Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Sayasat Larrkiyon K Liye

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Sayasat Larrkiyon K Liye

    Asslamoalikum Respected Members...:)

    Aap K Khayaal Me Larrkiyon K Liye Sayasat Me Dilchaspi
    kitni Zaroori Hai.....?
    kiyon Zaroori Hai.......?

    be Serious N Logical
    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

  • #2
    Re: Sayasat Larrkiyon K Liye

    Originally posted by saraah View Post
    Asslamoalikum Respected Members...:)

    Aap K Khayaal Me Larrkiyon K Liye Sayasat Me Dilchaspi
    kitni Zaroori Hai.....?
    kiyon Zaroori Hai.......?

    be Serious N Logical
    Walikum Salam... Respected Member :hansi !!

    Je bohuuuuuuuuut Zarori hai.... Or Itni Zaroori hai Jitni Aaj Kal ki Larki or Ghulhan ke leye Make-up :bohut hansi:

    Comment


    • #3
      Re: Sayasat Larrkiyon K Liye

      Originally posted by kutkutariyaan View Post
      Walikum Salam... Respected Member :hansi !!

      Je bohuuuuuuuuut Zarori hai.... Or Itni Zaroori hai Jitni Aaj Kal ki Larki or Ghulhan ke leye Make-up :bohut hansi:
      ghulhan...........:donno:

      aur wjah batayen...kiyon.........372-shed
      iss se kya faraq parrayb ga...........chipshhh
      شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

      Comment


      • #4
        Re: Sayasat Larrkiyon K Liye

        Originally posted by saraah View Post
        Asslamoalikum Respected Members...:)

        Aap K Khayaal Me Larrkiyon K Liye Sayasat Me Dilchaspi
        kitni Zaroori Hai.....?
        kiyon Zaroori Hai.......?

        be Serious N Logical
        ager seyasat se murad ap k mulki halaat or dunya se bakhabar rehna he to zarur dilchaspi leni chaey.kion k jab kisi qoam k sath kuch hota he ya wo kisi khas tarah k halaat ka shikar hoti he to us ke asraat serf mardon par nahi parte...bulke pura moashra us se mutaser hota he.or kabhi kabhi to bure halaat me orat bohat zeada hadaf banti he....

        Comment


        • #5
          Re: Sayasat Larrkiyon K Liye

          tum b
          bari siasi ho....
          aisy thread ke bhool jati ho..
          [FONT="Arial Black"]Mr. Khalil How much Fake IDs would you make in Pegham... ?

          See you Real Face in here 372-shed

          Muhammad Khalil's Real Face [/FONT]

          Comment


          • #6
            Re: Sayasat Larrkiyon K Liye

            Originally posted by saraah View Post
            Asslamoalikum Respected Members...:)

            Aap K Khayaal Me Larrkiyon K Liye Sayasat Me Dilchaspi
            kitni Zaroori Hai.....?
            kiyon Zaroori Hai.......?


            be Serious N Logical
            zaroori ka tu pata nahi lakin agar interest rakhti hain tu burrai nahi.............
            :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

            Comment


            • #7
              Re: Sayasat Larrkiyon K Liye

              Originally posted by saraah View Post
              Asslamoalikum Respected Members...:)

              Aap K Khayaal Me Larrkiyon K Liye Sayasat Me Dilchaspi
              kitni Zaroori Hai.....?
              kiyon Zaroori Hai.......?


              be Serious N Logical
              larkion ko siasat keh ilawa aata he kya hai:lahoul

              Comment


              • #8
                Re: Sayasat Larrkiyon K Liye

                Originally posted by saraah View Post
                Asslamoalikum Respected Members...:)

                Aap K Khayaal Me Larrkiyon K Liye Sayasat Me Dilchaspi
                kitni Zaroori Hai.....?
                kiyon Zaroori Hai.......?


                be Serious N Logical
                Walaikum Assalam...

                jub tuk ap k pas itni power na ho k app kuch change kur sake..system change kur sakein...kisi cheez ko rah'e'rasst pe la sakein..us waqt tuk politics se dor hi rehna chahie...this is for both..larke aur khawateen k lie372-haha

                Comment


                • #9
                  Re: Sayasat Larrkiyon K Liye

                  Originally posted by saraah View Post
                  Asslamoalikum Respected Members...:)

                  Aap K Khayaal Me Larrkiyon K Liye Sayasat Me Dilchaspi
                  kitni Zaroori Hai.....?
                  kiyon Zaroori Hai.......?

                  be Serious N Logical
                  mere khiyal me itni hi zaroori he ke politic ka KNowledge ho.
                  Lekin yeh nahi ke wo politic me shamil ho jai'en. :na:

                  larkiya jo (pakistan me khass tor per) politics me hain, unko kafi mushkilaat ka saamna kerna parta he. BCZ aisye "jungli" (sorry) Log Ird gird ho'te hain, jo larkiyou ke liye kisi bhi tarah hifazat ka samaan nahi.
                  Last edited by *Samra*; 10 February 2009, 11:23.

