Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

taraqee

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • taraqee

    Assalam-o-Alaikum
    taraqee kia hai???
    sub se jadeed mazhab konsa hai???
    dunia ko acha krne k lie kia tareqee kaar apnaya jana chahie???

    filhal teen sawal hain........ umeed hai sanjeedgi se jawab dia jaie ga

    shukrya
    hai talash aik gumshuda ki :tasali:

  • #2
    Re: taraqee

    Originally posted by masroor View Post
    Assalam-o-Alaikum
    sub se jadeed mazhab konsa hai???
    dunia ka sab se qadeem deen islaam hy aur dunia ka sab se jadeed mazhab islaam hy . . . .
    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

    Comment

    • #3
      Re: taraqee

      Originally posted by aabi2cool View Post
      dunia ka sab se qadeem deen islaam hy aur dunia ka sab se jadeed mazhab islaam hy . . . .

      sahi kaha u nai:rose
      sigpic

      Comment

      • #4
        Re: taraqee

        Originally posted by soni kudi View Post
        sahi kaha u nai:rose
        app na be betati too sab ko peta hai theak keha hai:D:
        sigpic

        Comment

        • #5
          Re: taraqee

          Originally posted by masroor View Post
          Assalam-o-Alaikum
          taraqee kia hai???
          sub se jadeed mazhab konsa hai???
          dunia ko acha krne k lie kia tareqee kaar apnaya jana chahie???

          filhal teen sawal hain........ umeed hai sanjeedgi se jawab dia jaie ga

          shukrya
          Walaikum Assalam

          Taraqee ka koi aik pae'mana nahi hota yeh people to people vary kurti he..kisi k lie aik khas rutbe pe pohachna tareeqi hoti he...kisi k lie dolut'mund hona tareeqe hoti he,Aashiq k lie apni mehbooba ko pana tareeqi hoti he , talib'e'ilm k lie ilm ki aala rutbe pe pohachna tareeqi hoti he...aur Musalman hone k nate Allah ko Ra'zi kurna hi tareeqi he.

          Dunya ko Acha kurna he to wahi kurna ho ga jo Allah aur us k Rasool(SAW) ne tareeqe batein he, jub hamare dil me khoof'e'khuda ho ga tabhi Amun o salamti aur muhabbat'o'bhai chara barhe ga...aur dunya Amun ka gehwara bun jay gi.
          per aisa kabhi ho ga nahi:hehe: warna shetan to beroz'gar ho jay ga:khi:

          Comment

          • #6
            Re: taraqee

            Originally posted by masroor View Post
            Assalam-o-Alaikum
            taraqee kia hai???
            sub se jadeed mazhab konsa hai???
            dunia ko acha krne k lie kia tareqee kaar apnaya jana chahie???

            filhal teen sawal hain........ umeed hai sanjeedgi se jawab dia jaie ga

            shukrya
            Taraqi= ager koi larki gandy kapray pehan k ja rehi hoo too hum us ko kehty hain k (kedi taraqi kuri a):khi:es ko kehty hain taraqi...:dance2:

            Mazhab= yeh too betnay ke zaroort nehi yeh too sab janty hain k Islam he sab se jadeed mazhab hai:rose

            aur tesra sawal ka javab yeh hai ka duneya ko acha kernay k leya Tareqa Kaar ahbar hai wo perna chahey too duneya achi ho jaye ge:dance:
            sigpic

            Comment

            • #7
              Re: taraqee

              Originally posted by masroor View Post
              Assalam-o-Alaikum
              taraqee kia hai???
              sub se jadeed mazhab konsa hai???
              dunia ko acha krne k lie kia tareqee kaar apnaya jana chahie???

              filhal teen sawal hain........ umeed hai sanjeedgi se jawab dia jaie ga

              shukrya
              walekumsalam
              Q.taraqee kia hai???
              behter se behter form me kisi baat ka hona us ki taraki kehlaey gi....ab ye taraki "things" ki bhi ho sakti he jese ajkal ho rahi he or ikhlakiyat ki bhi jo k ajkal pasti ki taraf ja rahi he.europian sociaty ne madi taraki behad kar li lekin un ki ikhlakiyat had se gir gaen.

              Q.sub se jadeed mazhab konsa hai???
              Islam hi wo jadeed mazhab he jo har zamane me fit ata he or tamam masail ko hal karta he.

              Q.dunia ko acha krne k lie kia tareqee kaar apnaya jana chahie???
              dunya ko acha karne k leay zaruri he k haq or sach ko mana jaey.bardasht peda ki jaey.or apne se kamzoron par zalimana raweya rakhne se ijtenab kia jaey.

