Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

shaadi ki umer

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: shaadi ki umer

    Originally posted by kutkutariyaan View Post
    Or aap k Point of Views se Aqal-Sherif kab aati hain ? :hansi
    ye har bande par mukhtalif time me nazil hoti he:hehe:kisi ko jaldi ajati he kisi ko der me.....lekin mera mukhlisana mashwara he k jab tak aqal na aey is dasht me paon na dharen:hehe:

    Comment


    • #47
      Re: shaadi ki umer

      Originally posted by kutkutariyaan View Post
      Wo kio
      AAP NE PHIR WOHI ICON USE KIYA............
      شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

      Comment


      • #48
        Re: shaadi ki umer

        Originally posted by senorita View Post
        ye har bande par mukhtalif time me nazil hoti he:hehe:kisi ko jaldi ajati he kisi ko der me.....
        Bulkul theek kaha aap ne :hansi


        Originally posted by senorita View Post
        lekin mera mukhlisana mashwara he k jab tak aqal na aey is dasht me paon na dharen:hehe:
        Bilkul kio k Wo Jadeed Hatheyaar se Laees Ho ker jo aati hain

        Comment


        • #49
          Re: shaadi ki umer

          Originally posted by saraah View Post
          AAP NE PHIR WOHI ICON USE KIYA............
          Jee :khi:


          Maza aat hai na teddy

          Comment


          • #50
            Re: shaadi ki umer

            Originally posted by kutkutariyaan View Post
            Jee :khi:


            Maza aat hai na teddy
            PITAI KAR DOON GI..........
            شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

            Comment


            • #51
              Re: shaadi ki umer

              Originally posted by saraah View Post
              PITAI KAR DOON GI..........
              Aap ese to na thien


              chiips

              Comment


              • #52
                Re: shaadi ki umer

                Originally posted by rehman View Post
                shaadi ki umer kiya honi chaiye???
                18 se 25 behtreen umar hy shadi ki :salam:
                ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                Comment


                • #53
                  Re: shaadi ki umer

                  Originally posted by aabi2cool View Post
                  18 se 25 behtreen umar hy shadi ki :salam:
                  to phir meri kurwaein

                  Comment


                  • #54
                    Re: shaadi ki umer

                    Originally posted by MSA View Post
                    to phir meri kurwaein
                    apnay abba ji mohtram ka telefon number to do zara
                    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                    Comment


                    • #55
                      Re: shaadi ki umer

                      I think k shadi ki koi age nahi hoti...jub app is qabil hojay k app sub ko khush kur sakein...to app ko shadi kur leni chahie...

                      mere amma abba to kehte he...abhi se shadi kur li to tumhare sath sath tumhari bivi ko bhi palna pare ga 372-haha

                      pehle amma abba ko khush kurna chahie...us k bad shadi bhi kur leni chahie....

                      like everyother thing...it also depends ;)

                      Comment


                      • #56
                        Re: shaadi ki umer

                        Originally posted by aabi2cool View Post
                        apnay abba ji mohtram ka telefon number to do zara
                        per shadi to mein ne kurni he :hehe:

                        Comment


                        • #57
                          Re: shaadi ki umer

                          shadi ki umer 21 _ 25 oss kay bad tu insaan dudhaa ho jata hia

                          Comment


                          • #58
                            Re: shaadi ki umer

                            Originally posted by MSA View Post
                            per shadi to mein ne kurni he :hehe:
                            372-haha bari cheez ho tum ...par kawani to abba nay hi hay na 372-haha
                            ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                            Comment


                            • #59
                              Re: shaadi ki umer

                              Originally posted by aabi2cool View Post
                              372-haha bari cheez ho tum ...par kawani to abba nay hi hay na 372-haha
                              mein abba ki marzi se bhi kur lo ga....per lasani fasadat k khilaf muhim chalao ga..us k lie mein hur mulk se aik representative sath rakho ga na 372-haha

                              Comment

                              Working...
                              X