Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Bhoooot

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Bhoooot

    Aslamoalikum:salam:
    ham aksar bhoot pareet.... ya esi undekhi cheezon ka zikar sunte hen...jo dekhai to nahi deti lekin mehsoos hoti hen..me ne discovey channel par bhi is bare me prog dekha....bhoot seerhiyon par chahrhte huey mehsoos hote hen...kabhi chair hilate hen kabhi bed...shadows dikhai dete hen logon ko....apko koi bhoot kabhi mila?:mm:mera dil kisi bhoot se milne ko chah raha he...aik dafa pata to chale k akher is bhoot ki haqeeqat kia he?:embarassekoi tareeka bataen k bhoot ko dekha ja sake?372-scare

  • #2
    Re: Bhoooot

    Originally posted by senorita View Post

    w/ salam

    mujy too kabi asa mahsoos nehi hua hai aur na kabi koi nazir aaya hai:donno:

    app ne yeh kesa shoak pala hai wesay main aik bhoot ko too nehi churail ko jabta hoon lahore main he rehti hai 372-shock

    churail se mil lain keu k wo be app jasi he hoo ge :khi:

    ager bhoot ko app pasand aa gai too keya karo ge:mm:
    sigpic

    Comment

    • #3

      Agar bohut jaldee bhoot say milnay ka shooq ho raha hai...tu pehlay aap ku 'choorail' banna paray ga....kyuon tayyar hain..iss k liye.?:mm:

      Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

      Comment

      • #4
        Re: Bhoooot

        Originally posted by Muhammad Ali Jawad View Post
        Agar bohut jaldee bhoot say milnay ka shooq ho raha hai...tu pehlay aap ku 'choorail' banna paray ga....kyuon tayyar hain..iss k liye.?:mm:
        banne se keya matlab hai tumhara?:mm:
        sigpic

        Comment

        • #5
          Re: Bhoooot

          planchit... :D
          Last edited by ummid; 16 February 2009, 08:35.

          Comment

          • #6
            Re: Bhoooot

            Originally posted by DIL_SE_DIL_TAK View Post
            banne se keya matlab hai tumhara?:mm:
            Yar aisa message na karo...ager senorita waqye pehlay say 'choorail' hai tu hum dono ki khair nahi. 372-scare

            Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

            Comment

            • #7
              Re: Bhoooot

              Originally posted by DIL_SE_DIL_TAK View Post
              w/ salam

              mujy too kabi asa mahsoos nehi hua hai aur na kabi koi nazir aaya hai:donno:

              app ne yeh kesa shoak pala hai wesay main aik bhoot ko too nehi churail ko jabta hoon lahore main he rehti hai 372-shock

              churail se mil lain keu k wo be app jasi he hoo ge :khi:

              ager bhoot ko app pasand aa gai too keya karo ge:mm:
              us prog me bata rahe the k bhoot serf aik khas jagah par hi rehte hen....haunted places....Pakistan me esi places kahan hon gi?:mm:

              Comment

              • #8
                Re: Bhoooot

                Originally posted by Muhammad Ali Jawad View Post
                Agar bohut jaldee bhoot say milnay ka shooq ho raha hai...tu pehlay aap ku 'choorail' banna paray ga....kyuon tayyar hain..iss k liye.?:mm:
                jo prog me ne dekha us me yehi bataya gya tha k jab koi bey gunah qatal ho jata he ya koi insan apne kaam adhore chor jata he to wo bhoot ban jata he....or bhoot se milne k leay churail ban'na zaruri nahi hota
                agr apko kabhi koi bhoot mila ho to bataen seriously

                Comment

                • #9
                  Re: Bhoooot

                  Originally posted by Muhammad Ali Jawad View Post
                  Yar aisa message na karo...ager senorita waqye pehlay say 'choorail' hai tu hum dono ki khair nahi. 372-scare
                  nehi wo churail nehi hain behoot he achi hain kesi ko kush nehi kahtin:tasali:
                  sigpic

                  Comment

                  • #10
                    Re: Bhoooot

                    Originally posted by senorita View Post
                    us prog me bata rahe the k bhoot serf aik khas jagah par hi rehte hen....haunted places....Pakistan me esi places kahan hon gi?:mm:
                    lahore main:khi:
                    sigpic

                    Comment

                    • #11
                      Re: Bhoooot

                      Originally posted by ummid View Post
                      planchit... :D
                      :mm:

                      Comment

                      • #12
                        Re: Bhoooot

                        Originally posted by senorita View Post
                        :mm:
                        yara.. yeh ke tech hai jis se kehte hain ke bhooto ko bulaya jaa sakta hai...I have done it once with ma frndz..... pata nahi kya howa tha.. me khud behosh hgoai thi dar ke...372-shock or ammi se itni daant suni thi... :lol....

