Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

aqal bari yaa muqaddar

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • aqal bari yaa muqaddar

    aqal bari yaa muqaddar bara????
    :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

  • #2
    Re: aqal bari yaa muqaddar

    Akal ko bara maan ker chalo aur apni akal istamaal karo. Mein ne suna he jin ki akal bari hoti he akser un ke mukadar bhi baray hotay hein. So, to some extent both goes directly proportional
    :thmbup:

    Comment


    • #3
      Re: aqal bari yaa muqaddar

      Originally posted by rehman View Post
      aqal bari yaa muqaddar bara????
      aqal ki ahmiat se inkaar mumkin nae..........magar khyaal rahay ..aqal mehdood hoti hai.........
      شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

      Comment


      • #4
        Re: aqal bari yaa muqaddar

        Originally posted by saraah View Post
        aqal ki ahmiat se inkaar mumkin nae..........magar khyaal rahay ..aqal mehdood hoti hai.........
        Bari aqal ki baat ki hai aap nae saraah!:rose


        Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

        Comment


        • #5
          Re: aqal bari yaa muqaddar

          Originally posted by saraah View Post
          aqal ki ahmiat se inkaar mumkin nae..........magar khyaal rahay ..aqal mehdood hoti hai.........
          Mehdood akal se insaan chand per chala gaya, to puri akal istamaal ker ke us se ouper jana he kia 372-haha372-haha
          :thmbup:

          Comment


          • #6
            Re: aqal bari yaa muqaddar

            Originally posted by Muhammad Ali Jawad View Post
            Bari aqal ki baat ki hai aap nae saraah!:rose
            :rose

            Originally posted by munda_sialkoty View Post
            Mehdood akal se insaan chand per chala gaya, to puri akal istamaal ker ke us se ouper jana he kia 372-haha372-haha
            ji aap ne darust farmaya......:lpop:
            شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

            Comment


            • #7
              Re: aqal bari yaa muqaddar

              Originally posted by munda_sialkoty View Post
              Mehdood akal se insaan chand per chala gaya, to puri akal istamaal ker ke us se ouper jana he kia 372-haha372-haha
              Assalam O Alaikum,
              kia haqeqat mai insan ney chandh pe kadam Raka?

              Comment


              • #8
                Re: aqal bari yaa muqaddar

                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                Akal ko bara maan ker chalo aur apni akal istamaal karo. Mein ne suna he jin ki akal bari hoti he akser un ke mukadar bhi baray hotay hein. So, to some extent both goes directly proportional
                disagreed...... akal mand logon ki agar takdeer kharab ho tu akal kaam nahi aati..... bahut log jo kam akal hote hain lakin un ki taqdeer bahut achi hoti hai.............:D:
                :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

                Comment


                • #9
                  Re: aqal bari yaa muqaddar

                  Originally posted by saraah View Post
                  aqal ki ahmiat se inkaar mumkin nae..........magar khyaal rahay ..aqal mehdood hoti hai.........
                  wese kahtay hain Allah se akal kay bajai achi taqdeer ki dua mango..... agar kisi ki akal achi ho lakin taqdeer burri ho tu uss akal ka kiya faida...... :)
                  :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

                  Comment


                  • #10
                    Re: aqal bari yaa muqaddar

                    Originally posted by Nisa* View Post
                    Assalam O Alaikum,
                    kia haqeqat mai insan ney chandh pe kadam Raka?
                    :mm:wese mein sunta aur parhta aaya hoon kay neel armstrong nay chaand per kadam rakha tha baaki walla alam.........
                    :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

                    Comment


                    • #11
                      Re: aqal bari yaa muqaddar

                      pehlay main nay sucha aap nay likha hai " aqal bari yaa muqaddas" :lol
                      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                      Comment


                      • #12
                        Re: aqal bari yaa muqaddar

                        Originally posted by Aanchal View Post
                        pehlay main nay sucha aap nay likha hai " aqal bari yaa muqaddas" :lol
                        372-haha

                        Comment


                        • #13
                          Re: aqal bari yaa muqaddar

                          Originally posted by Aanchal View Post
                          pehlay main nay sucha aap nay likha hai " aqal bari yaa muqaddas" :lol
                          lagta hai aap ki ainak toot gayi hai khala jee..... ainak lagwa lo ... koi achi c banwa kay .................. 372-haha
                          :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

                          Comment


                          • #14
                            Re: aqal bari yaa muqaddar

                            Originally posted by saraah View Post
                            :rose



                            ji aap ne darust farmaya......:lpop:

                            :thmbup:

                            Comment


                            • #15
                              Re: aqal bari yaa muqaddar

                              Originally posted by Nisa* View Post
                              Assalam O Alaikum,
                              kia haqeqat mai insan ney chandh pe kadam Raka?
                              Ji insaan ka to nahi pata, haan albata sciencedaanon ne to kadam rakha he
                              :thmbup:

                              Comment

                              Working...
                              X