zindgi mein real happiness kis tarah mil sakti hai ???..... me jo kaam karta hoon mujhe khushi nahi hoti......
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
real happiness
Collapse
X
-
Re: real happiness
nice tipic rehman jiii ... :thmbup:
No one is true believer until, he wishes for others what he wishes for himself.
i think if we keep the above quote in our mind ....than we can find the real happiness in our life.u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."
:pr:
Comment
-
Re: real happiness
Originally posted by Halanice tipic rehman jiii ... :thmbup:
No one is true believer until, he wishes for others what he wishes for himself.
i think if we keep the above quote in our mind ....than we can find the real happiness in our life.:alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:
Comment
-
Re: real happiness
hmmm U definately know the reason... merey hisaab se... barron ki razaa mandi zarrori hai... Allah kaa naam le kaam shroo kero.... wesey sachi batao naa konsey kamon ke baarey main baat kar rahey ho....????
dont worry dont let ur heart... be broken at lil things... jo hamara hai... hamara hi hai..aur jo nahen hai.. us ke liye rotey nahen hain... koz wo hamara thaa hi nahen ....thats it.. keep ur aims up... be devoted... dasso u kia kerna chahtey ho ...life mein... :) :D inney achey lag rahey ho wesey... readin mein... hmm inney dishearted kion ho ???
Comment
-
Re: real happiness
Originally posted by rehmanzindgi mein real happiness kis tarah mil sakti hai ???..... me jo kaam karta hoon mujhe khushi nahi hoti......
Jab bhi koi kaam aap apni marzi apni pasand, khushi aur garz ke liyeh kero gai, ous main kamyab ho ker bhi aap ko khushi nahi miley gi, Dil ko itmenan nahi ho ga. Magar ager apni khushi ko pas-e-pusht daal ker ager apno ki khushi ke liyeh koikaam kero gai to ous main sab se zada khushi aap ko, aur sab se zada sakoon aap ke Dil ko ho ga :)sigpic
Comment
-
Re: real happiness
Originally posted by Hala
No one is true believer until, he wishes for others what he wishes for himself.
i think if we keep the above quote in our mind ....than we can find the real happiness in our life." Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "
Comment
-
Re: real happiness
Originally posted by rehmanzindgi mein real happiness kis tarah mil sakti hai ???..... me jo kaam karta hoon mujhe khushi nahi hoti......
jaisey Aania ney kaha aap ko khud ilm hona chahiye key khushi kaisey talash ki jata hai us kaam mey jo aap ker rahey hein inshAllah
Real happiness yani Haqeeqi Khushi
Zindagi mey ye kushi hamein milti hai Hardwork, struggle mey,
jaisey jo kaam aap bohot mehnat ' koshish aur khawar ho ker kertey hein us key poora honey per ya doosrey lafzon mey us kaam mey kamyaabi per aap ko jitni kushi hoti hai wo aap ki haqeeqi kushi hai
is key bar aks agar aap isi kaam mey kamyabi bohot araaam sey koi koshish kiye bina mil jaye to .....yaqeenan in dono khushiyon mey farq aap khudi mehsoos ker lein gey
Iqbal kehtey hein
Khun-e-dil-o-jigar sehai sarmaya-e-hayat
Fitrat lahu tarang hai ghafil na jal tarang" Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "
Comment
-
Re: real happiness
Originally posted by rehmanMany people consider happiness as something found with the increase of pleasure and comforts. Others look for position, or ease of living, thrills, or more money and what it can buy.
unhien in sab cheezon mey khushi milti ho gi
magar
Real Happiness nahi" Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "
Comment
-
Re: real happiness
Originally posted by barg.e.gulRehman welcome on board
jaisey Aania ney kaha aap ko khud ilm hona chahiye key khushi kaisey talash ki jata hai us kaam mey jo aap ker rahey hein inshAllah
Real happiness yani Haqeeqi Khushi
Zindagi mey ye kushi hamein milti hai Hardwork, struggle mey,
jaisey jo kaam aap bohot mehnat ' koshish aur khawar ho ker kertey hein us key poora honey per ya doosrey lafzon mey us kaam mey kamyaabi per aap ko jitni kushi hoti hai wo aap ki haqeeqi kushi hai
is key bar aks agar aap isi kaam mey kamyabi bohot araaam sey koi koshish kiye bina mil jaye to .....yaqeenan in dono khushiyon mey farq aap khudi mehsoos ker lein gey
Iqbal kehtey hein
Khun-e-dil-o-jigar sehai sarmaya-e-hayat
Fitrat lahu tarang hai ghafil na jal tarang:alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:
Comment
-
Re: real happiness
Originally posted by Saima ShaheenJab bhi koi kaam aap apni marzi apni pasand, khushi aur garz ke liyeh kero gai, ous main kamyab ho ker bhi aap ko khushi nahi miley gi, Dil ko itmenan nahi ho ga. Magar ager apni khushi ko pas-e-pusht daal ker ager apno ki khushi ke liyeh koikaam kero gai to ous main sab se zada khushi aap ko, aur sab se zada sakoon aap ke Dil ko ho ga :):alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:
Comment
-
Re: real happiness
Originally posted by Aaniahmmm U definately know the reason... merey hisaab se... barron ki razaa mandi zarrori hai... Allah kaa naam le kaam shroo kero.... wesey sachi batao naa konsey kamon ke baarey main baat kar rahey ho....????
dont worry dont let ur heart... be broken at lil things... jo hamara hai... hamara hi hai..aur jo nahen hai.. us ke liye rotey nahen hain... koz wo hamara thaa hi nahen ....thats it.. keep ur aims up... be devoted... dasso u kia kerna chahtey ho ...life mein... :) :D inney achey lag rahey ho wesey... readin mein... hmm inney dishearted kion ho ???:alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:
Comment
-
Re: real happiness
Originally posted by rehmanreal happiness Allah ki ebadat aur parwi -e- rasool mein rakhi hai...
isi liye zindagi ko mey ney hardwork aur struggle kaha hai key ye sab hamein Islam hi seekhata hai :thmbup:" Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "
Comment
-
Re: real happiness
Originally posted by rehmanzindgi mein real happiness kis tarah mil sakti hai ???..... me jo kaam karta hoon mujhe khushi nahi hoti......
Insaan ko wo kuch hee milta hay jiss kee wo koshash kerta hay...
..............................................
Zindgi sab sy barri nehmat hay..............
shuker karain ALLAH ka k aap hain.....:alhamd:
be happy....
lakin baaz dafa huta hay...insaan jo kuch soachta hay wo nahi huta..
Ager aap ko acha kaam kerty hu to aap ko reall Happiness lazmi milti hay
ya to aap acha kaam nahi kerty ..aap k dil main thora buhat kami reh jati hay...
Be happy
belive in ur self
take care
Comment
Comment