Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Valentine boy

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #61
    Re: Valentine boy

    Zindagi mai Aur bhi Bohat se GHAM he iss kai ilawa

    Comment

    • #62
      Re: Valentine boy

      Originally posted by MSA View Post
      yeh to mujhay bhi nahi pata:embarasse
      ta,ajub hy k aap aik aysa peghaam aam karrahay hain k jis ka aap ko matlab o maqsad hi anheen pata?:mm:
      ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

      Comment

      • #63
        Re: Valentine boy

        Originally posted by aabi2cool View Post

        hai na... kitni sochable baat hai leykin iss MSA ko kuch samaj mey hi nahi ata hai :a stick:
        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

        Comment

        • #64
          Re: Valentine boy

          Originally posted by Xai View Post
          hai na... kitni sochable baat hai leykin iss MSA ko kuch samaj mey hi nahi ata hai :a stick:
          to aap bata deen phir is ka koi masad aur ,matlab?????
          ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

          Comment

          • #65
            Re: Valentine boy

            Originally posted by aabi2cool View Post
            ta,ajub hy k aap aik aysa peghaam aam karrahay hain k jis ka aap ko matlab o maqsad hi anheen pata?:mm:
            14th feb ko ...christian priest St. Valentine ki death hoi thi wo us ki yaad me manate hein....lekin us ko generalise kur k jo trend chalaya gaya he wo yeh k yeh aik izhar'emuhabt ka din he apne loved ones k sath...yani app is din izhar kurein...jis tarah aik din hota he mOther's day...father's day....u sdin kiehmiat yeh hoti he k west me maa baap ko bhool jate he aur aik din un se uzhar'e'muhabat kurte he......same issi tarah 14 feb ka ta'asur yeh he k is din apne azeez aur pyaro se muhabbat aur hamdadri ka izhar kia jay....

            meri signature k ppechay jo thought thi wo yeh thi...k muhabat k izhar k lie aik din nahi hona chahie bulke pore saal aisa kurna chahie...aur word valentine use kurne ka maksaad yeh tha k yeh word zyada famous he aur kuch nahi ...

            kher mein ne to clear kur dia...abb i thing koi objection nahi ho ga:embarasse

            Comment

            • #66
              Re: Valentine boy

              Originally posted by aabi2cool View Post
              mujhy koi batay ga k is lafaz Valentine ka akhir kaya matlab o maqsad hota hy????????:mm:
              her saal aap ko tafseel se bataya jaaye kya??? ek baar mein you ko baat ki sumjh nahi aati kya?? tu yeh dekh lein... :D
              http://www.pegham.com/showthread.php?t=21617

              Comment

              • #67
                Re: Valentine boy

                Originally posted by MSA View Post
                14th feb ko ...christian priest St. Valentine ki death hoi thi wo us ki yaad me manate hein....lekin us ko generalise kur k jo trend chalaya gaya he wo yeh k yeh aik izhar'emuhabt ka din he apne loved ones k sath...yani app is din izhar kurein...jis tarah aik din hota he mOther's day...father's day....u sdin kiehmiat yeh hoti he k west me maa baap ko bhool jate he aur aik din un se uzhar'e'muhabat kurte he......same issi tarah 14 feb ka ta'asur yeh he k is din apne azeez aur pyaro se muhabbat aur hamdadri ka izhar kia jay....

                meri signature k ppechay jo thought thi wo yeh thi...k muhabat k izhar k lie aik din nahi hona chahie bulke pore saal aisa kurna chahie...aur word valentine use kurne ka maksaad yeh tha k yeh word zyada famous he aur kuch nahi ...

                kher mein ne to clear kur dia...abb i thing koi objection nahi ho ga:embarasse
                matlab ke hum bhi christians ki tarah unka tehwar manaien? :lahoul

                Comment

                • #68
                  Re: Valentine boy

                  Originally posted by Samra_Khan View Post

                  app pora perh lein...aur agur phir bhi app ko aisa lage to app ki marzi:lahoul..
                  kher meri bat ka matlab yeh nahi tha:lpop:

                  Comment

                  • #69

                    Originally posted by ummid View Post
                    her saal aap ko tafseel se bataya jaaye kya??? ek baar mein you ko baat ki sumjh nahi aati kya?? tu yeh dekh lein... :D
                    http://www.pegham.com/showthread.php?t=21617
                    oh acha acha ab yaad aya ye wohi wala din hy :salam:
                    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                    Comment

                    • #70
                      Re: Valentine boy

                      Originally posted by aabi2cool View Post
                      oh acha acha ab yaad aya ye wohi wala din hy :salam:
                      mein to app ko valentine day pe phool dene ka soch raha tha:hehe:
                      app lein ge na:embarasse

                      Comment

                      • #71
                        Re: Valentine boy

                        Originally posted by MSA View Post
                        mein to app ko valentine day pe phool dene ka soch raha tha:hehe:
                        app lein ge na:embarasse
                        tum mujhy roz phool kion naheen daytay baqool tumharay to roz velentine hona cahiyee :wk
                        ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                        Comment

                        • #72
                          Re: Valentine boy

                          Originally posted by aabi2cool View Post
                          tum mujhy roz phool kion naheen daytay baqool tumharay to roz velentine hona cahiyee :wk
                          mein to roz dene ko tyar ho:embarasse
                          app to bat hi nahi kurte:khi:

                          Comment

                          • #73
                            Re: Valentine boy

                            Originally posted by MSA View Post
                            app pora perh lein...aur agur phir bhi app ko aisa lage to app ki marzi:lahoul..
                            kher meri bat ka matlab yeh nahi tha:lpop:
                            izhaar-e-Muhabat kerain ge her roz, aisa mumkin nahi hota :tasali:

                            dawa soch samjh ker kiya kerian. kiouke aisa Dunia me mumkin nahi hota!

                            mere nazdeek valentine Day ki koi ehmiyat nahi he. BCZ is ka Islam se koi taluq nahi he. issi tarah birthday manaa'ne ka bhi islam se koi taluq nahi.

                            Comment

                            • #74
                              Re: Valentine boy

                              Originally posted by MSA View Post
                              mein to roz dene ko tyar ho:embarasse
                              app to bat hi nahi kurte:khi:
                              tum phool diya karo phool daynay se baat karnay ka kaya taluq ???
                              ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                              Comment

                              • #75
                                Re: Valentine boy

                                Originally posted by Samra_Khan View Post
                                izhaar-e-Muhabat kerain ge her roz, aisa mumkin nahi hota :tasali:

                                dawa soch samjh ker kiya kerian. kiouke aisa Dunia me mumkin nahi hota!

                                mere nazdeek valentine Day ki koi ehmiyat nahi he. BCZ is ka Islam se koi taluq nahi he. issi tarah birthday manaa'ne ka bhi islam se koi taluq nahi.
                                ji app ne bilkul baja farmaya

                                Comment

                                Working...
                                X