Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Corner Caf

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Corner Caf

    Kuch dino key liye ham aik topic rakh saktey hein, kisi bhi massley pey baat ker saktey hein, kuch seekh saktey hein, kuch seekha saktey hein,


    Note:-


    1. Koi bhi kisi pey non-serious comment nahi karey ga
    2. Members ki kisi point ko aap Quote ker saktey ho, uss pey baat ker saktey ho kyun key aik friendly discussion hai leyking plz respect key sath
    3. Sirf topic pey baat kerni hai aur topic sey idher udher nahi hona hai. (plz be logical, to the point and stick to the topic)
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

  • #2
    Topic 18-feb-2009 --- 21-feb-2009




    من حیث القوم ہمیں اپنے معاشرہ کی ہیئت و ترکیب کا کس قدر
    ادراک ہے؟

    yani

    ہمیں اپنے معاشرے کی موجودہ شکل اور وہ صورتحال کہ جس کی بنا پر یہ موجودہ شکل وجود میں آئی ہے اس کا ادراک یعنی علم حاصل ہے یا نہیں ؟

    :jazak: abi bro.






    --- Aap misaalein dey saktey hein, hal bhi tajweez ker saktey hein, iss topic pey in general bhi baat ker saktey hein aur mehdood ker key bhi baat ker saktey hein (Mehdood apney social cirlcle tak key hawaley sey) --la-ilmi key assraat pey baat ker saktey hein.

    plus...

    Jin logon ko ilm nahi hai --- un pey baat ker saktey hien key wo kaisey gird-o-nawah sey agah rahein ....
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

    Comment


    • #3

      Comment


      • #4

        Comment


        • #5
          Originally posted by kutkutariyaan View Post
          Aap bhi na bus :uf mere khuda:
          Originally posted by kutkutariyaan View Post
          Aap ka Topic Sticky ker dia gya hai chiips
          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

          Comment


          • #6

            Comment


            • #7
              Mene kia kia :?: :embarasse

              Comment


              • #8
                Originally posted by senorita View Post
                moashre ki mojuda surat to hamare samne he.....jis ka ham khud bhi aik hisa hen...baki ye surat yahan tak kese phanchi....is baat par sochna pare ga:mm:
                Kya iss ka ye matlab hai key abhi tak hamien yahi "ilm" na ho saka key hamara "haal" iss haal tak phoncha kaisey?
                Originally posted by kutkutariyaan View Post
                Mene kia kia :?: :embarasse
                " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                Comment


                • #9
                  " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                  Comment


                  • #10
                    hmmmm

                    There are several reasons.

                    Comment


                    • #11
                      Ok Done :embarasse


                      Originally posted by Xai View Post
                      kya waqai ham her cheez sey itney fed up ho chukey hein key kisi cheez pey bhi baat nahi kerna chahtey hein?

                      Jee

                      Comment


                      • #12
                        Originally posted by Xai View Post
                        Kya iss ka ye matlab hai key abhi tak hamien yahi "ilm" na ho saka key hamara "haal" iss haal tak phoncha kaisey?
                        ilm to yakinan he k wajuhaat kia hen lekin un wajuhat par sochna pare ga....
                        wajuhat me to sab se bari waja jo mujhe samjh ati he wo ilm se doori he....apne deen k ilm se...ham ne deen ko quran ko bohat hi zeada ehtram k ghulafon me lapaet kar ooncha kar k rakh dia....jese hindu buton ko saja dete hen na wese ham ne saja dia...ye socha hi nahi k ye to sab khud par lagoo karne ka deen he....hamare ander bahir...daen baen...ooper neeche charo taraf hamara deen ho ga jese oxygen hoti he charon taraf....tabhi ham apne moashre ki aik khubsurat shakal dekh saken ge....
                        or phir isi aik kharabi se dheron khrabeyan wajood me aei hen jin ki waja se hamara moashra mojuda surat me hamare samne he jin par baat karen ge...

                        Comment


                        • #13
                          For New Designers
                          وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                          Comment


                          • #14

                            apka topic acha he lekin mera ilm bohat kam he is baare mai.
                            Pakistan ke halaat jab hum 15 saal pehle dehkte the , wo hi halaat abhi hain. pata nahi, per mujhe lagta hai ke humare mulq ko kharab kerne mai hum sab ka apna haath hai.

                            Hum west ki her tarah copies kerne ka shouq rakhte hain...( chahye wo be-hiyai ho, movies, libaas etc) lekin hum yeh Baat kiou COPY kerna nahi chahtey, jis se Humara mulq bhi Ache Countries ki list mai shumaar hojay ??


                            Humary mulq me abhi jo chal raha he wo hai aik doosre ko Ilzamat lagana... aur sirf apni zaat ka hi sochna... dolat, izzat aur "position" ko Haasil kerna aab saab ka Kaam reh gaya hai.

                            Comment


                            • #15
                              Aap bhi to doosron ke thread mein actively participate nahi kertein na. Maybe isi liye aisa ho :embarasse
                              :thmbup:

                              Comment

                              Working...
                              X