Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~*~Dil k MakeeN~*~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: ~*~Dil k MakeeN~*~

    Originally posted by D@y W@lk3r View Post
    :donno:
    :tasali:

    Comment


    • #32
      Re: ~*~Dil k MakeeN~*~

      Originally posted by senorita View Post
      :tasali:
      :thmbup:
      ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

      Comment


      • #33
        Re: ~*~Dil k MakeeN~*~

        Originally posted by senorita View Post
        ap Ne Dil K Asal Makeeno Ka Zikar Kia ....thanxx:)allah Or Us K Nabi Ko Dil Me Rakhne K Leay Dil Ki Bari Safai Karni Parti He.....sara Kath Kabar Nikal Bahir Phenka Jaey Tabhi Baat Banti He.....reply Ka Shukria:)
        نوٹ یاد رہے کہ ماں، باپ بھائی،بہن عزا و اقرباء اور دوست احباب ان سب کی سکونت اللہ اور اس کہ رسول صلی اللہ علیہ وسلم کی سکونت کہ تابع ہے لہزا یہ تابع رہ کر ان کہ ساتھ جگہ پا سکتی ہے اور اگر یہ تابع رہے تو پھر ایسی تمام سکونتیں اپنی اصل کہ اعتبار سے اللہ اور اس کہ رسول صلی اللہ علیہ وسلم کی ہی سکونتیں کہلائیں گی ۔ ۔ یعنی ماں باپ ، بہن بھائی اور دوست احباب کی محبت اگر اللہ اور اسکے رسول کی محبت کہ تابع ہو تو اصل محبت ہے اور اسکو اللہ اور اسکہ رسول کی محبت کہ ساتھ دل میں جگہ مل سکتی ہے مگر جہان یہ حد سے تجاوز کرنے لگے وہان سمجھیے کہ طغیان ہے محبت نہیں ۔ ۔ ۔
        ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

        Comment


        • #34
          Re: ~*~Dil k MakeeN~*~

          Originally posted by aabi2cool View Post
          نوٹ یاد رہے کہ ماں، باپ بھائی،بہن عزا و اقرباء اور دوست احباب ان سب کی سکونت اللہ اور اس کہ رسول صلی اللہ علیہ وسلم کی سکونت کہ تابع ہے لہزا یہ تابع رہ کر ان کہ ساتھ جگہ پا سکتی ہے اور اگر یہ تابع رہے تو پھر ایسی تمام سکونتیں اپنی اصل کہ اعتبار سے اللہ اور اس کہ رسول صلی اللہ علیہ وسلم کی ہی سکونتیں کہلائیں گی ۔ ۔ یعنی ماں باپ ، بہن بھائی اور دوست احباب کی محبت اگر اللہ اور اسکے رسول کی محبت کہ تابع ہو تو اصل محبت ہے اور اسکو اللہ اور اسکہ رسول کی محبت کہ ساتھ دل میں جگہ مل سکتی ہے مگر جہان یہ حد سے تجاوز کرنے لگے وہان سمجھیے کہ طغیان ہے محبت نہیں ۔ ۔ ۔
          bilkul darust:salam:

          Comment


          • #35
            Re: ~*~Dil k MakeeN~*~

            Originally posted by senorita View Post
            Aslamoalikum:salam:
            jese aik ghar hota he us me rehne walon ko makeen kehte hen......ese hi Dil bhi hota he jis me rehne walon ko ham Dil k makeen kehte hen...to poochna ye he k..
            kia ham ye baat sochte hen k hamare dil ka makeen kis ko hona chaey?
            ya dil k makeen apni marzi se aa kar rehne lagte hen?
            mazeed sawal baad me........:mm:
            :mm:
            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

            Comment


            • #36
              Re: ~*~Dil k MakeeN~*~

              Originally posted by senorita View Post
              Aslamoalikum:salam:
              jese aik ghar hota he us me rehne walon ko makeen kehte hen......ese hi Dil bhi hota he jis me rehne walon ko ham Dil k makeen kehte hen...to poochna ye he k..
              kia ham ye baat sochte hen k hamare dil ka makeen kis ko hona chaey?
              ya dil k makeen apni marzi se aa kar rehne lagte hen?
              mazeed sawal baad me........:mm:
              Dil hamara aik asia oozw hai jo k apna hotay hoay bhi apnay ikhtiar (control) main nahi hai. Hum demagh ku kisee hud tak control ker saktay hain..lykin amoman dil ku control kerna hamary liye bara mushkil ho jata hai...na chahtay hoay bhi some times hamara dil kisee ki taraf jhppk jata hai...iss main hamaray amaal ka bhi amal dakhal hota hai..phir ye bhi hai k koi hum say achee terhan paish ata hai..tu qudaratee tur per dil uss ki janib raghib ho jata hai..kabhi koi ankhoon ku bhaa jaye tu dil uss ki taraf phir jata hai..aur kushish k bawajood bhi hum uss per control nahi ker patay...aur aik dam say koi hamary dil ka makeen ban jata hai.

              Prophet (s.w) ki aik hadees ka mafhoom hai ...k insaan ka dil Allah ki 02 unglyoon (fingers) k dermyan main hai..Allah jab chahta hai..tu apni un unglyoon ku harkat daita hai..aur insaan ka dil phir jata hai...(kisse achee ya buri cheez ki taraf uss ka amaal ki mutabiq).



              Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

              Comment


              • #37
                Re: ~*~Dil k MakeeN~*~

                Originally posted by Aanchal View Post
                :mm:
                itna mushkil sawal nahi he Anchal jo soch me par gaen:D:

                Comment


                • #38
                  Re: ~*~Dil k MakeeN~*~

                  Originally posted by Muhammad Ali Jawad View Post
                  Dil hamara aik asia oozw hai jo k apna hotay hoay bhi apnay ikhtiar (control) main nahi hai. Hum demagh ku kisee hud tak control ker saktay hain..lykin amoman dil ku control kerna hamary liye bara mushkil ho jata hai...na chahtay hoay bhi some times hamara dil kisee ki taraf jhppk jata hai...iss main hamaray amaal ka bhi amal dakhal hota hai..phir ye bhi hai k koi hum say achee terhan paish ata hai..tu qudaratee tur per dil uss ki janib raghib ho jata hai..kabhi koi ankhoon ku bhaa jaye tu dil uss ki taraf phir jata hai..aur kushish k bawajood bhi hum uss per control nahi ker patay...aur aik dam say koi hamary dil ka makeen ban jata hai.

                  Prophet (s.w) ki aik hadees ka mafhoom hai ...k insaan ka dil Allah ki 02 unglyoon (fingers) k dermyan main hai..Allah jab chahta hai..tu apni un unglyoon ku harkat daita hai..aur insaan ka dil phir jata hai...(kisse achee ya buri cheez ki taraf uss ka amaal ki mutabiq).
                  ji bilkul Allah hi insan k dil ko pherta he...or Allah ham sab k dilon ko apni taraf mor le ta ham falah ka arsta paa saken.ameen
                  thanx 4 ur reply:)

                  Comment


                  • #39
                    Re: ~*~Dil k MakeeN~*~

                    koi rent jo nai lgta:lpop:

                    Comment


                    • #40
                      Re: ~*~Dil k MakeeN~*~

                      Originally posted by Sky angel View Post
                      koi rent jo nai lgta:lpop:
                      haan ji:D:

                      Comment

                      Working...
                      X