                  Comment


                  • #10
                    Re: Sayasat Larrkiyon K Liye

                    Originally posted by saraah View Post
                    Asslamoalikum Respected Members...:)

                    Aap K Khayaal Me Larrkiyon K Liye Sayasat Me Dilchaspi
                    kitni Zaroori Hai.....?
                    kiyon Zaroori Hai.......?


                    be Serious N Logical

                    wsalam dearo


                    ap jes ghar ma rahtay ho us ma honay walay tamam bato ka pata rakhtay ho ...kah agar kahin masla ha tu kiun ha? kasay ha? kahan ha ? ya tu har insaan ko hi maloom hona chaiya kah us kay mulk ma kiya ho raha ha :mm:....phir woh larkiyan ho ya larkay sab ko hi knowledge hona chaiya mulk ki siyasat kay bary ma! rahi baat dilchaspi ki :mm:tu jin larkiyo ya larko ko bohat zyada dilchaspi hoti ha woh us ma hisa bhi lay latay ha:lpop:

                    Comment


                    • #11
                      Re: Sayasat Larrkiyon K Liye

                      Originally posted by saraah View Post
                      Asslamoalikum Respected Members...:)

                      Aap K Khayaal Me Larrkiyon K Liye Sayasat Me Dilchaspi
                      kitni Zaroori Hai.....?
                      kiyon Zaroori Hai.......?

                      be Serious N Logical
                      Larkiyon ki Siasat mein dilchaspi information aur knowledge ki had tak bohat achi baat he. Her banday ko apnay aap ko update kerne ke pura haq he. Aur mulki seyasat ki khabar rakhni chahiye, but girls shouldn't be crazy, apnay mamool ke kaamon ko at stake mut rakhein :tasali:

                      Larkiyoon ko khandani seyaasat se baaz rehna chahiye, especially unhein koma'nika nahi banana chahiye 372-haha
                      :thmbup:

                      Comment


                      • #12
                        Re: Sayasat Larrkiyon K Liye

                        interest hai to zaror ana chaye ...mulk ki abaadi ka adha hissa ladies hain to unhay bhi haq hai ...
                        اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                        اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                        Comment


                        • #13
                          Re: Sayasat Larrkiyon K Liye

                          Originally posted by Aanchal View Post
                          interest hai to zaror ana chaye ...mulk ki abaadi ka adha hissa ladies hain to unhay bhi haq hai ...
                          app ki is baat se mujhay aik bat yad agai...me sun raha tha k 1920's aur 30'2 me kis tarah yahodi lobby ne....aik muhim start ki thi right's for WOMEN type ki...jis k bazahir to buhat faida nazar araha tha....lekin un k bar uks jo haqiq wajah yeh thi k khawateen bhi ghar se bahir niklein...industry me kam kurein...phir wo bhi qurza lein aur phir ribah(sood) aada kurien....in the mean while jub dono parents ghar me na ho to yeh un k bacho ki schooling kur k un ko itna morally down kur dein k un me himmat na ho un k setup ko challenge kurne ki....aur is tarah unhe faida pohanchie...

                          kher chorein :hehe:

                          Comment


                          • #14
                            Re: Sayasat Larrkiyon K Liye

                            Originally posted by saraah View Post
                            Asslamoalikum Respected Members...:)

                            Aap K Khayaal Me Larrkiyon K Liye Sayasat Me Dilchaspi
                            kitni Zaroori Hai.....?
                            kiyon Zaroori Hai.......?

                            be Serious N Logical
                            walaikum salam dear sarah!

                            mey ney aap ko pichley aik thread mey bhi neyhayat non serious jawab diya tha :rose... and I'm still not in a position... leyking idher zaroor reply karun gi inshAllah... thorey sey zehni halaat theek ho jayein 372-shock
                            " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                            Comment


                            • #15
                              Re: Sayasat Larrkiyon K Liye

                              mujy buhat hai sachii

                              Comment

                              Working...
                              X