Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
kabhi kabhi ....
Collapse
X
-
Re: kabhi kabhi ....
372-hahaOriginally posted by fari View Posttumhari badmash aurat lagta ha kho gai ha is liya tum har aik ko badmash aurat samjh rhay ho
Comment
-
Re: kabhi kabhi ....
nahi main fiker nahi kar rahi mujhay to buhat acha laga :lolOriginally posted by senorita View Posthan esa ho jata he kabhi kabhi....fikar na kro:tasali:
Comment
-
Re: kabhi kabhi ....
aik to tum main chamcha geeri bari adaat hy foran koi na koi dhoond layti ho jis ki tumheen chamcha geeri karna ho pehlay esha thi ab wo anheen to anchal ki shuru kardiOriginally posted by fari View Postap nay kab se amri kay bol bolnay shrou kar diya372-shock
aanchal de ka tu nahi albata u ka chal chalao ki stage zaror ha:lpop:
ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا![7 4 14[1]](images/smilies/7_4_14[1].gif)
Comment
-
Re: kabhi kabhi ....
Originally posted by aabi2cool View Postaik to tum main chamcha geeri bari adaat hy foran koi na koi dhoond layti ho jis ki tumheen chamcha geeri karna ho pehlay esha thi ab wo anheen to anchal ki shuru kardi
je nahi is ma chamcha giri wali kiya baat ha
maina hamesha such ka sath diya ha
chamcha giri tu ap amri ki kar rahy hain us nay jo kaha wohi ap nay kah diya
Comment
-
Re: kabhi kabhi ....
mein bhi theekh ho ... aur meri khaeriat bhi naik he...per mein ne apni kheriat matloob ko nahi deni..meri kheriat sirf meri he:khi:Originally posted by munda_sialkoty View PostMeri jaan murgi ke anday me aa gaya :hug:
me theek hoon, aur tumhari kheriyat'e'naik me ko matloob he :khi:
Comment
-
Re: kabhi kabhi ....
Originally posted by munda_sialkoty View Postmeri koon si aurat thi
itni zyada hain kah tum kon c wali pouch rhay ho372-hahakhair ya tu ab tum hi jano kon c wali hum ko kiya pata372-shock
Originally posted by munda_sialkoty View Post
me fari se is tarah baat karon to bhi tameez se he baat hoti he.
waise Badmash aurat ke peechay aik history he, yeh me aur fari he jantay hein, kyoon fari sari
ya kasi tamez ha tumhari ghaday
aur ya badmash aurat tu tum hi hogay tumhara kuch pata nahi kiya kab kasay kahan kiya niklo
Comment
-
Re: kabhi kabhi ....
Originally posted by munda_sialkoty View Posttumhein kis ne yeh ghalat khabar de di badmaash aurat 372-haha
Comment
-
Re: kabhi kabhi ....
bohat achi baat ki tum ne, apni kheriyat sambhaal ker rahkna aur fari ki pohanch se door rakhna, is ne mujay bhi kai baar nazar lagai he :lpop:Originally posted by MSA View Postmein bhi theekh ho ... aur meri khaeriat bhi naik he...per mein ne apni kheriat matloob ko nahi deni..meri kheriat sirf meri he:khi::thmbup:
Comment
-
Re: kabhi kabhi ....
chalo choro narazgi aao doosti ker lein teddyOriginally posted by fari View Postitni zyada hain kah tum kon c wali pouch rhay ho372-hahakhair ya tu ab tum hi jano kon c wali hum ko kiya pata372-shock
ya kasi tamez ha tumhari ghaday
aur ya badmash aurat tu tum hi hogay tumhara kuch pata nahi kiya kab kasay kahan kiya niklo
:thmbup:
Comment



Comment