Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

PG members ki Khoobiya

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: PG members ki Khoobiya

    Originally posted by saraah View Post
    achaa yani maths k rule k mutabiq
    aqalmund=diwana..............


    jao baoo rehan de khush fehmiyaan.............OHO

    me ne saari nae parrhin ......
    itnay batooni ho aap me itna nae sar khapaa sakti..........

    achaa masla kya hai...........k soni ne muje pagal kaha bewaqoof kaha....thinki
    te koi gall nae...........:ANYWORD2
    haaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaan,
    372-haha, ser khapana ki zaroorat nahi mujh se poch lo mian tafseel se bata doon ga:yy:

    Comment


    • Re: PG members ki Khoobiya

      Originally posted by senorita View Post
      bakion me is se bhi zeada hen...soch lein:hehe:
      unhain baat keh khush to ker do na,:kr:

      Comment


      • Re: PG members ki Khoobiya

        Originally posted by ummid View Post
        kul aabi bhai ki bauaht watt lag chuki... you kya chahte ho ab??? :lpop:
        tum tery ker lo, phir faisla awaam khud ker le gi:lpop:

        Comment


        • Re: PG members ki Khoobiya

          Originally posted by rehman View Post
          mein bhi kuch girls kay khoobiyan observe ki hain jo etefaaq se mein farig bhi tha aur share karna chahta hoon..... felhaal boys kay baad mein apnay views share karon ga......372-scare

          soni kuri confident, aur chi chaval maarti hain

          sanam khan1 Supportive nature, good common sense

          Ummid Ability to motivate people, confident

          Saraah generally mature as well as visionary n logical ideas, and understanding but eqoistic (sorry for that)

          Nisa sober intelligent

          Aanchal lot of caring... good and helping nature
          sinorita brings new ideas and confident

          aur abhi mujhe yaad nahi hain...... jese yaad aae tu share karon ga372-scare
          matlab faraghat me aap achay kaam kr lete ho///
          n no sorry 4 that...........:thmbup:

          Originally posted by musaddaq View Post
          haaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaan,
          372-haha, ser khapana ki zaroorat nahi mujh se poch lo mian tafseel se bata doon ga:yy:
          kiyon me apna kaam khud na kroon kya...........:yy:
          شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

          Comment


          • Re: PG members ki Khoobiya

            Originally posted by saraah View Post

            kiyon me apna kaam khud na kroon kya...........:yy:
            tum sahi se nahi ker rahin issi liye to mian en help keh liya kaha hia:khi:

            Comment


            • Re: PG members ki Khoobiya

              Originally posted by rehman View Post
              mein bhi kuch girls kay khoobiyan observe ki hain jo etefaaq se mein farig bhi tha aur share karna chahta hoon..... felhaal boys kay baad mein apnay views share karon ga......372-scare

              soni kuri confident, aur chi chaval maarti hain

              sanam khan1 Supportive nature, good common sense

              Ummid Ability to motivate people, confident

              Saraah generally mature as well as visionary n logical ideas, and understanding but eqoistic (sorry for that)

              Nisa sober intelligent

              Aanchal lot of caring... good and helping nature
              sinorita brings new ideas and confident

              aur abhi mujhe yaad nahi hain...... jese yaad aae tu share karon ga372-scare

              Mere khyaal mein aap abi tak PG ke looogon ko sahi se understand nahi ker paye :lpop:
              :thmbup:

              Comment


              • Re: PG members ki Khoobiya

                Khoobiyaan beyaan karna bara ookha kaam he per mein apni si kooshish kerta hoon. lekin 2 khoobiyoon walay formulay ko ignore ker ke likhon ga. Ladies first

                Fari: Mujay yeh to nahi pata ke is mein koi khoobi hay bhi ke nahi, lekin phir bhi mein is se kafi kuch share kerta hoon, aur yeh bhi nahi pata ke kia sooch ke share kerta hoon, bus kabi kabi achi lagti he :lol

                Saraah: She is a lot of caring and creative. Bohat positive he, aur her tarah ki discussion mein interested leti hein. She is truly a knowledge seeker.

