Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Ur polotical Views

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Ur polotical Views

    Assalam o Alaikum...

    hum aksar sunte rehte he k Democracy is the best revenge...aur jamhoriat honi chahie aur blah blah....waisi infradi tor pe app ko jamhoriat k kia faida nazar ate hein??? aur nuksaan bhi, agur app ko lagta he k nuksaan he....

    aur yeh bhi k app ko dictator ship k kia nuksaan nazar ate hein....aur faida, agur app ko lugta he k us me faida he....

    democracy kis hud tuk jane k baad kharab ho jati he?
    aur dictatorship kis hud tuk jane k baad acceptable he?

    what r ur views??

    remeber is me kisi aik party ya shaksh ko target nahi kurna...general view dena he....

    afterall hum aik amun pasand qoum he:salam:

  • #2
    Re: Ur polotical Views

    waalikum asslam

    topic bohat achaa hai.....:thmbup::thmbup:

    mere views kya hain................soch k batati hoon......
    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

    Comment

    • #3
      Re: Ur polotical Views

      walekumsalam
      ji yakinan democracy honi chaey....lekin us ki bunyad aslool n qaidey par honi chaey....jis me qanoon sab k leay braber ho....ye nahi k bare bare chor to hakoomat me ajaen or aam ghareeb admi jailon me sarta rahe mamooli jurm par.
      or dictator ship chahe army ki ho ya civil dono nuksan ka baes hen.....badqismati se Pakistan me shaksi hakoomat jo bhi ati he wo mehez apne ird gird chand mufad paraston ko jamah kar k apne zati faede uthana shiru kar deti he.ta k us ki apni seat paki rahe or bank balance barhta rahe.....bhool gaey hen sab k Pkistan ko hasil karne ka maksad kia tha.....Allah in k zehnon or dilon par lage zang ko utare:dua

      Comment

      • #4
        Re: Ur polotical Views

        Imran khan president
        Nawaz shareef PM

        bus aur kuch nahi
        [FONT="Arial Black"]Mr. Khalil How much Fake IDs would you make in Pegham... ?

        See you Real Face in here 372-shed

        Muhammad Khalil's Real Face [/FONT]

        Comment

        • #5
          Re: Ur polotical Views

          Originally posted by Insaaan View Post
          Imran khan president
          Nawaz shareef PM

          bus aur kuch nahi
          yar kaha bhi tha kisi aik bunde ko point out nahi kurna...:lahoul

          Comment

          • #6
            Re: Ur polotical Views

            Originally posted by MSA View Post
            yar kaha bhi tha kisi aik bunde ko point out nahi kurna...:lahoul
            yaar en k siwa sab k sab beghairat hain
            [FONT="Arial Black"]Mr. Khalil How much Fake IDs would you make in Pegham... ?

            See you Real Face in here 372-shed

            Muhammad Khalil's Real Face [/FONT]

            Comment

            • #7
              Re: Ur polotical Views

              Originally posted by senorita View Post
              walekumsalam
              ji yakinan democracy honi chaey....lekin us ki bunyad aslool n qaidey par honi chaey....jis me qanoon sab k leay braber ho....ye nahi k bare bare chor to hakoomat me ajaen or aam ghareeb admi jailon me sarta rahe mamooli jurm par.
              or dictator ship chahe army ki ho ya civil dono nuksan ka baes hen.....badqismati se Pakistan me shaksi hakoomat jo bhi ati he wo mehez apne ird gird chand mufad paraston ko jamah kar k apne zati faede uthana shiru kar deti he.ta k us ki apni seat paki rahe or bank balance barhta rahe.....bhool gaey hen sab k Pkistan ko hasil karne ka maksad kia tha.....Allah in k zehnon or dilon par lage zang ko utare:dua
              theakh...
              waisi app ne yeh nahi bataya k dictatorship kis hud pe ja k acceptable ho sakti he...aur democracy kub na'qabl'ebardasht ho jati he...
              aur dictatorship ki burai kia he...same democracy ka faida kia he?

