Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

aik sawal

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • aik sawal

    As salam o alikum
    mera sawal hai kyun ho gaye hain hum log itny materialistic??
    log boht zyada ignorant ho gaye hain. har koi worldly education pe to focus kar raha hay aur worldly benefits pe but asal education religious and spiritual, uska concept shayd boht rare hay,

  • #2
    Re: aik sawal

    Originally posted by MuQadas View Post

    iss ki reason i think insani values mian kami hai, hamari tarbiat hia. keh humain jiss taraf le keh jana chahia tha uc taraf nahi le keh jaya gaya, pichle kuch decades main dunia mian itni taizi se changes aayi hain keh hum un ko apne religion se theek se relate nahi ker saka or jaise keh kaha jata hai keh ek point aisa aata hai decision main jahan aap keh saamne do raste hote hian ek sahi or ek ghalat to wahan uc point se hum se ghalat rasta choose ho gaya hai, or ab hum ussi ghalat raste pe chalte he ja raha hain.halankeh humain pata lag gaya hai keh yahan sukoon nahi hai, bezameeri hia,zahri hai sab kuch, ...

    Comment

    • #3
      Re: aik sawal

      Originally posted by musaddaq View Post

      matlab ham sab bher (sheep)ki chal chal rahay hain jantay howay bhi anjan hain
      bohat acha jawab deya hai appnay bohat shukria :phool:

      Comment

      • #4
        Re: aik sawal

        Originally posted by MuQadas View Post
        matlab ham sab bher (sheep)ki chal chal rahay hain jantay howay bhi anjan hain
        bohat acha jawab deya hai appnay bohat shukria :phool:
        yeah hum sab jaante hain, kissi 10 saal ekh bache se bhi poch lo keh hamari zindagi ka maqsad kya hai or hum ker kya raha hain, or hum ek aisi daurr main bhaag raha hian jiss ka na to koi end hai or na he koi positive result

        Comment

        • #5
          Re: aik sawal

          Originally posted by MuQadas View Post
          As salam o alikum
          mera sawal hai kyun ho gaye hain hum log itny materialistic??
          log boht zyada ignorant ho gaye hain. har koi worldly education pe to focus kar raha hay aur worldly benefits pe but asal education religious and spiritual, uska concept shayd boht rare hay,
          jaisa ke mussadaq ne kaha...humare ghar ki tarbiyat aur taleem ...

          Comment

          • #6
            Re: aik sawal

            Mussadaq ne bohat acha reply kia:thmbup:....baki serf yehi k ager ham kuch der ruk kar az sare no apni tarjeehaat ka jaiza le lein to shaed baat ka jawab mil sake:mm:

            Comment

            • #7
              Re: aik sawal

              wah kia bat hay buhat hee ala...maza agia hay
              [FONT="Arial Black"]Mr. Khalil How much Fake IDs would you make in Pegham... ?

              See you Real Face in here 372-shed

              Muhammad Khalil's Real Face [/FONT]

              Comment

              Working...
              X