Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~PrAcTiCaL~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: ~PrAcTiCaL~

    wasalam... khush raho..

    yups.. Quraan ki ek aayat hai jo me ki life mein stress buster ka kaam karti hai... me jub bhi bauaht zyadah down ho ya kuch bhi sirf yeh ek aayat hai jisey hum apni soch per apply karte hain or kuch der baad subkcuh sahi lagne lagta hai....
    Sur e Baqar ki aakhri aayto mein se ek hai yeh:
    Mafhoom : nahi dalta Allah kisi per boojh lakeen us ki isteat ki mutaabiq"
    yeh aayat hum apni day to day life mein apply karte hain... :rose

    Comment


    • #17
      Re: ~PrAcTiCaL~

      Originally posted by *Kashish* View Post
      nice topic saraah dear :rose






      Mai ne bohat arsa pehle Hadees mai padha tha Khush Ikhlaaqi ke baare mai...kai wo shakhs jo Khush Ikhlaaq hoga wo...pyare Nabi Hazrat Mohammed s.a.w ke qareeb hoga...tab se koshish kerti hoon ke... yeh Khoobi apne ander bhar loon.

      Meri Ami iss Khoobi ki maaliq hain....chahye koi un ke saath kaise baat kere...unke Chaire (Face) per humesha Muskrahat hoti hai...


      )
      mashallah......
      khush rahiye...........:thmbup::rose
      شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

      Comment


      • #18
        Re: ~PrAcTiCaL~

        Originally posted by senorita View Post
        bohat acha topic saraah:thmbup:
        hhhhhmmm bohat sari baten hen saraah jo me parhti hon to zehen me rehti hen or me phir un k mutabik apni daily life me amal karne ki koshish karti hon.....jese namaz ki pabandi or waqt par adaigi ka parha to amal ki koshish....hadees parhi k fajar or isha munafiq par bhari hoti he to in dono namazon ka khas khiyal....music se toba....smile dena bhi aik sadqa he to us ka khiyal....salam me pehel karna....gheebat se me sab se zeada ghabrati hon.....is bare me bohat parha he or us se bachne ki bhar poor koshish hoti he lekin mehfil k sath kabhi kabhi insan behek jata he....shamil ho jata he.....bolen na bhi to sun kar hi shamil ho jata he.....or baad me dil tasuf se bhara rehta he.....
        itni dheron baten hen....Allah or us k Nabi ne zindagi ka koi pehlo chora nahi jis bare me na bataya ho....sona jagna..khana peena...libas...chalna...guftagu....insanon se taluk....to koshish yehi hoti he k sab zindagi me shamil hon.....haan aik cheez he jis par abhi tak me amal nahi kar pai...wo he sharai parda......chadar leti hon lekin.....jis ko baqaida shari parda kehte hen wo abhi khud par apply nahi kar pai....Allah mujeh is ki tofeeq ata farmaey.

        mashallah.........glad to know that.........:)....:rose

        ..me b chaadar se naqaab karti hoon bas...aur ''mukammal'' libas pehnati hoon.....
        شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

        Comment


        • #19
          Re: ~PrAcTiCaL~

          Originally posted by Insaaan View Post
          Good Topic...
          mujy yaad hay jab mujy job nahi mil rahi thee.
          lakin aik hee rotin per chl raha tha..
          pher wo aya...
          KHUDA NY AJ TAK OS QOAM KEE HALIT NAHI BADLI JIS KO APNI HALAT BADLNY KA KHIYAL KHUD NA HO
          so main ny kuch socha ess per
          aur aaj mera acha khasa bussiness hay chota sa..
          shuker ALLAH ka ab to
          yeh aayat hai ya hadees........?
          good.....:thmbup:
          شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

          Comment


          • #20
            Re: ~PrAcTiCaL~

            Originally posted by *Kashish* View Post
            Pardeh ke mutaliq senorita ki baat se mujheyaad ayea ke...mai pehle pardah thik nahi kerti thi... mujhe khud dil hi dil mai acha mehsoos nahi hota tha,,
            ...........pihr takreeban 10 ...15 din tak mujhe aik tarah ki khawab aiy...jis mai maine full pardah kiya hua tha ...yaha tak ke sirf meri ankhain nazar ati thien,... aur saath hi aik awaaz ati thi...ke aab dehko tum Kitni MUtmin ho.....

            wo khawab musalsil dehkne ke baad mai ne yehi samjha kai khuda tallah chahata he ke mai aisa pardah keroon....us ke baad se maine aisa kiya...\\
            aur aab allah ke fazal se mujhe waqie mai MUTAMIN feel hota hai...dunia ki bohat si nazrou se..
            aray samra tum tou topic se hi hatt gayin.......///
            lagta hai ab muje ''khawaab se hidayat''...ka thraed b lagana parray ga.....khair dont mind....:D:

            mashallah...its good...........n yes...''satisfaction'' ki baat ki ap ne...i can realize.........:)
            khush rahiye
            شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

