Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Pakistani stage dramay
Collapse
X
-
Re: Pakistani stage dramay
Originally posted by Eshak View Posti love pakistani stage
iftikhar thakar, nasir chinoti, amanat chan, sakhawat naaz
i like that:alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:
Comment
-
Re: Pakistani stage dramay
Originally posted by saraah View Postummid ji art bohat barri cheez hai i think usay mayari hona chahiye.....
baqi aap mature aur parrhi likhi ho ....aap art 4 art sake se pleasure lo gi...coz art is a source of pleasure too.......but usually in stage dramon ko dekhnay walay jahil log hain....so jahalat unka berra garaq kr deti hai na......
aur public ko awarness kis ne deni hain....but i know....yeh aapka tou kaam hi nae......:embarasse:alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:
Comment
-
Re: Pakistani stage dramay
Originally posted by Samra_Khan View PostHumare Pakistani stage dramas me ab comedy ke saath Bad-tamizi aur Be-sharmi ko ek saath jor diya he.
mai ne 10 saal pehle aik comedy stage drama deh'ka tha Umer Sharif ka, It was nice.
per ab last mai're Abu ek comedy stage Drama laye , to hum us'ko ek lamha bih NAHI deh'k sak'e . BCZ itna Behooda drama . I can't believe Muslims yeh kam ker rehe hei'n.
aap nay apna experience share kiya.... acha laga aur umeed ka next bhi iss behooda dramon se bachi rahin gi,,,,,,,,,,,,,:alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:
Comment
-
Re: Pakistani stage dramay
Originally posted by aabi2cool View Postمجھے پاکستانی سٹیج ڈرامے بہت پسند ہیں خاص طور پر لیجنڈ سہیل احمد ، امان اللہ اور مرحوم فن کاروں میں عابد خان مرحوم اور شوکی خان بہت پایہ کہ سٹیج فنکار تھے ۔ ۔ ۔ ۔ ماضی کہ اسٹیج میں اور آجکل کہ اسٹیج میں بہت فرق آگیا ہے آجکل بے ہودہ گانوں پر اسٹیج فنکاراؤں کہ نام پر ناچنے والیوں کہ لچر قسم کا ڈانس بہت عام ہوگیا ہے ۔ ۔ ۔ ۔ سہیل احمد کی ٹیم نے بہت مخالفت کی اس چیز کی مگر لاہوریون کہ آگے بے بس ہوگئے اب مجبورا سہیل احمد کہ ڈرامے میں بھی یہ سب کچھ ہوتا مگر دوسروں سے کسی حد تک بہتر انداز میں زیادہ گند اسٹیج پر فیصل آبادی فنکاروں نے ڈالا ہے جن میں سب سے نمایاں نسیم وکی اور اسکہ ساتھ ساتھ پھر ناصر چنیوٹی اور طارق ٹیڈی وغیرہ ۔ ۔ رہ گئی اسٹیج ڈرامے فیملی کہ ساتھ دیکھنا تو وہ تو نہ ماجی میں دیکھے جاسکتے تھے اور نہ اب بلکہ اسٹیج تو دور کی بات کوئی سا بھی پاکستانی ٹی وی چینل اس قابل نہیں کہ اسے فیملی کہ ساتھ دیکھا جاسکے ۔ ۔ ۔ ۔:alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:
Comment
-
Re: Pakistani stage dramay
Originally posted by ummid View Postme ne dekhe hain pakistaani darme.. umer shareef ke... taqreeban saare hi... :lol.. its a comedy... wahan aap kuch seekh nahi sakte... so hume usey as a darma hi lena chahiye na ke tahzeeb seekhane waale institute ki tarah... :donno::alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:
Comment
-
Re: Pakistani stage dramay
Originally posted by ummid View Postme ne dekhe hain pakistaani darme.. umer shareef ke... taqreeban saare hi... :lol.. its a comedy... wahan aap kuch seekh nahi sakte... so hume usey as a darma hi lena chahiye na ke tahzeeb seekhane waale institute ki tarah... :donno:sigpic
Comment
-
Re: Pakistani stage dramay
Originally posted by rehman View Postfilm industry khatam hochuki hai...... uryani aur fahashi dramay ab ghar ghar mein family kay saath dekhay jatay hain.... cable per theen yaa chaar chaar dramay fahashi chal rahe hotay hain lakin aaj tak hum aiteraaz nahi kartey balkay log cable operators walon kay pass jaa kar farmaish kartey hain kay flan drama air karein..... jin gano per dance girls karti hain vo ganay fahashi sey koot koot kay bhurray hotay hain.... stage dramon mein jo dialoge baazi ki jaati hai eik muhzab mu'ashra ussay bardasht nahi karsakta....... bus yeh hi meinay apna point of view share karna chaah raha tha..... aur aap kay comments welcome kiye jain gay.....
