Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Mobile ki choori or ehtayatian

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Mobile ki choori or ehtayatian

    Assalamalikum

    Tv pay aik news sun rahi the kay aik lady ka Mobile chori hoo gia ...us nay apnay mobile main number save ker rekhye they to jinhoo nay chori kia unhoo nay us kay husband ko message kia kay ATM number bataoo ..us kay husband nay usay message kar kay number bata dia apni wife ka message samajh kar...or jab tak us kay husband ko pata chala un ki wife ka mobile chori hoo gia hai un kay ATM ka bhi balance khali hoo chuka tha ...

    so apnay mobile pay is tarha kay namoo say numbers save na karian jin say mobile agar chori bhi hoo jaye to dosray ghalat istamaal kar sakian :rose
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

  • #2
    Re: Mobile ki choori or ehtayatian

    Originally posted by Aanchal View Post

    ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

    Comment

    • #3
      Re: Mobile ki choori or ehtayatian

      main bhi yahi soch raha tha
      yeh kaise hua :hhh:

      Comment

      • #4
        Re: Mobile ki choori or ehtayatian

        ooo mamoun poori post parhoo

        us banday nay us kay husband ko message kar kay number poouch lia naaaaaaaaaaaaa :D:

        • #5
          Re: Mobile ki choori or ehtayatian

          Originally posted by ZShan View Post
          main bhi yahi soch raha tha
          yeh kaise hua :hhh:
          bachay aap bhi poori post parhoo
          اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
          اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

          Comment

          • #6
            Re: Mobile ki choori or ehtayatian

            Originally posted by Aanchal View Post
            bachay aap bhi poori post parhoo
            to us aadmi k paas card kahan se aaya :hhh:

            Comment

            • #7
              Re: Mobile ki choori or ehtayatian

              Originally posted by Aanchal View Post
              Assalamalikum

              Tv pay aik news sun rahi the kay aik lady ka Mobile chori hoo gia ...us nay apnay mobile main number save ker rekhye they to jinhoo nay chori kia unhoo nay us kay husband ko message kia kay ATM number bataoo ..us kay husband nay usay message kar kay number bata dia apni wife ka message samajh kar...or jab tak us kay husband ko pata chala un ki wife ka mobile chori hoo gia hai un kay ATM ka bhi balance khali hoo chuka tha ...

              so apnay mobile pay is tarha kay namoo say numbers save na karian jin say mobile agar chori bhi hoo jaye to dosray ghalat istamaal kar sakian :rose
              Walaikum Assalam....

              bat to galut he...per sawal yeh he k chor ko kaise pata chala k us k husband ka nam kia he :hehe:
              ya to us ne save hi HUSBAND k nam se kia ho ga:hehe:

              waisi isi lie sub se pehle sim block kurwani chahie....aur husband ko bhi ina durpouk nahi hona chahie:khi:

              Comment

              • #8
                Re: Mobile ki choori or ehtayatian

                Originally posted by ZShan View Post
                to us aadmi k paas card kahan se aaya :hhh:
                kuch hoo ga aisa system pak ka kay sirf ATM card number say pesay niklwa saktay houn :D:

                message yehi hai kay mobile pay is tarha kay namoo say number save na karian kay koi is ka ghalat istamal kar sakye :thmbup:
                اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                Comment

                • #9
                  Re: Mobile ki choori or ehtayatian

                  Originally posted by MSA View Post
                  Walaikum Assalam....

                  bat to galut he...per sawal yeh he k chor ko kaise pata chala k us k husband ka nam kia he :hehe:
                  ya to us ne save hi HUSBAND k nam se kia ho ga:hehe:

                  waisi isi lie sub se pehle sim block kurwani chahie....aur husband ko bhi ina durpouk nahi hona chahie:khi:
                  aap ki baat bhi sahi hai k us ko k se pata chala k us k husband ka no. kaun sa hai
                  372-haha 372-haha

                  Comment

                  • #10

                    us nay husband ka number hi is naam say save kia hoo ga na kay choroo ko pata chal gia ...sari baat hi yehi hai :D:
                    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                    Comment

                    • #11
                      Re: Mobile ki choori or ehtayatian

                      Originally posted by Aanchal View Post
                      kuch hoo ga aisa system pak ka kay sirf ATM card number say pesay niklwa saktay houn :D:

                      message yehi hai kay mobile pay is tarha kay namoo say number save na karian kay koi is ka ghalat istamal kar sakye :thmbup:
                      haan yeh bhi ho sakta hai k sirf Pak main aesa system ho

                      Comment

                      • #12
                        Re: Mobile ki choori or ehtayatian

                        Originally posted by ZShan View Post
                        aap ki baat bhi sahi hai k us ko k se pata chala k us k husband ka no. kaun sa hai
                        372-haha 372-haha
                        bachay ..bachay hi rehna

                        kaha na kay us nay aisay naam say hi save kia tha

                        kuch loog save kartay hain na kay home number..sis number..bro number...etc etc.........
                        اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                        اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                        Comment

                        • #13
                          Re: Mobile ki choori or ehtayatian

                          Originally posted by ZShan View Post
                          haan yeh bhi ho sakta hai k sirf Pak main aesa system ho
                          wesay is tarha hona nahi chaye :mm:
                          اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                          اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                          Comment

                          • #14
                            Re: Mobile ki choori or ehtayatian

                            Originally posted by Aanchal View Post
                            ooo mamoun poori post parhoo

                            us banday nay us kay husband ko message kar kay number poouch lia naaaaaaaaaaaaa :D:
                            Nanni pori post read karkay hi replay kiya.. usnay message karkay pincode manga mager ATM Card tp SMS nahi hosakta
                            ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                            Comment

                            • #15
                              Re: Mobile ki choori or ehtayatian

                              Originally posted by MSA View Post
                              Walaikum Assalam....

                              bat to galut he...per sawal yeh he k chor ko kaise pata chala k us k husband ka nam kia he :hehe:
                              ya to us ne save hi HUSBAND k nam se kia ho ga:hehe:

                              waisi isi lie sub se pehle sim block kurwani chahie....aur husband ko bhi ina durpouk nahi hona chahie:khi:
                              372-scare

                              Working...
                              X