                Eesha: Is ki khoobiyaan talaash kerna bhi utna he mushkil he jitni fari ki khoobiyan talash kerna he. Haan do khoobiyoon ki bajaye mein yeh kahon ga ke yeh mujay do jagah bohat achi lagi. Aik jub mein sabzi mandi mein shopping ker raha tha to is ka phone aaya sabzi baichnay walon ki awazein sun ker yeh roo pari thi 372-haha Doosra jub yeh kabi kabi bohat ziada gair haazriyoon ke baad online aa ke apni taraf se mujay jalanay ke liye msg kerti he 372-haha

                Wafa: Is ke ander doosti ke asli walay jaraseem paye jatay hein. Yeh bohat caring he aur positive soochti he.

                Hala: Is larki ke kia kehnay, yeh farishta nama larki he bus. Innocent, Loyal, Sincere.

                Ummid: in mein 2 khoobiyaan zaroor hoon gi per mujay abi discover kerni hein 372-shed

                Aanchal: In ki 2 khoobiyaan batana itna he mushkil kaam he jitni xenia ki khoobiyaan batana mere liye mushkil he :pagal: Yeh meri na to doost he aur na he dushman, pata nahi kia cheez he yeh 2 khoobiyaan batani hein to mein yeh kahon ga ke is ke topics hameesha he interesting hotay hein, aur doosra yeh hasti bohat pyaara he :khi:

                Xenia: 372-shedin ki yeh khoobi he ke bohat lambi baat ko 2 lafzon mein beyaan ker deti hein 372-haha aur doosri baat yeh ke inhein mazaak ki samaj nahi aati, aur teesri achai yeh he ke yeh apni taraf se hameesha serious rehti hein.

                Soni Kudi: Bohat nice larki he. Bura nahi maanti khaas toor pe meri baaton ka. Meri nazar mein is mein built-in friendly nature pai jati he. She's great.

                Muqadas: yeh homeopathic member he PG ki. Is se ager kisi ko koi faida nahi to nuksaan bhi nahi 372-haha innocent si he, achi larki he :salam:

                Senorita: Is ki sub se achi baat yeh he ke yeh meri fazool baaton ko bhi aisay :embarasse ker ke bardaasht ker jati he. Topics ko seriously discuss kerti he. Kisi ko hurt nahi kerti. Achi larki he.

                Samra Khan: she is as cool as cucumber. A new and pleasant addition to Pegham. She got a very friendly nature :thmbup:

                Jia & Lucky: Yeh dono behnain achi nature ki hein, mazak kerti hein aur kerwati hein :lol Koi kitna he exceed kyoon na ker jaye yeh tameez ke dairay mein he rehti hein. In ki friendly nature in ka plus he.

                Gul Sis: She is mature and cool

                Rida: Kabi mood mein ho to discussion achi ker leti he. aur apnay aap mein rehti he. Pata nahi yeh khoobi he ke khami

                Nisa: yeh larki sub se hutt ke he. I don't know much about her, haan itna jaanta hoon ke she is a decent and thoughful girl
                :thmbup:

                Comment


                • Re: PG members ki Khoobiya

                  Ub aatay hein Murgi ke Andoon ki taraf


                  Abid: is ki khoobiyan batana sooraj ko chiraag dikhanay ke mutradaf he

                  Musaddaq: Bohat he friendly nature ka hay. God good sense of humour

                  Day Walker: Yeh mujay homeopathic doctor lagta he, yeh bhi na to kisi ko koi faida pohanchata he aur na he nuksaan. Is ki baatein achi lagti hein wo yeh ke kabi kabi boolta he per acha boolta he Muqaddas ki tarah :lol

                  Itfreak: Saneyaasi bawa he, apnay kaam mein magan. Helping man he.

                  Mr. Khan: Don't know much about him. Haan acha kaam ker raha he apnay section mein.

                  Ratzz: Bohat tahamal mazaaj he. Friendly he aur baaton ka bura nahi manata. Is ki awaz mein ub mein ne Heer sunani he next mulaqat mein :khi:

                  MSA: Pegham pe sub se ziada positive mind rakhnay wala larka hay yeh. Bohat jaldi mature ho raha he. He is truly a nice man.

