Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Interview Se Ek Sawaal

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Interview Se Ek Sawaal

    Asslamoalikum A
    Peghamians

    Jhatpat Interview Me Ek Member Ka Sawaal Thaa..
    aap Ko Kesay Pata Chalta Hai K Aapka Din Achaa Guzra.....?

    Uss Ka Jawaab B Zahir Hai Ek Member Ne Dena Thaa....

    aap Sab Yeh Bataien K Aap Ko Kesay Pata Chlta Hai K Aap Ka Din Achaa Guzra.....

    moreover yeh K Aap Ko Jhatpat Interview Se Koi Sawaal Achaa Laga Ho...ya Aap Tajusas Ki Bina Pr Poochna Chahatay Hon.....zayada Views Jan.nay K Liye..
    Tou Aap Iss Thraed Me Pooch Saktay Hain.........
    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

  • #2
    Re: Interview Se Ek Sawaal

    Originally posted by saraah View Post

    Saraah! Iss ka aik sada sa jawab tu yeh hai k jo kam app nay uss din main kernay hain agar woh aap k tawwaquaat k mutabiq hon tu zahir hai aap k din accha hi guzray ga.

    Sometimes asia bhee hota hai k aap kisse achee cheez k baray main soochtay rehtay hain ya kisse mohabbat kernay wali personality k baray main soochtay hain ya koi achaa dil faraib sms ya message parhtay hain ya phir acha khuwaab dekhtain hain tu bhi aap ka din accha guzrta hai.

    Sometimes dil wasiay hi khush bash hota hai. Koi khas wajah na honay k bawajood aap motmaieen hotay hain.

    Most of the time agar aap fajar k namaz waqat per parh lain aur saath quran ki tilawat bhi ker lain tu bhi din achaa guzarata hai.

    Meray khayal main yahee wajoohat ho saktai hain. Yeh mera personal experiance bhi hai.

    Wasalam!

    Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

    Comment

    • #3
      Re: Interview Se Ek Sawaal

      Originally posted by saraah View Post
      Asslamoalikum A
      Peghamians

      Jhatpat Interview Me Ek Member Ka Sawaal Thaa..
      aap Ko Kesay Pata Chalta Hai K Aapka Din Achaa Guzra.....?

      Uss Ka Jawaab B Zahir Hai Ek Member Ne Dena Thaa....

      aap Sab Yeh Bataien K Aap Ko Kesay Pata Chlta Hai K Aap Ka Din Achaa Guzra.....

      moreover yeh K Aap Ko Jhatpat Interview Se Koi Sawaal Achaa Laga Ho...ya Aap Tajusas Ki Bina Pr Poochna Chahatay Hon.....zayada Views Jan.nay K Liye..
      Tou Aap Iss Thraed Me Pooch Saktay Hain.........
      wese apas ki baat hai k meinay kabhi yeh ghour he nahi kiya kay mera din acha guzra yaa burra......:) iss tarah ki baatein vo sochtay hain jo life kay baray mein sensitive hotay hain..... mein life ko bahut easy leta hoon....
      :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

      Comment

      • #4
        Re: Interview Se Ek Sawaal

        Originally posted by saraah View Post
        Asslamoalikum A
        Peghamians

        Jhatpat Interview Me Ek Member Ka Sawaal Thaa..
        aap Ko Kesay Pata Chalta Hai K Aapka Din Achaa Guzra.....?

        Uss Ka Jawaab B Zahir Hai Ek Member Ne Dena Thaa....

        aap Sab Yeh Bataien K Aap Ko Kesay Pata Chlta Hai K Aap Ka Din Achaa Guzra.....

        moreover yeh K Aap Ko Jhatpat Interview Se Koi Sawaal Achaa Laga Ho...ya Aap Tajusas Ki Bina Pr Poochna Chahatay Hon.....zayada Views Jan.nay K Liye..
        Tou Aap Iss Thraed Me Pooch Saktay Hain.........
        Ager din ka end internal satisfaction se ho, to wo din acha guzra hota he:D:
        :thmbup:

        Comment

        • #5
          Re: Interview Se Ek Sawaal

          Originally posted by saraah View Post
          Asslamoalikum A
          Peghamians

          Jhatpat Interview Me Ek Member Ka Sawaal Thaa..
          aap Ko Kesay Pata Chalta Hai K Aapka Din Achaa Guzra.....?

          Uss Ka Jawaab B Zahir Hai Ek Member Ne Dena Thaa....

          aap Sab Yeh Bataien K Aap Ko Kesay Pata Chlta Hai K Aap Ka Din Achaa Guzra.....

          moreover yeh K Aap Ko Jhatpat Interview Se Koi Sawaal Achaa Laga Ho...ya Aap Tajusas Ki Bina Pr Poochna Chahatay Hon.....zayada Views Jan.nay K Liye..
          Tou Aap Iss Thraed Me Pooch Saktay Hain.........
          Walaikum Assalam

          Jis mahan danishwar bunde ne sawal pocha us ko salam...us ko noble prize milna chahie:khi:

          Comment

          • #6
            Re: Interview Se Ek Sawaal

            Originally posted by MSA View Post

            :khi::khi:
            sigpic

            Comment

            • #7
              Re: Interview Se Ek Sawaal

              wasy kabhi socha nahii....

              par phir b kabhi kabar soch ajati hai ke aaj ke din main yeh kam acha kiya..or yeh kam galat..to isi baat se kaha ja sakta hai ke agar din main koi acha kam kiya hai to woh din acha....

              or agar koi dukh taklef dekhi ho to use bura kaha jaye ga
              sigpic

              Comment

              • #8
                Re: Interview Se Ek Sawaal

                Originally posted by saraah View Post
                Asslamoalikum A
                Peghamians

                aap Sab Yeh Bataien K Aap Ko Kesay Pata Chlta Hai K Aap Ka Din Achaa Guzra.....
                dil sakoon mehsoos kare to pata chalta he k din acha guzra

                Comment

                • #9
                  Re: Interview Se Ek Sawaal

                  HMM...ACHAY JAWAB HAIN SAB K..........
                  شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                  Comment

                  • #10
                    Re: Interview Se Ek Sawaal

                    Originally posted by MSA View Post
                    Walaikum Assalam

                    Jis mahan danishwar bunde ne sawal pocha us ko salam...us ko noble prize milna chahie:khi:

                    NAE USS KO 2 JOOTAY LAGNAY CHAHAIYEN..........
                    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                    Comment

                    • #11
                      Re: Interview Se Ek Sawaal

                      Originally posted by rehman View Post
                      ..... Mein Life Ko Bahut Easy Leta Hoon....
                      Hmmm....yeh Koi Acnhbay Ki Baat Nae....hotay Hain Esay Log B......sood O Zayaan Ka Hisaab Na Krnay Walay.........

                      Working...
                      X