              Comment

              • #8
                Re: taraqee

                Originally posted by senorita View Post

                well behoot acha lekha app ne:)

                :rose
                sigpic

                Comment

                • #9
                  Re: taraqee

                  Assalam-o-Alaikum (wr wb)
                  aap tamam dost taqreeban aik baat per jama hain........ sochne ki baat tu ye hai k hum jo itni pareshanyoon main phanse hain (ba hesyat aik qaoum Musalman) tu hum abhi kuch loog mutafiq hain tu hamien wo kia tareeqa apnana chahie jis se baqee bhi apni ghalti ko mane aur tuba karien Allah (SWT) se aur us k saamne giRgiRa kr apne gunahoon ki maafi maangien aur apni ghaltyoon pe pashemaan hoon....

                  agr sub mil kr tuba krte hain tu Rab-ul-Aalameen jo hain wo hamien maaf kr sakte hain mgr kia ham is qabil hain??? meanz k kia hum ne koie aisa rasta soch rakha hai k agr Allah (SWT) hamien agr aik aur muqa de tu ham kia kuch karien ge us ko raazi rakhne k lie?????
                  hai talash aik gumshuda ki :tasali:

                  Comment

                  • #10
                    Re: taraqee

                    Originally posted by masroor View Post
                    Assalam-o-Alaikum
                    taraqee kia hai???
                    sub se jadeed mazhab konsa hai???
                    dunia ko acha krne k lie kia tareqee kaar apnaya jana chahie???

                    filhal teen sawal hain........ umeed hai sanjeedgi se jawab dia jaie ga

                    shukrya
                    ----- eik muhazzab insaan banna ye tarraqi hai......
                    ----- mazhab sub jadeed hotay hain......
                    ------ aap duniya ko chorein pakistan ki tareqee ka sochain.....372-haha
                    :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

                    Comment

                    • #11
                      Re: taraqee

                      Originally posted by masroor View Post
                      Assalam-o-Alaikum (wr wb)
                      aap tamam dost taqreeban aik baat per jama hain........ sochne ki baat tu ye hai k hum jo itni pareshanyoon main phanse hain (ba hesyat aik qaoum Musalman) tu hum abhi kuch loog mutafiq hain tu hamien wo kia tareeqa apnana chahie jis se baqee bhi apni ghalti ko mane aur tuba karien Allah (SWT) se aur us k saamne giRgiRa kr apne gunahoon ki maafi maangien aur apni ghaltyoon pe pashemaan hoon....

                      agr sub mil kr tuba krte hain tu Rab-ul-Aalameen jo hain wo hamien maaf kr sakte hain mgr kia ham is qabil hain??? meanz k kia hum ne koie aisa rasta soch rakha hai k agr Allah (SWT) hamien agr aik aur muqa de tu ham kia kuch karien ge us ko raazi rakhne k lie?????
                      hamare pas Allah ka pegham Quran ki soorat me mojood he...ager ham samjh kar Quran parhne lagen to yakinan ham apne masail par qaboo pa sakte hen..Quran hi Allah ki wo rasi he jis ko mazbuti se thamne ka kaha gaya he.phir sara apas ka inteshaar,is dunya ki haqeeqat or apne dushamn ki pehchan samjh ajaey gi.Allah bohat Ghafoor he...Raheem he....us ki taraf palat jaen to yakinan moaf farmaey ga.

                      Comment

                      • #12
                        Re: taraqee

                        Assalam-o-Alaikum
                        lekin baat wohi k hum kia krien???? ya kr rahe hain???? ya ki krna chahie???
                        hai talash aik gumshuda ki :tasali:

                        Comment

                        • #13
                          Re: taraqee

                          Originally posted by masroor View Post
                          Assalam-o-Alaikum
                          lekin baat wohi k hum kia krien???? ya kr rahe hain???? ya ki krna chahie???
                          filhal to america ki ghulami kar rahe hen.....sare muslim mumalik k hukmaran america k ghulam hen....is se nijat hasil kar lein to shaed kuch kar saken:mm:

                          Comment

                          • #14
                            Re: taraqee

                            Originally posted by masroor View Post
                            Assalam-o-Alaikum
                            lekin baat wohi k hum kia krien???? ya kr rahe hain???? ya ki krna chahie???
                            " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                            Comment

                            • #15
                              Re: taraqee

                              Originally posted by senorita View Post
                              filhal to america ki ghulami kar rahe hen.....sare muslim mumalik k hukmaran america k ghulam hen....is se nijat hasil kar lein to shaed kuch kar saken:mm:
                              tu wohi tu ham is k lie bhi kia kr rahe hain??
                              hai talash aik gumshuda ki :tasali:

                              Comment

                              Working...
                              X