                  Dil se dil tak (Nomi):Isay mein ne khud perhaya hua he, is liye yeh mujay acha lagta he. He is truly an obedient man.

                  Jawad: Another addition from Lahore. Don't know much about he. Positive sooch wala lagta he. I hope ke bohat jald sub mein mixup ho jaye ga.

                  Scorpion81: is ki sub se bari khoobi yeh he ke yeh khud kuker se bhi ziada patla he aur muj jese sehatmand insaan ko kuker keh ke apni kisi hiss ko taskeen dene se baaz nahi aata :lol

                  Bus U He: Acha larka ho ga apni taraf se :lol
                  :thmbup:

                  Comment


                  • Re: PG members ki Khoobiya

                    Originally posted by musaddaq View Post
                    tum sahi se nahi ker rahin issi liye to mian en help keh liya kaha hia:khi:
                    muj se aapkay laa matnaahi falsfay bardaasht nae hotay.....thank u so much...........:zuban:
                    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                    Comment


                    • Re: PG members ki Khoobiya

                      un sab ka shukria jinhoo nay achay alfaaz main yaad kia :blush:

                      or un ka Allha hi hafiz hai jinhoo nay aisa nahi kia
                      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                      Comment


                      • Re: PG members ki Khoobiya

                        Originally posted by munda_sialkoty View Post


                        Saraah: She is a lot of caring and creative. Bohat positive he, aur her tarah ki discussion mein intereste leti hein. She is truly a knowledge seeker.

                        rl
                        me har qisam ki discussion me tou interested nae hoon aamir.........///

                        aur aap as usual fari n group ki khoobiyaan batanay me dandi maar gye hain...dil barra kr lain ab.....shysmile
                        شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                        Comment


                        • Re: PG members ki Khoobiya

                          Originally posted by Aanchal View Post
                          un sab ka shukria jinhoo nay achay alfaaz main yaad kia :blush:

                          or un ka Allha hi hafiz hai jinhoo nay aisa nahi kia
                          Dekho mein ne tumhari tareef ki he, tum me ko hasti hui itni achi lagti ho ke kia bataon :lol
                          :thmbup:

                          Comment


                          • Re: PG members ki Khoobiya

                            Originally posted by saraah View Post
                            me har qisam ki discussion me tou interested nae hoon aamir.........///

                            aur aap as usual fari n group ki khoobiyaan batanay me dandi maar gye hain...dil barra kr lain ab.....shysmile
                            yani aap meri sooch ko ghalat sabit kerne pe tulli hui hein

                            Dil bara ker ke ager mein ne Fari & Co ki khoobiyan bata dein to inhoon ne aur ziada CHOUR ho jana he 372-haha
                            :thmbup:

                            Comment


                            • Re: PG members ki Khoobiya

                              Originally posted by munda_sialkoty View Post
                              yani aap meri sooch ko ghalat sabit kerne pe tulli hui hein

                              Dil bara ker ke ager mein ne Fari & Co ki khoobiyan bata dein to inhoon ne aur ziada CHOUR ho jana he 372-haha
                              me galat sabit kr chuki hoon........:zuban:
                              aur yeh me aapki khami me bayan kroon gi ab.....

                              chourr koi nae hota.....thraed starter ko tou aap ne sahee info deni hai na...its ur moral duty.......:lpop:
                              شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                              Comment


                              • Re: PG members ki Khoobiya

                                Originally posted by saraah View Post
                                me galat sabit kr chuki hoon........:zuban:
                                aur yeh me aapki khami me bayan kroon gi ab.....

                                chourr koi nae hota.....thraed starter ko tou aap ne sahee info deni hai na...its ur moral duty.......:lpop:
                                ager yeh baat he to fari aur eesha dono achi larkiyaan hein, bulke wo to aisi larkiyaan he nahi hein jo achi hoon 372-haha
                                :thmbup:

                                Comment

                                Working...
                                X