            Comment


            • #21
              Re: ~PrAcTiCaL~

              Originally posted by Xai View Post
              walaikum salam

              Qurani Ayah: Hadees:
              "The beauty of a person's Islam is to leave those things which do not concern him/her"
              hmmm...xeny aap ne yeh apply kin apni zindagi me......good
              MASHALLAH..........:rose
              شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

              Comment


              • #22
                Re: ~PrAcTiCaL~

                Originally posted by rabi View Post
                walikum Salam Khush Rahye
                Nice Topic :)

                Kin Kin Baato Per Amal Kia Or Kin Per Nahi Ye Kafi Detail Ho Jaye Gi Bas Gunhgaar Bandy Hain Allah Humay Maaf Kary/ameen

                Khush Ikhlaqi Ka Or Khiyal Rakhnay Ka Help Kernay Ka Pherha Bohat Baar Or Apni Best Koshish Kerti Hun Kamazkam Itna To May Ker Sako
                Ab Ye Mujhy Nahi Maloom Na May Is Per Puri Bhi Uterti Hun Ya Nahi
                Best Of Luck...........:)
                Last edited by saraah; 7 March 2009, 15:58.
                شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                Comment


                • #23
                  Re: ~PrAcTiCaL~

                  Originally posted by ummid View Post
                  wasalam... khush raho..

                  yups.. Quraan ki ek aayat hai jo me ki life mein stress buster ka kaam karti hai... me jub bhi bauaht zyadah down ho ya kuch bhi sirf yeh ek aayat hai jisey hum apni soch per apply karte hain or kuch der baad subkcuh sahi lagne lagta hai....
                  Sur e Baqar ki aakhri aayto mein se ek hai yeh:
                  Mafhoom : nahi dalta Allah kisi per boojh lakeen us ki isteat ki mutaabiq"
                  yeh aayat hum apni day to day life mein apply karte hain... :rose
                  UMMID JI SAME IS THE CASE WITH ME.........:rose
                  LAKIN YEH TOU EK QISAM KA QURAN SE MADAD LENA HO JATA HAI NA.....

                  AAP NE APNI LIFE ME KOI TABDEELI LAAYI HO...KOI AAYAT YA HADEES PARRH K...ME NE WO POOCHAA.....
                  شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                  Comment


                  • #24
                    Re: ~PrAcTiCaL~

                    Originally posted by saraah View Post
                    UMMID JI SAME IS THE CASE WITH ME.........:rose
                    LAKIN YEH TOU EK QISAM KA QURAN SE MADAD LENA HO JATA HAI NA.....

                    AAP NE APNI LIFE ME KOI TABDEELI LAAYI HO...KOI AAYAT YA HADEES PARRH K...ME NE WO POOCHAA.....
                    yeh tabdeeli hi hai... soch mein tabdeeeli :rose.. or dekha jaaye tu yahan jis kis ne bhi ziker kiya hai us ne Quraan ki aayat per amal ker apni madad hi ki hai... :rose

                    Comment


                    • #25
                      Re: ~PrAcTiCaL~

                      Originally posted by saraah View Post
                      Best Of Luck...........:)

                      Thanks chanda
                      Khush rahye

                      Comment


                      • #26
                        Re: ~PrAcTiCaL~

                        Originally posted by ummid View Post
                        yeh Tabdeeli Hi Hai... Soch Mein Tabdeeeli :rose.. Or Dekha Jaaye Tu Yahan Jis Kis Ne Bhi Ziker Kiya Hai Us Ne Quraan Ki Aayat Per Amal Ker Apni Madad Hi Ki Hai... :rose

                        Right.......:)
                        شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                        Comment


                        • #27
                          Re: ~PrAcTiCaL~

                          Originally posted by saraah View Post
                          aray samra tum tou topic se hi hatt gayin.......///
                          lagta hai ab muje ''khawaab se hidayat''...ka thraed b lagana parray ga.....khair dont mind....:D:

                          mashallah...its good...........n yes...''satisfaction'' ki baat ki ap ne...i can realize.........:)
                          khush rahiye

                          I do mind

                          Comment


                          • #28
                            Re: ~PrAcTiCaL~

                            Originally posted by *Kashish* View Post
                            I do mind
                            u cant............shysmile
                            شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                            Comment


                            • #29
                              Re: ~PrAcTiCaL~

                              Originally posted by saraah View Post
                              u cant............shysmile
                              ab to kerliya naaa :lpop:

                              Comment


                              • #30
                                Re: ~PrAcTiCaL~

                                Originally posted by *Kashish* View Post
                                ab to kerliya naaa :lpop:
                                hum mana lain ge..........:eye:
                                شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                                Comment

                                Working...
                                X