Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

plz answer

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: plz answer

    Originally posted by ummid View Post
    :lol
    tu khud bana ker kha lo.... ya koi fruit kha lo...:tasali:
    wo to me pehle hi harap kur chuka ho :hehe:

    Comment

    • #17
      Re: plz answer

      Originally posted by MSA View Post
      wo to me pehle hi harap kur chuka ho :hehe:
      :lol...
      accha tu ab wait karo nashte ka phir... :D

      Comment

      • #18
        Re: plz answer

        Originally posted by ummid View Post
        :lol...
        accha tu ab wait karo nashte ka phir... :D
        wohi kur'ing..app kuein ge nashta:hehe:???

        Comment

        • #19
          Re: plz answer

          Originally posted by MSA View Post
          wohi kur'ing..app kuein ge nashta:hehe:???
          I had one apple... now I am agian sleepy... :lol.. aa kijye nashta....:D

          Comment

          • #20
            Re: plz answer

            Originally posted by ummid View Post
            I had one apple... now I am agian sleepy... :lol.. aa kijye nashta....:D
            bus aik apple se paet bhar gaya372-scare

            Comment

            • #21
              Re: plz answer

              Originally posted by MSA View Post
              bus aik apple se paet bhar gaya372-scare
              filhaal tu yes.... :lol..

              Comment

              • #22
                Re: plz answer

                Originally posted by s&moodi View Post
                Dear All!!
                Assalam-o-alequm,
                i hope u'll be fine.
                well friends,here is something I'd like all of you to help me sort out.
                a friend of mine (whome i love a lot) is in great trouble these days.
                She is in love with a boy & they are having a good relation for the last 4 years.
                The boy is educated,stable & a nice man as i know him personaly.
                He sent purposal but her mom refused without listening a single word from their (his family) side & strictly forbaded her2keep any contact with him.because she believes that love marriages are never successful.
                Now, my friend is much depressed bkz her mom want her to marry another man & forget her love.
                she can't live without him & can't leave her mom either.she can't go against her family.she tried a lot to convince her mom but all in vein.it is not possible for her to marry any other person while she loves him.
                the boy , on the other hand , is upset as well.
                he says he want to marry her but with her mom's permission.and will wait for as much time as she needs.
                i can't see her the way she is bearing this situation.
                can any one suggest, what she should do..
                thanks!!!
                dil wale dulhaniya lay jain gay film ki story ki tarah hai.... us mein bhi shah rukh khan kajul se muhabbat karta tha lakin larki ka abba nahi manta tha.... shah rukh film mein kajul ko kahta tha k vo unko bhaga kay bhi lay jaskta hay lakin vo aisa nahi kare ga kyun vo larkay kay abba kay ejazat kay begair vo shadi nahi karey ga......
                :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

                Comment

                • #23
                  Re: plz answer

                  Assalam O Alaikum,
                  Istikhara karey k is larkay sey shadi us k haqq mai behtar hay ya nahi
                  Allah SWT us da dil zaror kisi ek chez pe mazboot Karengay
                  insha Allah
                  dua hay k jo bhi ho us larki k haqq mai behtar ho insha'Allah
                  wasalam.

                  Comment

                  • #24
                    Re: plz answer

                    Originally posted by Khala@Saleema View Post
                    mera advise yehi hoga kai wo sache Dil se DUA kere...aur Khuda se madad maange...kabih kabih,.jo acha lag raha hota hai wo acha nahi hota :donno: aur kabih kabihh allah tallah saare samaan asaan ker deta hai, aur jo Humare liye acha hota hai wo hojaata....
                    Khuda per Yaqeen rakho....to sab behtar hoga...inshallah
                    I agree with this commnets. Lykin hamin yeh bhi sooch lena chahye k boray kam ka brora anjam hota hai. Iss terahan parents ku bataye baghair love kerna theek nahi hai. Jab mamala hamari control say bahir hoo jata hai tu hum Allah ku yaad kertaiy hain. Uss waqat Allah kiss terah hamri madad kary ga? Allah un hi ki madad kerta hai jo apnay gunahoon ki maufi mangay aur ainda aisay kam na kernay ka azam karlain.

