Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Aik kamyab insaan...

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Aik kamyab insaan...

    Salam!

    Aap sab key nazdeeq aik kamyab insaan kaun hota hai? / Aap aik kamyab insaan ko kaisey define kertey hein

    :D:
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

  • #2
    Re: Aik kamyab insaan...

    aik kamyaab Insaan: ajkal kay dur main to wo hi hain jo khub paisa kamay chahay wo kaisay bhi. sab yahi khatay hain kay dekho wo kitna well-established hain. but i think aik well-established insaan wo hain jo har field main kamyaab ho.
    forexample:
    Relationship
    job/ Business
    powerfull (body ki nahi. LOl)

    etc.....................
    ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

    Comment


    • #3
      Re: Aik kamyab insaan...

      mery khaiyal main kamyab insaan wo hota hay jo marr ker b zinda ho.
      bus es k elawa nothing
      sab fack hay
      [FONT="Arial Black"]Mr. Khalil How much Fake IDs would you make in Pegham... ?

      See you Real Face in here 372-shed

      Muhammad Khalil's Real Face [/FONT]

      Comment


      • #4
        Re: Aik kamyab insaan...

        Originally posted by Eshak View Post
        mery khaiyal main kamyab insaan wo hota hay jo marr ker b zinda ho.
        bus es k elawa nothing
        sab fack hay
        mar kay zinda.......................................372-scare
        ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

        Comment


        • #5
          Re: Aik kamyab insaan...

          jese sab insan munfarid soch rakhte hen ese hi kamyabi ki mnazil bhi mukhtalif ho sakti hen....kuch log zindagi me jo sochte hen wo jab paa lete hen to us ko kamyabi samjhte hen....ye "paa lena" madi bhi ho sakta he or rohani bhi.....

          Comment


          • #6
            Re: Aik kamyab insaan...

            Originally posted by Xai View Post
            Salam!

            Aap sab key nazdeeq aik kamyab insaan kaun hota hai? / Aap aik kamyab insaan ko kaisey define kertey hein

            :D:
            Wa/salam,

            Acha topic he

            Kamyabi ki koi khas tareef nahi meri nazar mein, albata is ko kai tareekon se define kia ja sakta he. aap jo hasil kerna chahtay ho wo aap ne hasil ker liya to aap apni nazron mein kaamyaab ho gaye. Lekin is mein bhi aik masla yeh he ke aap apni nazron mein kaamyaab ho gaye, kia aap doosron ki nazar mein bhi kaamyaab huye ke nahi.

            Aaj kul ke door mein apni zaroorat ya is se ziada paisa kamana kaamyabi samji jati he.

            Religious loogon ke nazdeek, jo insaan Hakook'Allah aur Hakookal'abaad puray kerta he wo kaamyaab he.

            Baaz loog yeh khyaal kerte hein ke jo banda apnay relations, business and related issues ko achay tareekay se manage kerna janta he, wo kaamyaab he.

            It's simply how you perceive the things. But in today's terminology, "success is directly proportional to money".
            :thmbup:

            Comment

            Working...
            X