                        Comment

                        • #13
                          Re: Bhoooot

                          Originally posted by senorita View Post
                          jo prog me ne dekha us me yehi bataya gya tha k jab koi bey gunah qatal ho jata he ya koi insan apne kaam adhore chor jata he to wo bhoot ban jata he....or bhoot se milne k leay churail ban'na zaruri nahi hota
                          agr apko kabhi koi bhoot mila ho to bataen seriously
                          yani app en batoon per yakeen rekhti hain:mm:
                          sigpic

                          Comment

                          • #14
                            Re: Bhoooot

                            Originally posted by ummid View Post
                            yara.. yeh ke tech hai jis se kehte hain ke bhooto ko bulaya jaa sakta hai...I have done it once with ma frndz..... pata nahi kya howa tha.. me khud behosh hgoai thi dar ke...372-shock or ammi se itni daant suni thi... :lol....
                            suchi main
                            sigpic

                            Comment

                            • #15
                              Re: Bhoooot

                              Originally posted by senorita View Post
                              Aslamoalikum:salam:
                              ham aksar bhoot pareet.... ya esi undekhi cheezon ka zikar sunte hen...jo dekhai to nahi deti lekin mehsoos hoti hen..me ne discovey channel par bhi is bare me prog dekha....bhoot seerhiyon par chahrhte huey mehsoos hote hen...kabhi chair hilate hen kabhi bed...shadows dikhai dete hen logon ko....apko koi bhoot kabhi mila?:mm:mera dil kisi bhoot se milne ko chah raha he...aik dafa pata to chale k akher is bhoot ki haqeeqat kia he?:embarassekoi tareeka bataen k bhoot ko dekha ja sake?372-scare
                              Wa Alaikum Aslam,

                              If there is a will; there is a way. Ager aap ki bhoot se milnay ki lagan sachi he to aap ko kahin na kahin se mil he jaye ga :khi:

                              Mein hameesha aisi cheezon ko negate kerta aaya hoon, ke yeh hamara weham he, loogon ki apni baatein bani hui hein. Lekin mere saath kuch aisa hua ke mujay laga ke yeh kuch na kuch to zaroor tha.

                              Aaj se koi 3, 4 saal pehlay light off thi, mein apni cousin se baatein ker raha tha. light janay ke baad room mein kuch na kuch natural light to thi he, khair aik dum mere aankhon ke saamnay koi insaani heyoola sa aaya jo bilkul black tha, jis ne mera ser paker lia, aur ser ko current lagnay lagi, is ne meri awaz daba di. In short 3, 4 min ki mehnat ke baad mein halki se cheenkh marnay ke kabil hua aur phir mein ne kuch awaz juttai aur cheenkh maari, meri cousin ne poocha kia hua to shikanja khatam ho gaya, mazay ki baat us waqt mein jaag raha tha aur baatein ker raha tha. Mein bohat durr gaya tha. khair yeh silsila us raat se start hua to aglay do saal tak chalta raha. yeh silsila mere ghar mein he hota raha, mein is dooran out of country travel kerta raha, wahan aisa kuch nahi hua. First time to mein bohat ziada dara tha, lekin us ke baad mujay aadat ho gai thi per mein derta nahi tha, bus struggle kerta tha, awaz de ke bulanay ki kooshish kerta tha. aksar jaagtay huay he mein us shikanjay mein aa jata, aur baaz aukaat sootay mein bhi aisa hota koi mere haath daba deta, seenay pe wazan daal deta aur dimaag ko current lagata ke mein hill nai sakta tha. meri cheenkh per jub koi mera ghar wala mere paas aata akser tub he shikanja choot'ta, is liye mein ne apnay ghar walon ko bata dia ke ager aap ko mere room mein se meri koi awaz aaye to forun door knock karo ya ander aa jao, is se mein aazad ho jata. aur mere ghar walon ne bataya ke meri cheenkh ki awaz bohat ajeeb tarah ki hoti he, yani wo meri awaz bhi nahi lagti.

                              pata nahi wo koi bhoot tha, jinn tha ya mere dimaag ka koi nuks tha. Yeh baat to pakki he jub mein usay mehsoos kerta to mein 100% sure hota ke yeh koi jinn type ki koi cheez he, jo bohat takatwar he. Lekin "out of sight, out of mind". Din ke ujaalay mein is baat ko mein soochta tak nahi tha, khair ub saal se aisa koi chakar nahi he aur Allah na karay ke koi aisa silsila start ho dubara se
                              :thmbup:

                              Comment

                              Working...
                              X