                    Mera personal experiance bhi yahee kehta hai. 02 saal pehlay maiany 03 banks say loan aur credit cards banwaye. Jo baad main meray galay par gaye. Mainay bari duanin mangi lykin kissee tarah bhi yeh loan na uter saka. Mujhay apni bohut see qimtee cheezain bhi bachnee pari. Mainay soochnay laga k akhir Allah meri dua kyuon qabool nahi ker raha. Phir mainy yeh soocha k ghati meree apni thi. Mujhay pehlay apnay gunahoon ki maufee mangni chahye aur phir Allah say kuch acchay ki umeed kernee chahye.
                    (I advise you all pegham members, please don't use credit cards and get loans untill unless you are in urgent need of money).

                    Hum loog phelay gunaah ki daldal main phass jatay hain aur baad main Allah say tawaquaat rakhtay hai aur shikwa bhi kertay hain k Allah hamari duanin nahi sunta.

                    Boy aur girl ku chahye phelay apnay gunahhonn ki maufee mangay aur phir Allah say dua karin k joo bhi un ka haq main behtar hoo woh un ki qismat main likh day. Insh Allah Allah say poori umeed hai Allah un ki madad farmaye ga. (Aamin)

                    Waslam!

                    Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

                    Comment

                    • #25
                      Re: plz answer

                      Originally posted by Muhammad Ali Jawad View Post

                      bro ap ney bahut khobsurat aur eham baat kahi hay
                      humay pehlay apney gunnaho ki maufi mangni chahiye
                      bahut shukriya
                      Jazak Allah khair
                      wasalam.

                      Comment

                      • #26
                        Re: plz answer

                        Originally posted by Nisa* View Post
                        Assalam O Alaikum,
                        bro ap ney bahut khobsurat aur eham baat kahi hay
                        humay pehlay apney gunnaho ki maufi mangni chahiye
                        bahut shukriya
                        Jazak Allah khair
                        wasalam.
                        Shukria! :salam::jazak:

                        Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

                        Comment

                        • #27
                          Re: plz answer

                          Originally posted by Muhammad Ali Jawad View Post
                          I agree with this commnets. Lykin hamin yeh bhi sooch lena chahye k boray kam ka brora anjam hota hai. Iss terahan parents ku bataye baghair love kerna theek nahi hai. Jab mamala hamari control say bahir hoo jata hai tu hum Allah ku yaad kertaiy hain. Uss waqat Allah kiss terah hamri madad kary ga? Allah un hi ki madad kerta hai jo apnay gunahoon ki maufi mangay aur ainda aisay kam na kernay ka azam karlain.

                          Mera personal experiance bhi yahee kehta hai. 02 saal pehlay maiany 03 banks say loan aur credit cards banwaye. Jo baad main meray galay par gaye. Mainay bari duanin mangi lykin kissee tarah bhi yeh loan na uter saka. Mujhay apni bohut see qimtee cheezain bhi bachnee pari. Mainay soochnay laga k akhir Allah meri dua kyuon qabool nahi ker raha. Phir mainy yeh soocha k ghati meree apni thi. Mujhay pehlay apnay gunahoon ki maufee mangni chahye aur phir Allah say kuch acchay ki umeed kernee chahye.
                          (I advise you all pegham members, please don't use credit cards and get loans untill unless you are in urgent need of money).

                          Hum loog phelay gunaah ki daldal main phass jatay hain aur baad main Allah say tawaquaat rakhtay hai aur shikwa bhi kertay hain k Allah hamari duanin nahi sunta.

                          Boy aur girl ku chahye phelay apnay gunahhonn ki maufee mangay aur phir Allah say dua karin k joo bhi un ka haq main behtar hoo woh un ki qismat main likh day. Insh Allah Allah say poori umeed hai Allah un ki madad farmaye ga. (Aamin)

                          Waslam!

                          v true :jazak:
                          aamen

                          Comment

                          • #28
                            Re: plz answer

                            Originally posted by Khala@Saleema View Post
                            mera advise yehi hoga kai wo sache Dil se DUA kere...aur Khuda se madad maange...kabih kabih,.jo acha lag raha hota hai wo acha nahi hota :donno: aur kabih kabihh allah tallah saare samaan asaan ker deta hai, aur jo Humare liye acha hota hai wo hojaata....
                            Khuda per Yaqeen rakho....to sab behtar hoga...inshallah
                            baj afarmaya appnay khala jani :insha:

                            Comment

                            • #29
                              Re: plz answer

                              Originally posted by MuQadas View Post
                              v true :jazak:
                              aamen
                              Thanks!

                              Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

                              Comment

                              • #30
                                Re: plz answer

                                apnay maan baap ki marzi se shadi karlay bus . . .. .
                                ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                                Comment

                                Working...
                                X