Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

PG members ki Khoobiya

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: PG members ki Khoobiya

    Originally posted by MuQadas View Post
    abbi bhai app xai ko bhool gay:khi:
    han aur mujhy lagta hy aur bhi akfion ko bhool gaya hon ga . ..
    thanxx yaad karwanay ka . .
    xai
    ye bhi pg ki old member hain ab chonk yahan in ki faqat khoobian hi batani hain to arz ye hy k mature souch ki malik hain aur mutalia in ka bhi acha hy . . . . :salam:
    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

    Comment


    • Re: PG members ki Khoobiya

      sorry main umeed ko bhool gai thi jo aik hi tabasum pay umrain lata dayte hain kafe ghani hain MashAllah bohat samjhdar hain piyare tybet ki hain:rose

      Comment


      • Re: PG members ki Khoobiya

        Originally posted by aabi2cool View Post
        han aur mujhy lagta hy aur bhi akfion ko bhool gaya hon ga . ..
        thanxx yaad karwanay ka . .
        xai
        ye bhi pg ki old member hain ab chonk yahan in ki faqat khoobian hi batani hain to arz ye hy k mature souch ki malik hain aur mutalia in ka bhi acha hy . . . . :salam:
        hehehhe main to khud bhool gai magar appko yad dela dia islia k appnay tarteeb sa likhay hain na sabkay nam too main dekh rahi thi kisay bhoolay

        Comment


        • Re: PG members ki Khoobiya

          Originally posted by MuQadas View Post
          hehehhe main to khud bhool gai magar appko yad dela dia islia k appnay tarteeb sa likhay hain na sabkay nam too main dekh rahi thi kisay bhoolay
          main nay to pg k main page se copy paste kiye thy jo pichly 24 hours main online thy whan se is liye kai naam reh gay hongay :D:
          ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

          Comment


          • Re: PG members ki Khoobiya

            Originally posted by D@y W@lk3r View Post
            aisa kuch bhi khaylo lekin Udher nahi chornga372-haha
            appko dr tankara k baray main pata hai

            Comment


            • Re: PG members ki Khoobiya

              Originally posted by MuQadas View Post
              appko dr tankara k baray main pata hai
              app ko kiya hoya......................
              ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

              Comment


              • Re: PG members ki Khoobiya

                Originally posted by aabi2cool View Post
                to qisa ye hy k sab PG members ki 2,2 khobian batani hain ok. . .koshish kartay hain k sab main 2,2 khoobian mil hi jaien . . .
                ummid, is k baray main to mujh se khuch nahhi poucho to behtar hy bahar hal majboori hy k is ki khoobian batani hain :yy: kafi soucha to ye samjh main aya k is ki yehi khoobi hy k is main koi khoobi naheen , ,, , khair aik ummda sence of humer aur larkion mains e wahid hazair jawab larki ...


                you ne majbori mein takluf kar diya... na kehte tu you ke liye hi accha hota.... ghalat baayani se bach jaate... :lpop:

                Comment


                • Re: PG members ki Khoobiya

                  Originally posted by aabi2cool View Post
                  to qisa ye hy k sab PG members ki 2,2 khobian batani hain ok. . .koshish kartay hain k sab main 2,2 khoobian mil hi jaien . . .


                  *, Aanchal, is main mujhy bawajood e talash k koi aik bhi khoobi naheen mil saki is liye is k moamlay main sorry 372-haha
                  aur seriously to say , pegham aaj jo khuch bhi hy us main is ka sab se bara hath hy aur is ki yehi khoobi is ki dosri sab khoobion par bhari hy. . ..
                  , BUS U HE,is ko main ziyada naheen janta is liye jhoot naheen bolon ga is liye meri nazar main faqat aik acha insaan hy jo achi sence of humer rakhta hy.

                  Champion_Pakistani,ye larka mery gaon se hy bohat hi shareef un nafas aur dosri khoobi is ki ye hy k zaheen bacha hy.

