgi ki hoti hain
                me ne insanon se hi ye sawaal kia tha...ap kion chale aey yahan

                Comment

                • #9
                  Re: Insaan

                  Originally posted by senorita View Post
                  thanx ap ne pehle sawal ka jawab de dia:salam:
                  2nd sawal k kia insan apne mansab k mutabik amal kar raha he jo us ko dia gya?:mm:
                  yeh insan par munhassir hai, mein to pori koshish karta hoon, insaniat kay liay kaam karnay ki, lekin overall yeh nahi ho raha, sab apnay liay jetay hain, apnay liay kaam kartay(chahay woh shai ho ya jhalat, bus apna faida hona chahiyay) which is veru much wrong

                  Comment

                  • #10
                    Re: Insaan

                    Originally posted by senorita View Post
                    Aslamoalikum
                    insan akher kion insan kehlata he?yani is dunya me beshumaar jandaar Allah ne peda keay lekin insan ko aik imtyazi heseyat ata farmaei...to us ki bunyaad kia he?:mm:
                    ajkal ye jo 2 tangon wali makhlooq he jis ko ham insan kehte hen ap ka kia khiyal he is mansab par pura utar rahi he jo us ko dia gya?:mm:
                    asslamoalikum

                    zra heavy qisam ka topic hai ajkal me esay topics se ijtinaab barat rahi hoon...lakin choon k important topc b hai tou faraz banta hai reply karna...

                    phir b shyd tassli bakhsh jawaab na de sakoon.....
                    insaan ...insaan iss liye hai k iss me ''unss'' ka maada mojood hai....

                    aur ALLAH ne insaan ko insan ka rutba kiyon diya iss k liye i think ''hawwa o aadam'' ka kahani remind karnay parray gi...aur quran se rehnumai.....
                    so iss ka jawaab aabi bhai hi de sktay hain.....

                    aur nahi....insaan pora nahi urar raha ..ashraful makhloqaat honay k naatay apnay faraiz se kotahio barat raha hai.....
                    kiyon?....iss kiyon ka jawaab talshnay k liye abhi mera time sahee nae chal raha....:rose
                    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                    Comment

                    • #11
                      Re: Insaan

                      Originally posted by senorita View Post
                      Aslamoalikum
                      insan akher kion insan kehlata he?yani is dunya me beshumaar jandaar Allah ne peda keay lekin insan ko aik imtyazi heseyat ata farmaei...to us ki bunyaad kia he?:mm:
                      ajkal ye jo 2 tangon wali makhlooq he jis ko ham insan kehte hen ap ka kia khiyal he is mansab par pura utar rahi he jo us ko dia gya?:mm:
                      Wa salaam Rita

                      Yeh tumhein aqal key keerrey itna kaam kyun kartey hain keh doosron ki aqal key keerron ko bhi aaram'pasandi sey nikaal deti ho :khi:

                      Insaan per likhoon to sahi per INSAAN hai kahan? :ahhh:
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment

                      • #12
                        Re: Insaan

                        Originally posted by itfreak View Post
                        yeh insan par munhassir hai, mein to pori koshish karta hoon, insaniat kay liay kaam karnay ki, lekin overall yeh nahi ho raha, sab apnay liay jetay hain, apnay liay kaam kartay(chahay woh shai ho ya jhalat, bus apna faida hona chahiyay) which is veru much wrong
                        ye wrong kese theek ho?insan ko kese bataya jaey k bhai tum insan ho...insan k rutbe par raho:mm:

                        Comment

                        • #13
                          Re: Insaan

                          Originally posted by saraah View Post
                          asslamoalikum

                          zra heavy qisam ka topic hai ajkal me esay topics se ijtinaab barat rahi hoon...lakin choon k important topc b hai tou faraz banta hai reply karna...

                          phir b shyd tassli bakhsh jawaab na de sakoon.....
                          insaan ...insaan iss liye hai k iss me ''unss'' ka maada mojood hai....

                          aur ALLAH ne insaan ko insan ka rutba kiyon diya iss k liye i think ''hawwa o aadam'' ka kahani remind karnay parray gi...aur quran se rehnumai.....
                          so iss ka jawaab aabi bhai hi de sktay hain.....

                          aur nahi....insaan pora nahi urar raha ..ashraful makhloqaat honay k naatay apnay faraiz se kotahio barat raha hai.....
                          kiyon?....iss kiyon ka jawaab talshnay k liye abhi mera time sahee nae chal raha....:rose
                          isi kion ka jawab chaey na?akher kese samjhe k us ka mansab kia he?:mm:

                          Comment

                          • #14
                            Re: Insaan

                            Originally posted by senorita View Post
                            ye wrong kese theek ho?insan ko kese bataya jaey k bhai tum insan ho...insan k rutbe par raho:mm:
                            yeh common sense ki baat hai, jab insaan peda hota hai to who yeh sochta hai keh mein iss dunya mein kis liay aaya hoon, islam nay hamein bataya hai keh aap ka dunya mein kia kaam hai, ussay follow karain aap theek insaan ho jiangay

                            Comment

                            • #15
                              Re: Insaan

                              Originally posted by Masood View Post
                              Wa salaam Rita

                              Yeh tumhein aqal key keerrey itna kaam kyun kartey hain keh doosron ki aqal key keerron ko bhi aaram'pasandi sey nikaal deti ho :khi:

                              Insaan per likhoon to sahi per INSAAN hai kahan? :ahhh:
                              bas kabhi kabhi esa kuch dekh leti hon ya sun leti hon to keere shor se jaag jate hen:D:
                              insaan nahi isi leay is par kuch likh den....ager hote to phir likhne ki zarurat hi kia thi:mm:

                              Comment

                              Working...
                              X