Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

UmeeD

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • UmeeD

    As salam o alikum frnz hope u all r fine

    umeed hamen zindagi guzarnay main bohot madad deti hai ye insan ki jibbilat means instinct main Allah mian ne

    shamil kr di hai

    umeed pe dunia qaim hai aisa kaha jaata hay or umeedein hi life ko aage barhati hein

    umeed uss sathi ka naam hai jo zindagi k unn pahaari or mushkil raston per le
    jata hai jahan hum akailay nahin ja saktay..

    kai aisi cheezein hoti hein jinka hamko patah bhi hota hai ke wo nhi hosakti but

    hum phir bhi reality ko nhi mante , so aap kya kehna chahenge kya ye sahi hota hai

    kya hamein umeed qaim rakhti chahiye yah reality ko accept krna chahiye

    bcz sumtimes dhoke mein jeena life ko boht acha banata hai

  • #2
    Re: UmeeD

    Originally posted by MuQadas View Post
    As
    kya hamein umeed qaim rakhti chahiye yah reality ko accept krna chahiye

    bcz sumtimes dhoke mein jeena life ko boht acha banata hai
    hmmm confusing :mm: wo kehtay hian na kay umeed ka daman hath say nahi chorna chaye ...chaye reality jesi bhi hoo :D:
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

    Comment


    • #3
      Re: UmeeD

      Ummid ki ahmyat se inkaar har giz nai kya ja sakta - isi ki wajah se hum apni zindagi ke mukhtalif maqasad main kamyab ho jate hain - Yeh insaan ko strong rakhti hay :)
      Allah

      Comment


      • #4
        Re: UmeeD

        nice topic dear:rose

        Umeed per dunia qaiem hai.... lekin ... Dhoke me jeena ..iska Umeed hone se koi Taluq nahi....

        Umeed bhi un logou ko ziada hoti hai jo Khuda per bharossa rakhte hain.


        jab hum kisi mushkil me hote hain to humai umeed hoti hai ....ke hum is mushkil se nikal aiyain gai....

        lekin jo tum ne akhir me likha he ...wo alag chiez he...

        wo to yeh hai ke HUM jaan booj ker Truth ko naa jaanain...aur dhoke ko hi Sachai maanain... is tarah se to humai Truth ki Umeed Nahi hosakti na :D:

        Comment


        • #5
          Re: UmeeD

          Originally posted by Yaaram View Post
          - Yeh insaan ko strong rakhti hay :)
          :thmbup:
          اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
          اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

          Comment


          • #6
            Re: UmeeD

            yeh amir kee dost hay...
            [FONT="Arial Black"]Mr. Khalil How much Fake IDs would you make in Pegham... ?

            See you Real Face in here 372-shed

            Muhammad Khalil's Real Face [/FONT]

            Comment


            • #7
              Re: UmeeD

              Originally posted by Insaaan View Post
              yeh amir kee dost hay...
              :tasali: aap neend mai batain kerahe hain ?

              Comment


              • #8
                Re: UmeeD

                Originally posted by *Kashish* View Post
                nice topic dear:rose

                Umeed per dunia qaiem hai.... lekin ... Dhoke me jeena ..iska Umeed hone se koi Taluq nahi....

                Umeed bhi un logou ko ziada hoti hai jo Khuda per bharossa rakhte hain.


                jab hum kisi mushkil me hote hain to humai umeed hoti hai ....ke hum is mushkil se nikal aiyain gai....

                lekin jo tum ne akhir me likha he ...wo alag chiez he...

                wo to yeh hai ke HUM jaan booj ker Truth ko naa jaanain...aur dhoke ko hi Sachai maanain... is tarah se to humai Truth ki Umeed Nahi hosakti na :D:
                beautiful opinion dear thanks 4 reply magar
                umeedain islia nahi karni chahia
                Waqt se Phelay aur Naseeb se ziada kisi ko kuch nahi milta....

                Zindagi wo nahi jo hum sochtay hain ya umeedain banatay hain....Zindagi wo hai jo hum jeetay hain

                magar umeedein hamein khush fehmi mein daal deti hein

                jabke kai cheezein impossible hoti hein bt still hum hopes rkhte hein
                Last edited by MuQadas; 6 March 2009, 18:13.

                Comment


                • #9
                  Re: UmeeD

                  Originally posted by Aanchal View Post
                  hmmm confusing :mm: wo kehtay hian na kay umeed ka daman hath say nahi chorna chaye ...chaye reality jesi bhi hoo :D:

                  acha g:)

                  Comment


                  • #10
                    Re: UmeeD

                    Originally posted by Insaaan View Post
                    yeh amir kee dost hay...

                    thanks 4 info:salam:

                    Comment


                    • #11
                      Re: UmeeD

                      Originally posted by Yaaram View Post
                      - Yeh insaan ko strong rakhti hay :)

                      Comment


                      • #12
                        Re: UmeeD

                        Originally posted by *Kashish* View Post
                        nice topic dear:rose

                        Umeed per dunia qaiem hai.... lekin ... Dhoke me jeena ..iska Umeed hone se koi Taluq nahi....

                        Umeed bhi un logou ko ziada hoti hai jo Khuda per bharossa rakhte hain.


                        jab hum kisi mushkil me hote hain to humai umeed hoti hai ....ke hum is mushkil se nikal aiyain gai....

                        lekin jo tum ne akhir me likha he ...wo alag chiez he...

                        wo to yeh hai ke HUM jaan booj ker Truth ko naa jaanain...aur dhoke ko hi Sachai maanain... is tarah se to humai Truth ki Umeed Nahi hosakti na :D:
                        yeh bhi acha jawaab hai :rose

                        lekan reality jesi bhi hoo aik lamhay main bhi to sab badal sakta hai ...so umeed to qaim rekhni chaye na :)
                        اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                        اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                        Comment


                        • #13
                          Re: UmeeD

                          Originally posted by MuQadas View Post
                          beautiful opinion
                          magar umeedein hamein khush fehmi mein daal deti hein

                          jabke kai cheezein impossible hoti hein bt still hum hopes rkhte hein

                          umeed hosla deti hain...himat barhaati hain....khush fehmi to humai kamzor kerti hain ...humai dhoka deti hain :rose

                          Comment


                          • #14
                            Re: UmeeD

                            bauhat accha topic hai muqadas.... khush raho... :rose

                            Comment


                            • #15
                              Re: UmeeD

                              jo hain so hain. jo nahi uski ummed bhi nahi................
                              Last edited by D@y W@lk3r; 6 March 2009, 23:08.
                              ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                              Comment

                              Working...
                              X