                  D@y W@lk3r,
                  doctor sahab bohat purany member hain pg k in ki batoon se jahan tuk main inki shaksiat ka andaz laga paya hon bohat hi coprative aur mukhlis insaan maloom hotay hain.
                  fari,chawleen marnay main maharat rakhti hy yehi iski khoobi hy . . .
                  aur agar matanat se khuch kahon to bohat hi payari bachi hy k jis ki waja se pegham ki ronaq hy
                  Gul, hmari aapi hain sanjeeda mizaj aur apny kaam se mukhlis hain ,deen ka kafi shaoor hy aur behtreen likhari hain.
                  , itfreak,go k in ka sath mera kabhi dairect rabta naheen hua magar apny nick k aytbaar se pehgam ki rohe rawan hain mukhlas aur mehnti workor hain pg k.
                  jia, aik zinda dil larki hy hans mukh ronaq laganay wali
                  kutkutariyaan, is ki khoobi bayan karna bohat mushkil kaam hy phir bhi koshish kar k dekhtay hain .hans mukh hy aur apny kaam ka master hy...
                  Mr.Khan,aik achay insaan aur apni commitment per pura utarnay wala
                  MSA,bohat ba ikhlaq hans mukh aur zaheen bacha
                  Muhammad Ali Jawad, best new comer apnay ikhlaq aur tarz e amal se apni aik jaga abhi se bana li hy
                  munda_sialkoty, khoobion ka ghar but simply to say pegham ki rooh . . .. :salam:
                  MuQadas, bohat hi payari bachi masoom souch aur ilam ki payas rakhnay wali
                  musaddaq, pegham k un chand hastion main se aik k jin ki hise mizah se main mutasir hon secodly apni moaqaf per mazbooti se sabit karna in ki khas khoobi hy.
                  Pakiza, aik bohat hi payari bachi jo k deen k sath khas shagaf rakhnay wli thi kum kum nazar aati hy .
                  , rATSS,mehnti achi souch k hamil aur bohat se khoobion k malik
                  rehman, pegham k liye aik khushgwar izafa behtreen souch k sath behtreen ilam rakhnay wala shakhas
                  Samra_Khan, peghamki aur bohat hi ummda aur nafees daryafat acha point of view rakhnay wali good girl
                  Sanam_khan1,in ki khoobi in ka hthora hi hy bahar achi bachi hy kabhi hath se hathora neechay rakhy to degar khoobion ka pata chaly
                  saraah, pegham ki un ikka dukka larkion mian se aik k jin main qudarati taur per bohat se makhfi salahiteen hain jo k ahista ahista nikal kar samny arahi hain aik bohat ummda aur nafees feham aur sha,oor rakhnay wali larki aur kisi bhi baat ki haqeeqat se ahqeeqi waqfiat rakhnay wali:salam:
                  senorita, bohat hi sensitive bachi hy baharhal khoobi is ki ye hy k derd e dil rakhnay wali bachi ummat e muslima aur pakistan k liye
                  shakeeel, master in his feeld apnay kaam se mukhlas aur kaams e kaam rakhnay waly insaan
                  , soni kudi,achi nature aur behtreen sence rakhny wali larki
                  ummid, is k baray main to mujh se khuch nahhi poucho to behtar hy bahar hal majboori hy k is ki khoobian batani hain :yy: kafi soucha to ye samjh main aya k is ki yehi khoobi hy k is main koi khoobi naheen , ,, , khair aik ummda sence of humer aur larkion mains e wahid hazair jawab larki ...
                  is sab k ilawa aik
                  ESHA thi jo k ab apnay miaooon ko payari hogaii aur us ki yehi khoobi mujhy bohat pasand aai bahar wo ESHA ka shumar bhi un chand larkion main hota hy k jin ka main fan hon aik achi sence of humar behtreen ilam k sath mazboot tarz eistidlaal rakhnay wali larki
                  aur akhir main hain pegham k bani
                  MASOOD BHAI , YEHI KAHOON GA K AIK BEHTREEN INSAAN K JINHOON NAY MUKHLIS HOKAR HUM SAB K LIYE YE PEGHAM BANAYA .
                  JO RAH GAY YA JIN KA ZIKAR NA KARSAKA WO SAB BHI PEGHAM KI JAN HAIN MERA ILAM KAFI MEHDOOD HY IS BAAB MAIN IS LIYE SAB KO BEHTREEN TARAKY SE BAYAN NAHEEN KARSAKTA THA JIN KO KIYA HY WO BHI PEHLI KOSHISH SAMJH KAR MOAF KARDEEN :salam:

                  sigpic

                  Comment


                  • Re: PG members ki Khoobiya

                    Originally posted by ummid View Post
                    you ne majbori mein takluf kar diya... na kehte tu you ke liye hi accha hota.... ghalat baayani se bach jaate... :lpop:
                    CHALO AB ZIYADA BANO MUT AUR JHAT SE MERA SHUKRIYA ADA KARO K MAIN NAY BA,AMRE MAJBOORI BHI U KI TAREEF KARDEE
                    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                    Comment


                    • Re: PG members ki Khoobiya

                      Originally posted by aabi2cool View Post
                      CHALO AB ZIYADA BANO MUT AUR JHAT SE MERA SHUKRIYA ADA KARO K MAIN NAY BA,AMRE MAJBOORI BHI U KI TAREEF KARDEE
                      Thanx for nothing... :lpop:...

                      Comment


                      • Re: PG members ki Khoobiya

                        Originally posted by ummid View Post
                        Thanx for nothing... :lpop:...
                        then dur fittay monh to u :salam:
                        ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                        Comment


                        • Re: PG members ki Khoobiya

                          Originally posted by aabi2cool View Post
                          then dur fittay monh to u :salam:
                          same to you... :lpop:

                          Comment


                          • Re: PG members ki Khoobiya

                            Originally posted by ummid View Post
                            same to you... :lpop:
                            dheet ,ziddi khud sir hutdharam larki :fuming:
                            ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                            Comment


                            • Re: PG members ki Khoobiya

                              Originally posted by aabi2cool View Post
                              dheet ,ziddi khud sir hutdharam larki :fuming:
                              same to you.. but not exactly.. If you want you can change the word "larki"...:lpop:
                              Last edited by ummid; 24 February 2009, 22:01.

                              Comment


                              • Re: PG members ki Khoobiya

                                Mzzey ka thread hai.........will take time to read sab ki kahaniyaN :P
                                " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                                Comment

                                Working...
                                X