Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

larki ki tareef

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • larki ki tareef

    aap larki ki beauty ki tareef kese karte hain???

    wese jese mein akasr girls ki tareef mein kahta hoon kay

    you are :

    - beautiful
    - pretty
    - cute
    - fine :lpop:

    country se bahir agar kisi larki ki tareef karo tu vo bahut khush hoti hain lakin pakistan mein agar larki ki tareef karo tu vo foran apnay jootay ki taraf dekhti hai.....372-shock kia yahan girls apni tareef pasand nahi karti???

    :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

  • #2
    Re: larki ki tareef

    Originally posted by rehman View Post

    unko pata he na..wo is qabil nahi k un ki tareef ki jay :lol

    Comment

    • #3

      app nay yah baatein likhatay hoay socha.........kay app ko kaisa lagay ga ager koi app ki family main kisi ki tareef karay, so wo kiya jawab day..... aisay hi ham sab ki maa behanay bhar jati hain aur is tera kay lerkoo ko awara kaha jata hain.........
      oh bhai ham pakistani hain be pakistani aur pakistanioon ki terha ki baatein share karay. app kabhi apnay ghar wallon ki bhi tareef kar diya karay..... mamma you are looking so beautifull aur dead aur sis.
      ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

      Comment

      • #4
        Re: larki ki tareef

        thinkingg

        Comment

        • #5
          Re: larki ki tareef

          Originally posted by D@y W@lk3r View Post

          bohat khoob Dr sab:salam:

          Comment

          • #6

            well said sir.......:thmbup:

            Originally posted by kutkutariyaan View Post
            thinkingg
            aap sochtay sochtay boorrhay na hojana.........///

            Originally posted by MSA View Post
            unko pata he na..wo is qabil nahi k un ki tareef ki jay :lol
            :tasali:
            Originally posted by senorita View Post
            bohat khoob Dr sab:salam:
            not saab.........///
            شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

            Comment

            • #7
              Re: larki ki tareef

              Originally posted by D@y W@lk3r View Post
              app nay yah baatein likhatay hoay socha.........kay app ko kaisa lagay ga ager koi app ki family main kisi ki tareef karay, so wo kiya jawab day..... aisay hi ham sab ki maa behanay bhar jati hain aur is tera kay lerkoo ko awara kaha jata hain.........
              oh bhai ham pakistani hain be pakistani aur pakistanioon ki terha ki baatein share karay. app kabhi apnay ghar wallon ki bhi tareef kar diya karay..... mamma you are looking so beautifull aur dead aur sis.
              Well Done :rose

              MashaAllah...Bohut Pyari Soch hai aap ki :thmbup:

              Comment

              • #8
                Re: larki ki tareef

                Originally posted by saraah View Post

                aap sochtay sochtay boorrhay na hojana.........///

                Comment

                • #9
                  Re: larki ki tareef

                  Originally posted by senorita View Post
                  bohat khoob Dr sab:salam:
                  thanks, mujhay is terha ki baatein aur thread dekh kar acha nahi lagta, hamaray nojawaan sirf yahi sochtay aur kuch nahi. Bathal ALLHA sab ko hidayaat day. Aamin, HAm dosroon ki izaat karay gay to koi hamari izaat karay ga.....wersalam
                  ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                  Comment

                  • #10
                    Re: larki ki tareef

                    Originally posted by kutkutariyaan View Post
                    Well Done :rose

                    MashaAllah...Bohut Pyari Soch hai aap ki :thmbup:
                    thanks.
                    ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                    Comment

                    • #11
                      Re: larki ki tareef

                      Originally posted by saraah View Post
                      well said sir.......:thmbup:
                      :thmbup:
                      ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                      Comment

                      • #12
                        Re: larki ki tareef

                        Originally posted by D@y W@lk3r View Post
                        app nay yah baatein likhatay hoay socha.........kay app ko kaisa lagay ga ager koi app ki family main kisi ki tareef karay, so wo kiya jawab day..... aisay hi ham sab ki maa behanay bhar jati hain aur is tera kay lerkoo ko awara kaha jata hain.........
                        oh bhai ham pakistani hain be pakistani aur pakistanioon ki terha ki baatein share karay. app kabhi apnay ghar wallon ki bhi tareef kar diya karay..... mamma you are looking so beautifull aur dead aur sis.
                        Yaar mein saari zindagi tumhein doctor samajta raha, lekin mujay nahi pata tha ke tu itna seyaana bhi ho sakta he :lol

                        Welldone, tum ne outclass ker diya Rehman ke buchay ko, bulke bazat'e'khud Rehman ko 372-haha
                        :thmbup:

                        Comment

                        • #13

                          meri behan tu nahi lakin aap meri aami ko aap apni ammi samjh kar agar tu tareef karo tu mujhe aiteraaz nahi hoga...... kyun kay meri maa teri maa hai.....372-haha jahan tak larki ki tareef ka sawal hai zaroori nahi jo koe kisi ki tareef karey tu awara larka hota hai...... :lpop:baat hoti hai zahan ki apni soch ki aap kay zahan mein actual gand keechra bhara hoa hai issliye tumhari soch keechar ki taraf hi jai gi....... ..... :lpop:wese mein apnay ghar mein apni ammi ki aur abbu ki tareef karta rahta hoon......

                          Last edited by rehman; 28 February 2009, 17:32.
                          :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

                          Comment

                          • #14
                            Re: larki ki tareef

                            Originally posted by munda_sialkoty View Post
                            Yaar mein saari zindagi tumhein doctor samajta raha, lekin mujay nahi pata tha ke tu itna seyaana bhi ho sakta he :lol

                            Welldone, tum ne outclass ker diya Rehman ke buchay ko, bulke bazat'e'khud Rehman ko 372-haha
                            yaar uss nay culture batai hai aur achi baat ki samjhanay ki koshash ki aap kis baat per hill hil kay hans rahe ho ..... saath saath zameen ko bhi hila rahe ho???:khi:
                            :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

                            Comment

                            • #15

                              Working...
                              X