Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

uuuufffff ye Aaag

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • uuuufffff ye Aaag

    Aslamoalikum372-scare
    kuch baten behad heran kun hoti hen...Balochistan me Mastoong me log apni sachai sabit karne k leay AAG par chalte hen372-scarekitni ajeeb baat he na?kia is tarah sachai sabit ho jati ho gi?or takleef kitni hoti ho gi?:embarasse


  • #2
    Re: uuuufffff ye Aaag

    han main ny b suna hai aur tv main dekha b 372-scare
    wo aaag sy bachty hongy tab sachy kehlaty hongy na

    Comment


    • #3
      Re: uuuufffff ye Aaag

      Originally posted by sky angle View Post
      han main ny b suna hai aur tv main dekha b 372-scare
      wo aaag sy bachty hongy tab sachy kehlaty hongy na
      me ne to dekh kar ankhen hi band kar lein372-scare

      Comment


      • #4
        Re: uuuufffff ye Aaag

        Originally posted by senorita View Post
        me ne to dekh kar ankhen hi band kar lein372-scare
        ajeb jahilana nizam hai wahan

        Comment


        • #5
          Re: uuuufffff ye Aaag

          Originally posted by sky angle View Post
          ajeb jahilana nizam hai wahan
          or ye jagah koi africa k jangle bhi nahi....jahan esa kuch hota he:donno:

          Comment


          • #6
            Re: uuuufffff ye Aaag

            Originally posted by senorita View Post
            or ye jagah koi africa k jangle bhi nahi....jahan esa kuch hota he:donno:
            but us sy kam b to nai na:(

            Comment


            • #7
              Re: uuuufffff ye Aaag

              Originally posted by senorita View Post
              Aslamoalikum372-scare
              kuch baten behad heran kun hoti hen...Balochistan me Mastoong me log apni sachai sabit karne k leay AAG par chalte hen372-scarekitni ajeeb baat he na?kia is tarah sachai sabit ho jati ho gi?or takleef kitni hoti ho gi?:embarasse

              waalikum asslam

              rita daer...bohat kuch hota hai iss ISLAM K QILAY ME..........
              شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

              Comment


              • #8
                Re: uuuufffff ye Aaag

                yeh sirf poorani qabaili rewaatian hain ....is say koi sachaai sabit nahi hoti ...
                jo jhoot bahaduri say bool lay ga wo aag pay bhi bahaduri say tap jaye ga

                jo qabaili sardaar aisa karwaatay hain is pay to unhay beethna chaye
                اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                Comment


                • #9
                  Re: uuuufffff ye Aaag

                  waalikumasalam

                  Really?

                  waise yeh hindu ka consept hai... In their holy book "Ramayana" .. sita (wife of Ram ) ko apni sachai or pak damni saabit karne ke liye aag per chalna para tha.... :donno:

                  Comment


                  • #10
                    Re: uuuufffff ye Aaag

                    Originally posted by senorita View Post
                    Aslamoalikum372-scare
                    kuch baten behad heran kun hoti hen...Balochistan me Mastoong me log apni sachai sabit karne k leay AAG par chalte hen372-scarekitni ajeeb baat he na?kia is tarah sachai sabit ho jati ho gi?or takleef kitni hoti ho gi?:embarasse
                    wese yeh hakeekat hay k iss tarah sachai sabat hojati bhi hai...... hum modern log hain iss liye iss qabaili rawayat nahi mantay lakin iss se sach aur jhoot ka pata lag bhi jata hai...... yeh rawayat yun he nahi sadiyun se chali aa rahi hain balkay in mein wakai hakeekat hoti hai...... barhaal aap log nahi manay gay.......
                    :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

                    Comment


                    • #11
                      Re: uuuufffff ye Aaag

                      Christianity mein sachai ko sabit kerne ke liye aik specific poison use kia jata he, yani jo us poison se buch jaye ga wo sacha ho ga, but is old traditions ko khatam ker diya gaya he.

                      Tibet mein aik meela aisa lagta he jis mein loog koilon per chaltay hein apnay aap ko purify kerne ke liye. jangli soochein hein. Perhay likhay loog aisay kaam nahi kerte.
                      :thmbup:

                      Comment


                      • #12
                        Re: uuuufffff ye Aaag

                        Originally posted by rehman View Post
                        wese yeh hakeekat hay k iss tarah sachai sabat hojati bhi hai...... hum modern log hain iss liye iss qabaili rawayat nahi mantay lakin iss se sach aur jhoot ka pata lag bhi jata hai...... yeh rawayat yun he nahi sadiyun se chali aa rahi hain balkay in mein wakai hakeekat hoti hai...... barhaal aap log nahi manay gay.......
                        Mere bhai, mein tum per choori ka jhoota ilzaam lagata hoon, phir mein kehta hoon ke tum dehaktay koilon per chal ker apni sachai per sabit karo, aur phir jub tum apni sachai ko sabit karo gay to phir apnay comments dena:tasali::tasali:
                        :thmbup:

                        Comment


                        • #13
                          Re: uuuufffff ye Aaag

                          es ka matlab jo aag ko bardashat kar sakta hai wo sacha hai aur jo nehi kar dakta wo juta hai...:mm:
                          Originally posted by senorita View Post
                          Aslamoalikum372-scare
                          kuch baten behad heran kun hoti hen...Balochistan me Mastoong me log apni sachai sabit karne k leay AAG par chalte hen372-scarekitni ajeeb baat he na?kia is tarah sachai sabit ho jati ho gi?or takleef kitni hoti ho gi?:embarasse
                          sigpic

                          Comment


                          • #14
                            Re: uuuufffff ye Aaag

                            too keya wo sachi nekli ka juti...:khi:
                            Originally posted by ummid View Post
                            waalikumasalam

                            Really?

                            waise yeh hindu ka consept hai... In their holy book "Ramayana" .. sita (wife of Ram ) ko apni sachai or pak damni saabit karne ke liye aag per chalna para tha.... :donno:
                            sigpic

                            Comment


                            • #15
                              Re: uuuufffff ye Aaag

                              Originally posted by rehman View Post
                              wese yeh hakeekat hay k iss tarah sachai sabat hojati bhi hai...... hum modern log hain iss liye iss qabaili rawayat nahi mantay lakin iss se sach aur jhoot ka pata lag bhi jata hai...... yeh rawayat yun he nahi sadiyun se chali aa rahi hain balkay in mein wakai hakeekat hoti hai...... barhaal aap log nahi manay gay.......
                              baat modern log hone ki nahi he.....ap mujhe koi misal den k hamare piyare nabi ne is tareeke par insaf kia ho ya fesle keay hon?:mm:

                              Comment

                              Working...
                              X