Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Kiya Hum khush nahi

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Kiya Hum khush nahi

    bohat achi sharing hai....

    waqai hum insan bohat hi nashukre hain....hum hamesha apny se oper waly ko dekhty hain or kahty hai us ke pass yeh hai woh hai...par kabhi apny se nichy dekho to khuda ka Lakh shukar ada karne ko dil chahta hai ke us nai huemin kis kis nemat se nawaza hai....
    Last edited by soni kudi; 10 February 2009, 12:19.
    sigpic

    Comment


    • #17
      Re: Kiya Hum khush nahi

      Originally posted by soni kudi View Post
      bohat achi sharing hai....

      waqai hum insan bohat hi nashukre hain....hum hamesha apny se oper waly ko dekhty hain or kahty hai us ke pass yeh hai woh hai...par kabhi apny se nichy dekho to khuda ka Lakh shukar ada karne ko dil chahta hai ke us nai huemin kis kis nemat se nawaza hai....
      right :thmbup:

      Comment


      • #18
        Re: Kiya Hum khush nahi

        Nice Sharing Samra
        Allah Ap Ko khush rakhay

        Comment


        • #19
          Re: Kiya Hum khush nahi

          Originally posted by Sanam_khan1 View Post
          Nice Sharing Samra
          Allah Ap Ko khush rakhay
          :jazak: dear

          Comment


          • #20
            Re: Kiya Hum khush nahi

            Originally posted by Samra_Khan View Post
            yeh mujhe email me ay'ya tha

            If you think you are unhappy, look at them
            :jazak:

            Faramnay bari Ta'ala hai
            "Agar tum mera shukar adaa karo gay to main tumhain aur ziada doon ga. Aur agr tum meree na-shukri karo gay tu main tum say bilkul bayniaz hoon" (Al-quran)


            Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

            Comment


            • #21
              Re: Kiya Hum khush nahi

              just amazing....

              waqy e hum log bohat bohat bohat na shukry hain...Allah aisy sab logon pr apni Rehmat ata frmaaye or in logon ko wo sab day jis k wo haq daar hain:)

              superbbbbbbbb:)
              Gham To Likha So Likha Taqdeer ny Meri Zindagi Main

              Ye Raton Ko Der Tk Neend Na Ana Kis Gunaah Ki Saza Hai

              Comment


              • #22
                Re: Kiya Hum khush nahi

                waqai ronay ka muqam hai
                insan bara nashukra hai .kafe bachay sarde main sarak pay gandi halat main nangay paoon badhawas phirtay nazar atay hain unkay chehray pay werani kia hain unka mustaqbil
                aik shaks ko mainay dekha traffic signal pay. bohat chota sa qad tha pareshan hal . har gari k aagay jakay muskura k phool bech raha tha najany kitnay dukh chupayy thay uski udas muskurahat main

                Comment


                • #23
                  Re: Kiya Hum khush nahi

                  Originally posted by muhammad Ali Jawad View Post
                  :jazak:

                  Faramnay Bari Ta'ala Hai
                  "agar Tum Mera Shukar Adaa Karo Gay To Main Tumhain Aur Ziada Doon Ga. Aur Agr Tum Meree Na-shukri Karo Gay Tu Main Tum Say Bilkul Bayniaz Hoon" (al-quran)
                  Jawad Bhai Ye Quran Ki Kis Sura K Kis Ayat Ka Tarjuma Hy ?
                  ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                  Comment


                  • #24
                    Re: Kiya Hum khush nahi

                    aik ppt ki presentation bhi deekhi the is ki ......waqai ham buhat na shukray hian :) ..thori dair kay leye is pay suchian to buhat kuch mill jaye ga :dua
                    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                    Comment


                    • #25
                      Re: Kiya Hum khush nahi

                      Originally posted by samra_khan View Post
                      hum Waqi'ye Me Bohat Naa Shukre Ha'in. Bcz Jo Neemat'ien Allah Tallah Ne Hume Di Hai'n Hum Unko Kabih Bhi Dehkte Nahi, Aur Badi Se Badi Khawahish'ien Le Ker Bethe Hai'n.
                      Insani Fetrat Hai Kaya Keya Ja Sakta Hai Ager Asa Na Keya Jaye Too Dunia Theak Na Ho Jaye:)
                      sigpic

                      Comment


                      • #26
                        Re: Kiya Hum khush nahi



                        is li'ye to Dunia qa'iem hoi he, kiuke Allah tallah hume Azmaata he.

                        Un logou ke liye bhi Aazmaish he jo log ai'sye bure Haal me hain.Aur un logou ke liy'e bhi Aazmaish he jin logou ko Khuda Tallah ne bohat kuch diya hai. Khuda tallah dehkna chahta he ke insaan meri Nematou ka shuker ada kerta he ya nahi.


                        ager ghurbat na hoti , ager mushkilaat naa hotien, sab braabar kai Khush hote , to yeh dunia qaiem kerne ka maqsad khatam hojaata.

                        Comment


                        • #27
                          Re: Kiya Hum khush nahi

                          Originally posted by Samra_Khan View Post

                          is li'ye to Dunia qa'iem hoi he, kiuke Allah tallah hume Azmaata he.

                          Un logou ke liye bhi Aazmaish he jo log ai'sye bure Haal me hain.Aur un logou ke liy'e bhi Aazmaish he jin logou ko Khuda Tallah ne bohat kuch diya hai. Khuda tallah dehkna chahta he ke insaan meri Nematou ka shuker ada kerta he ya nahi.


                          ager ghurbat na hoti , ager mushkilaat naa hotien, sab braabar kai Khush hote , to yeh dunia qaiem kerne ka maqsad khatam hojaata.
                          :thmbup: :rose
                          sigpic

                          Comment


                          • #28
                            Re: Kiya Hum khush nahi

                            :jazak:

                            Comment


                            • #29
                              Re: Kiya Hum khush nahi

                              so unfair
                              ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                              Comment


                              • #30
                                Re: Kiya Hum khush nahi

                                Allah pak hum pe apna rehm-o-karam qaim rakhin Ameen

                                Jazakallah khair

                                Comment

                                Working...
                                X