Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Hum Bhool Jaate Haain?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #61
    Re: Hum Bhool Jaate Haain?

    Originally posted by sheem
    oye u ganji ho :ahhh:
    :ahhh: :ahhh: kinnee kaahaa app shee?:embarasse
    maai too aapkoo apnii cap dikhaa rahii thii utaar kee...kee dekhoo merii cap utertii bhii haai:kr: :wk

    Comment


    • #62
      Re: Hum Bhool Jaate Haain?

      Originally posted by sheem
      ufffff yaar i mean k tum do ki jaise b baat ho sakti hai waise hi na :hathora koi tesra bech mai involve nahi hona chhaiye hai bus samajhti b nahi ho:tauba
      :khi: :khi:
      humm doonoo koon siis?:kr:
      maaii nee too buss yuunhii yee thread start kiia thha....:tomato:
      joo maai nee observe kiia ajj kaal kii friendships maai waahii likh diaa :alhamd: i m very khush-haal in my friendships....

      Aii samaajh?:kr:

      Comment


      • #63
        Re: Hum Bhool Jaate Haain?

        Originally posted by sheem
        sona nahi tha care karni thi na us ki :wk
        ooooopss acchaa:khi: :)

        Comment


        • #64
          Re: Hum Bhool Jaate Haain?

          Originally posted by naz
          ganji @ lolllllllllllllllllllllllllllll sheem :hehe

          care karle fir meri :eye:

          samjhane wale jab u jaise hogi tu wo khak samjhe gi hahaha
          :kr: :kr: :kr:

          Comment


          • #65
            Re: Hum Bhool Jaate Haain?

            Originally posted by naz
            Fitrat nahi tu phir kia kahogi tum is ko:cc:
            fitraat insaan kii buhaat khoobsooraat haai:)
            yee saab hamaarii carelessness kii wajaa see hootaa haai....agger huum chaahiin too time buhaat acche andaaz maai manage hoo jaata hai...there is nothing impossible in this world...:)

            Comment


            • #66
              Re: Hum Bhool Jaate Haain?

              Originally posted by Spy009
              Kya reply karoon...

              Yaad nahin ab kuchh
              Bhool gaya sab kuchh :cc:
              :fuming: :fuming:
              jaainn phiir see yaad keerr kee aain....
              warrnaa i'll deduct ur marks:kr: :kr: :hathora

              Comment


              • #67
                Re: Hum Bhool Jaate Haain?

                Originally posted by Masood
                In alfaaz ki sachaee ki talkhi bohat shadeed hai, ya phir yun kah lein keh jo dil kisi key liye progressive ho ussey yeh alfaaz nishtar ki tarha chubhtey hain. Aik zara si be'rukhi bohat aziyyat deti hai.


                ibtidaa mein har shay suhani hoti hai. Ibtidaa mein hamein aik "kashish" hoti hai jo aahista aahista khatam ho jati hai. Khatam kyun hoti hai? Well it depends on so many things. Aik to yeh ho sakta hai keh woh insaan aap ki umeedon per poora na utrey. Woh insaan apney khaloos ka aik hisaar baandh ley aur aap us hisaar ko apney liye qaid feel karein aur is qaid sey rihaee chahein. Aap us key liye itney progressive na hon jitna woh aap key liye ho aur aap is ko apney liye bojh samajhna shuru kar dein. Ya phir honestly speaking aap ko koi doosra mil jaey aur aap ko usmein ziyada kashish feel ho to aap be'rukhi sey pesh aana shuru kar dein. Yaad rakhein aik rishtey ko torrney key aik zara si jumbhish kaafi hoti hai.


                Uski ya kisi ki - friend to friend hai, friend ki zaroorat hamesha rehti hai. Magar dosti laga lena aasan hai ussey nibhana bohat mushkil.


                Insaan ajeeb hai. Jo mil jaey us per raazi nahin, jo na miley uski talab hai. Haqeeqat to yeh hai keh dosti dil ka nata hota hai aur isi tarha muhabbat bhi. Jab dil kisi ko qabool kar ley to wahan dil bharta nahin balkey yeh aisa poda hai jo hamesha phal-phool deta hai. Lekin dil sey dil kabhi kabhi aur kisi kisi ka milta hai.


                Ji insaan ki feelings waqt key saath saath badal jati hain agar insaan ki nazar "aur" ki talash mein rahey. Phir wohi baat aati hai keh jahan jo mil jaey us per saber shuker na karna aata ho to insaan ki feelings change ho jati hain.


                Aap to maaaaaang kar balkey zabardasti replies ley leti hain :zuban:


                Yee too dishonesty hooi naa?:(








                Comment


                • #68
                  Re: Hum Bhool Jaate Haain?

                  Originally posted by Barish
                  :khi: :khi:
                  humm doonoo koon siis?:kr:
                  maaii nee too buss yuunhii yee thread start kiia thha....:tomato:
                  joo maai nee observe kiia ajj kaal kii friendships maai waahii likh diaa :alhamd: i m very khush-haal in my friendships....

                  Aii samaajh?:kr:
                  arey tu mai konsi tumhari baat kar rhe ho

                  mera matlab tha jis dosre ki tum baat kar rhe ho woh means k jo dost ho us se:tauba

                  Comment


                  • #69
                    Re: Hum Bhool Jaate Haain?

                    Originally posted by Barish
                    dosti=mohabbat na sis?:cc:
                    love is a part of friendship na?:hathora
                    ookk :kr: :kr:
                    noooooooo :slap:

                    frndship is the part of love :eye:

                    Comment


                    • #70
                      Re: Hum Bhool Jaate Haain?

                      Originally posted by sheem
                      arey tu mai konsi tumhari baat kar rhe ho

                      mera matlab tha jis dosre ki tum baat kar rhe ho woh means k jo dost ho us se:tauba

                      ok phill thiiiiiiik hai:pagal:

                      Comment


                      • #71
                        Re: Hum Bhool Jaate Haain?

                        Originally posted by sheem
                        noooooooo :slap:

                        frndship is the part of love :eye:
                        friendship is the base of every relation....n all the other relations r part of that particular base:eye:

                        Comment


                        • #72
                          Re: Hum Bhool Jaate Haain?

                          Originally posted by Barish
                          ok phill thiiiiiiik hai:pagal:
                          hmm shukar hai kuch theek huwa :lol

                          Comment


                          • #73
                            Re: Hum Bhool Jaate Haain?

                            Originally posted by Barish
                            friendship is the base of every relation....n all the other relations r part of that particular base:eye:
                            hmmm but in some cases :p

                            Comment


                            • #74
                              Re: Hum Bhool Jaate Haain?

                              Originally posted by sheem
                              hmmm but in some cases :p
                              some maii kiyoon saab maii kiyoon nahii

                              Comment


                              • #75
                                Re: Hum Bhool Jaate Haain?

                                bus :D sub kuch nahi daste hain :D

                                Comment

                                Working...
                                X