Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Real Love
Collapse
X
-
Re: Real Love
Originally posted by aabi2cool View Postjee han main janta hon .. . . aur wo mohabbat hy ALLAH aur us k RASOOL ki mohabbat baqi sab mohabteen asaari hain asaar khatam mohabbat khatam . . . .. :salam:
Comment
-
Re: Real Love
Originally posted by Muhammad Ali Jawad View Post:jazak:Bilkul sahi kaha abid bhai aap nay.. Lykin yahan main yeh bhi kehna chahoon ga k jiss tarhan Prophet (s.w) aur sahaba kiram (r.a) apni izwaaj say mohabbat kertay thay ya khoosh tabi kertay tahy hamaray andar bhi husband aur wife ki mohabbat main uss ki jhalak nazar aani chahye. Unfortunatly iss qisam ki mohabbat ka bohut fuqdan hai hum muslmano main. Allah hum per reham kerya.ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا
Comment
-
Re: Real Love
Originally posted by aabi2cool View Posthy ALLHAMDULILAH HY AYSI mohabat aaj bhi aap se kis nay kaha k fuqadan hy magar aap nay baat ki thi suci mohbbat ki to suchi mohabbat faqat wohi jo main batla chuka baqi sab ussi k asaar hain
Comment
-
-
Re: Real Love
Originally posted by soni kudi View Postlo g comments:salam:
haan g aaj kal ke dour main husband mily woh b aisa kahan g...aaj kal to g larkon ko payar ka matalb b nahi pata:zuban:
Waisay by the way payar ka matalb kiss dictionary main melay ga?
Mera khayal tu hai k payar aik spontanous jazba ya feeling ka nam hai jo dossra mehsoos kersakta hai. Ab larkyian hi flirt hoon tu kia kia ja sakta hai..:embarasse
Comment
-
Re: Real Love
Originally posted by soni kudi View Postlo g comments:salam:
haan g aaj kal ke dour main husband mily woh b aisa kahan g...aaj kal to g larkon ko payar ka matalb b nahi pata:zuban:ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا
Comment
-
Re: Real Love
Assalam-o-Alaikum
ho sakta hai is se zyada koie real stroy nazar aaie mgr baat ye hai bhai k koie mujhe ye bata sakta hai k ........k..............
kia Allah (SWT) aur Rasool Allah (SAW) se bhi koie itni muhabbat krta hai k jis tarha Allah (SWT) aur Rasool Allah (SAW) ne farmaya hai....
jis story ka tazkira kia aap ne wo aik limit main hai........... koie kisi k lie mr sakta hai mgr kia koie kisi k lie zinda reh sakta hai?????
Originally posted by Muhammad Ali Jawad View PostDo you know what real love is?
Once a wife asked her husband;
Wife: Am I Beautiful?
Husband: No
Wife: Do you want to live with me?
Husband: No
Wife: If I leave you, will you cry?
Husband: No! not at all.
Wife put her hands on her face and starting weeping.
Husband came near to his wife, wrapped his arms around her and said;
Honey: You are not beautiful, infact you are too lovely.
I don't want to live with you, infact I want to live for you.
And If you leave me, I'll not cry...I'll die.
My question to All pegham members is that ...do you think this type of love exists now a days?
Wasalam!hai talash aik gumshuda ki :tasali:
Comment
-
Re: Real Love
Originally posted by Muhammad Ali Jawad View PostLagta hai aap nai aisay larkon pay Thesis lekha hai jo itnee aitamaad say keh rahi hain....
Waisay by the way payar ka matalb kiss dictionary main melay ga?
Mera khayal tu hai k payar aik spontanous jazba ya feeling ka nam hai jo dossra mehsoos kersakta hai. Ab larkyian hi flirt hoon tu kia kia ja sakta hai..:embarasse
main kya likhna hai g u nai khodi kaha ke aaj kal ke dour main kya mily ga aisa husband to baat to g u nai khood hi ki hai larkoun ko:khi:
hay hay bolo kis nai u ke saath flirt kiyasigpic
Comment
-
-
Re: Real Love
Originally posted by masroor View Postassalam-o-alaikum
Ho Sakta Hai Is Se Zyada Koie Real Stroy Nazar Aaie Mgr Baat Ye Hai Bhai K Koie Mujhe Ye Bata Sakta Hai K ........k..............
Kia Allah (swt) Aur Rasool Allah (saw) Se Bhi Koie Itni Muhabbat Krta Hai K Jis Tarha Allah (swt) Aur Rasool Allah (saw) Ne Farmaya Hai....
Jis Story Ka Tazkira Kia Aap Ne Wo Aik Limit Main Hai........... Koie Kisi K Lie Mr Sakta Hai Mgr Kia Koie Kisi K Lie Zinda Reh Sakta Hai?????حُسنِ یوسف سے کٹی مصر میں انگشتِ زناں
سر کٹاتے ہیں تیرے نام پر مردانِ عرب
جی ہاں میرے بھائی سینکڑوں مثالیں ہیں کہ شمع رسالت صلی اللہ علیہ وسلم کہ پروانوں نے جیتے جی موت کو گلے لگایا اور مر کر ہمیشہ کہ لیے جی اٹھے ۔ ۔ ۔ ۔اور آج بھی ہیں جو محبت رسول صلی اللہ علیہ وسلم میں مر مر کر جی رہے ہیںساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا
Comment
Comment