Pehlay to stage dramay mazaakh ki hud tak thay, lekin phir us mein fakhash dialogues ka aaghaz hua jo Faisalabad se hui. Yani faisalabad ke dramay aur fasialabad ke acters ne fekhsh dialogues ko aam kia, phir yeh dialogues lahoriyoon mein aam huay. Is ka sehra mein Taraq teddy ko doon ga is ke ilawa stage dramon mein mujroon ne rahi sakhi kasar khatam ker di :lahoul ub stage dramay family mein beth ker dekhnay ke kabil nahi rahay.
Lekin phir bhi kuch achay aur aala stage dramay hein jin ko dekh ker abi bhi khush hua ja sakta he. Un mein
Kali Chadar, Kootha, Aashkoo gham na karo, Bara maza aaye ga aur bhi bohat saray aisay hein jinhein dekh ker tabiyat khush ho jati he.
I think stage drama association ko fakhashi ke khilaaf koi thoos kadam uthana chahiye:thmbup:
Comment
-
Re: Pakistani stage dramay
Originally posted by munda_sialkoty View Post
Kali Chadar, Kootha, Aashkoo gham na karo, Bara maza aaye ga aur bhi bohat saray aisay hein jinhein dekh ker tabiyat khush ho jati he.
I think stage drama association ko fakhashi ke khilaaf koi thoos kadam uthana chahiyeشاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا
Comment
-
Re: Pakistani stage dramay
Originally posted by munda_sialkoty View PostStage dramas aik behtareen source of entertainment hein, but alas un per ub uryaani ki malma kaari ki ja rahi he. Umer shareef ke dramay bohat tameez'daar mahool mein aik behtareen tanz'o'mazah ka funpaara hua kerte thay. Lahore mein Aman-ullah, Sohail Ahmad, Mastana, Anwar Ali, Babbu Baral, Shoki Khan (late), Iftikhar Thaakur mere fav. acters hein. Is ke ilawa sakhawat naz, nasir chinyooti bhi mere fav. actors hein.
Pehlay to stage dramay mazaakh ki hud tak thay, lekin phir us mein fakhash dialogues ka aaghaz hua jo Faisalabad se hui. Yani faisalabad ke dramay aur fasialabad ke acters ne fekhsh dialogues ko aam kia, phir yeh dialogues lahoriyoon mein aam huay. Is ka sehra mein Taraq teddy ko doon ga is ke ilawa stage dramon mein mujroon ne rahi sakhi kasar khatam ker di :lahoul ub stage dramay family mein beth ker dekhnay ke kabil nahi rahay.
Lekin phir bhi kuch achay aur aala stage dramay hein jin ko dekh ker abi bhi khush hua ja sakta he. Un mein
Kali Chadar, Kootha, Aashkoo gham na karo, Bara maza aaye ga aur bhi bohat saray aisay hein jinhein dekh ker tabiyat khush ho jati he.
I think stage drama association ko fakhashi ke khilaaf koi thoos kadam uthana chahiye:alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:
Comment
Comment