              Comment

              • #8
                Re: Ur polotical Views

                Originally posted by Insaaan View Post
                yaar en k siwa sab k sab beghairat hain
                theakh:salam:

                Comment

                • #9
                  Re: Ur polotical Views

                  Originally posted by MSA View Post
                  theakh...
                  waisi app ne yeh nahi bataya k dictatorship kis hud pe ja k acceptable ho sakti he...aur democracy kub na'qabl'ebardasht ho jati he...
                  aur dictatorship ki burai kia he...same democracy ka faida kia he?
                  dictatorship me serf aik shaks sab fesle karta he jo us ko zati tor par pasand na pasand ho wo wohi karta he to nuksan to zaher he k samne nazar ata he....
                  or ager sahi mainon me rules n mutabik democracy ho to sab mil kar mushawrat se masail ka hal nikalte hen.kisi ki haq talfi nahi hoti.or dono cheezen wahan ja kar nakabil-e-bardasht ho jati hen jahan mehez jhoot bola ja arha ho....doosre ko bewakoof bnaya ja raha ho....awaam ko ehemak samjha ja raha ho....koi qaida qanoon na ho......mojuda democracy aik sharm naak surat he democracy ki:yy:

                  Comment

                  • #10
                    Re: Ur polotical Views

                    Originally posted by senorita View Post
                    dictatorship me serf aik shaks sab fesle karta he jo us ko zati tor par pasand na pasand ho wo wohi karta he to nuksan to zaher he k samne nazar ata he....
                    or ager sahi mainon me rules n mutabik democracy ho to sab mil kar mushawrat se masail ka hal nikalte hen.kisi ki haq talfi nahi hoti.or dono cheezen wahan ja kar nakabil-e-bardasht ho jati hen jahan mehez jhoot bola ja arha ho....doosre ko bewakoof bnaya ja raha ho....awaam ko ehemak samjha ja raha ho....koi qaida qanoon na ho......mojuda democracy aik sharm naak surat he democracy ki:yy:
                    waisi meri aisai aik soch raha tha...
                    agur koi democratic leader sahi step uthata he...to use us step ko approve kurwane k lie apni cabnet se parliment se bhi manzoor kurwana parta hoga(ideal democracy me)...to if suppose us k parliment k bunde corrupt huwe to phir wo kaise sahi faisla implement kure ga???

                    what u say?

                    Comment

                    • #11
                      Re: Ur polotical Views

                      Originally posted by MSA View Post
                      waisi meri aisai aik soch raha tha...
                      agur koi democratic leader sahi step uthata he...to use us step ko approve kurwane k lie apni cabnet se parliment se bhi manzoor kurwana parta hoga(ideal democracy me)...to if suppose us k parliment k bunde corrupt huwe to phir wo kaise sahi faisla implement kure ga???

                      what u say?
                      is k leay zaruri he sab idare apni sahi halat me hon or kaam karen...or democracy system ko chalne den....media itna strong ho k corrupt logon k kartoot samne laey.....umeed he inshAllah in few years sab theek hona shiru ho jaey ga....asal me log jis shaks ko leader lehte hen us ka "kirdaar" nahi dekhte k kia he.....me ne kuch din pehle aik thread kirdar k naam se shiru kia tha tab mere zehen me yehi baat thi k akher ham apne apne leader ka kirdaar kion nahi dekhte?sharabi....zani....bey eeman shaks ko vote kion dete hen?is k leay logon ko educate karna pare ga ......soch ko mature karna pare ga.....k ghalat logon ko elect kar k apne hi paon par kulhara kion chalate hen:mm:

                      Comment

                      • #12

                        to sub ko to sahi kurna mushkil he...agur aik bunda sahi ho...to kia sahi nahi?

                        Comment

                        • #13
                          Re: Ur polotical Views

                          Originally posted by MSA View Post
                          to sub ko to sahi kurna mushkil he...agur aik bunda sahi ho...to kia sahi nahi?
                          aik banda kon sa sahi he?:mm:

                          Comment

                          • #14
                            Re: Ur polotical Views

                            Originally posted by senorita View Post
                            aik banda kon sa sahi he?:mm:
                            in general agur koi aik bunda..jo k islamic rules ko mud'e'nazar rakh k faisla kure...aur us ka faisla hi sadiq ho to kia yeh resonable nahi:donno:

                            Comment

                            Working...
                            X