Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

shaadi apno mein yaa paraon mein

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • shaadi apno mein yaa paraon mein

    shaadi apno mein yaa paraon mein karni chahiye...... please vote karein....


    (Note: yeh polling wali technique meinay aaj he seekhi hai ess liye mein polling karwanay mein mujhe bara maza aa raha hai.....:khi:)
    5
    shaadi apno mein karni chahiye
    0.00%
    0
    shaadi praon mein karni chahiye
    40.00%
    2
    shaadi eik apno mein eik praon mein karni chahiye
    60.00%
    3
    :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

  • #2
    Re: shaadi apno mein yaa paraon mein

    rehman aapka jahan dil chahya aap wahan kro.......///
    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

    Comment


    • #3
      Re: shaadi apno mein yaa paraon mein

      Originally posted by saraah View Post
      rehman aapka jahan dil chahya aap wahan kro.......///
      phir tay mein aap se shaadi karna chahta hoon.....
      :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

      Comment


      • #4
        Re: shaadi apno mein yaa paraon mein

        shadi apnon mein ho ya ghairon mein, is se koi faraq nahi perta. aap ka saathi jo hay wo aap ki pasand ka hona chahiye, thats important.

        Medical point of view se shadi ghairon mein honi chahiye
        :thmbup:

        Comment


        • #5
          Re: shaadi apno mein yaa paraon mein

          Originally posted by rehman View Post
          shaadi apno mein yaa paraon mein karni chahiye...... please vote karein....


          (Note: yeh polling wali technique meinay aaj he seekhi hai ess liye mein polling karwanay mein mujhe bara maza aa raha hai.....:khi:)
          :lahoul

          Comment


          • #6
            Re: shaadi apno mein yaa paraon mein

            Originally posted by rehman View Post
            phir tay mein aap se shaadi karna chahta hoon.....
            sharam.com :tasali:
            :thmbup:

            Comment


            • #7
              Re: shaadi apno mein yaa paraon mein

              shaadi eik apno mein eik praon mein karni chahiye
              ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

              Comment


              • #8
                Re: shaadi apno mein yaa paraon mein

                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                shadi apnon mein ho ya ghairon mein, is se koi faraq nahi perta. aap ka saathi jo hay wo aap ki pasand ka hona chahiye, thats important.

                Medical point of view se shadi ghairon mein honi chahiye
                medical point of view se....:mm: vo kyun jee???
                :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

                Comment


                • #9
                  Re: shaadi apno mein yaa paraon mein

                  Originally posted by rehman View Post
                  shaadi apno mein yaa paraon mein karni chahiye...... please vote karein....


                  (Note: yeh polling wali technique meinay aaj he seekhi hai ess liye mein polling karwanay mein mujhe bara maza aa raha hai.....:khi:)
                  khair hamaray barray kaha krtay hain k apna maaray ga te chanwen ee suttay ga ///
                  lakin muje iss se ikhtilaf yeh hai k apna hoga tou maaray ga hi kiyon........:donno:

                  baqi medically jo kaha jata hai k 1st kzn marriage na kren...me pehlay iss baat ko nae maanti thi......bt alas..a friend of mine....wo gave birth to a thalassamic child ....it was due to 1st kzm marriage.....

                  aur mazay ki baat yeh hai k ajkal out of family ka trend b zor pakkar chuka hai....moaqqaff yeh hota hai k apnon ko dekh liya hai aur RAJJ gye hain........///

                  baqi koi muaiqa nae.......apnay hain tou aur apnay ban jayen ge
                  paraye hain tou shadi k baad paraye thoorri rahain ge............OHO
                  شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                  Comment


                  • #10
                    Re: shaadi apno mein yaa paraon mein

                    Originally posted by D@y W@lk3r View Post
                    shaadi eik apno mein eik praon mein karni chahiye
                    wese mein bhi yeh soch raha tha...... :mm:
                    :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

                    Comment


                    • #11
                      Re: shaadi apno mein yaa paraon mein

                      Originally posted by rehman View Post
                      phir tay mein aap se shaadi karna chahta hoon.....

                      lakin muje aap pasand nae hain iss hawalay se.........
                      شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                      Comment


                      • #12
                        Re: shaadi apno mein yaa paraon mein

                        Originally posted by rehman View Post
                        wese mein bhi yeh soch raha tha...... :mm:
                        apno main to karli hain.372-scare. ab bhar wali ka intezar hain
                        ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                        Comment


                        • #13
                          Re: shaadi apno mein yaa paraon mein

                          jo b ap se shadi karne k liye man jaye us se kr liye:khi:
                          sigpic

                          Comment


                          • #14
                            Re: shaadi apno mein yaa paraon mein

                            Originally posted by saraah View Post
                            khair hamaray barray kaha krtay hain k apna maaray ga te chanwen ee suttay ga ///
                            lakin muje iss se ikhtilaf yeh hai k apna hoga tou maaray ga hi kiyon........:donno:

                            baqi medically jo kaha jata hai k 1st kzn marriage na kren...me pehlay iss baat ko nae maanti thi......bt alas..a friend of mine....wo gave birth to a thalassamic child ....it was due to 1st kzm marriage.....

                            aur mazay ki baat yeh hai k ajkal out of family ka trend b zor pakkar chuka hai....moaqqaff yeh hota hai k apnon ko dekh liya hai aur RAJJ gye hain........///

                            baqi koi muaiqa nae.......apnay hain tou aur apnay ban jayen ge
                            paraye hain tou shadi k baad paraye thoorri rahain ge............OHO
                            bahir ka yeh hota hai ko khandaan kesa hai log kese hain.... meray jesa ghunda, dadageer aur choor type ka banda palay parjai tu phir kiya kare ga???
                            shaadi se pehlay dono taraf shareef ban rahe hotay hain pata tu baad mein lagta hai kay hum kahan phass gaye..... apno mein tu pata hai larka kese hay yaa larki kesi hai....... 372-scare
                            :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

                            Comment


                            • #15
                              Re: shaadi apno mein yaa paraon mein

                              Originally posted by Raniya Asif View Post
                              jo b ap se shadi karne k liye man jaye us se kr liye:khi:
                              :thmbup:

                              Comment

                              Working...
                              X