Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Friends Books Relations

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Friends Books Relations

    ASSLAMOALIKUM RESPECTED MEMBERS
    :)
    • AAP KI ZINDAGI ME IN TEENO KI KYA AHMIAT HAI..?
    • AAP KI SHAKSIAT KI TAKMEEL ME INKA KITNA KIRDAAR HAI..?
    • AAP IN TEENO KO KESAY KESAY PAY BACK KRNAY KI KOSHISH KRTAY HAIN..?
    • (YANI INKA HAQQ ADA KRNA)
    rose:rose
    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

  • #2
    Re: Friends Books Relations

    walekumsalam saraah:)...acha thread he:thmbup:

    friends....apne sab friends mujhe bohat piyare henteddyor mere khiyal me zindagi me friends na hon to zindagi bezaar kun ho jaey.

    books....books ki bhi meri life me bohat ehmeyat he....achi books parhti hun..library join ki hui he apni pasand ki books chun chun kar lati hun or parhti hun...books hamen har zamane me har jagah le jati hen...or kia kahun u khud samjh sakti ho:)

    relations.....hhhhmmm kuch to bane bnaey hote hen...kuch bnaey jate hen...dono tarah k relations me nibhahne ki koshish...respect....baki bohat sare relations se me bachne ki bhi koshish karti hun....seyasat..ukhar pichaar...andar kuch..bahir kuch....pareshani bhi hoti he....

    Comment

    • #3
      Re: Friends Books Relations

      wasalam... khush raho... :rose

      :D

      Comment

      • #4
        Re: Friends Books Relations

        Walekam-Aslam
        Friends: As Ummid mentioned for fun, but also aik acha dost woh hota hai jo gham ko kam kar day aur khushi ko ziada. So, achay dost bana'nay chaiye jo hum-mizaj bhi hon aur achi seerat ka malik bhi hon. Kyon kay kise insan kay character kay baray mein jan'na ho tou us kay doston ko dekho:) Aur doston say woh he expect karo jo aap unhien detay ho.

        Books: Achi book insan ki behtreen dost hoti hai. Book aap ko wahan lay ker jaa sakti hai jahan aap physically nahi pohnch saktey, achi books hamesha say he parti hoon:)

        Relations: Zindagi ka wajoud he rishton say hai, ALLAH(SWT) say maklouq ka rishta, bachon ka waldain say rishta. Ise taran waqat kay saath saath rishtey bantay hein aur unhien achi taran say nibhana chaiye:)
        :rose

        Comment

        • #5
          Re: Friends Books Relations

          Originally posted by senorita View Post

          hmmm to jhoot bhi bolti ho :lpop:
          :thmbup:

          Comment

          • #6
            Re: Friends Books Relations

            Originally posted by ummid View Post
            wasalam... khush raho... :rose

            :D
            kahan se perh ke aai ho yeh sub :lpop:
            :thmbup:

            Comment

            • #7
              Re: Friends Books Relations

              Originally posted by *Hijab* View Post

              Aap ki baaton se to sachai chalak rahi he :D:
              :thmbup:

              Comment

              • #8
                Re: Friends Books Relations

                Mere nazdeek

                Doosti heeray ki tarah hoti he aur Blood Relations soonay ki tarah. Doosti mazboot hoti he, heeray ki tarah, soonay se bhi ziada. Lekin jub is mein crack aa jaye to wo kabi nahi jata. Jub ke sona ager toot bhi jaye, elehda bhi ho jaye to bhi pigal ke aik jaan ho jata he.

                Both are vital in life. Keep relations healthy with your Friends and Relatives.

                Books, source of information. You can have alternative in the form of computer.
                :thmbup:

                Comment

                • #9
                  Re: Friends Books Relations

                  Originally posted by saraah View Post
                  ASSLAMOALIKUM RESPECTED MEMBERS
                  :)
                  • AAP KI ZINDAGI ME IN TEENO KI KYA AHMIAT HAI..?

                  • AAP KI SHAKSIAT KI TAKMEEL ME INKA KITNA KIRDAAR HAI..?

                  • AAP IN TEENO KO KESAY KESAY PAY BACK KRNAY KI KOSHISH KRTAY HAIN..?
                  • (YANI INKA HAQQ ADA KRNA)

                  rose:rose
                  " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                  Comment

                  • #10
                    Re: Friends Books Relations

                    Originally posted by munda_sialkoty View Post
                    hmmm to jhoot bhi bolti ho :lpop:
                    is me konsa jhoot nazar aya apko?:mm:

                    Comment

                    • #11
                      Re: Friends Books Relations

                      Originally posted by senorita View Post
                      is me konsa jhoot nazar aya apko?:mm:
                      wo mein beyaan nahi ker sakta :lpop:
                      :thmbup:

                      Comment

                      • #12
                        Re: Friends Books Relations

                        Originally posted by senorita View Post
                        walekumsalam saraah:)...acha thread he:thmbup:

                        friends....apne sab friends mujhe bohat piyare henteddyor mere khiyal me zindagi me friends na hon to zindagi bezaar kun ho jaey.

                        books....books ki bhi meri life me bohat ehmeyat he....achi books parhti hun..library join ki hui he apni pasand ki books chun chun kar lati hun or parhti hun...books hamen har zamane me har jagah le jati hen...or kia kahun u khud samjh sakti ho:)

                        relations.....hhhhmmm kuch to bane bnaey hote hen...kuch bnaey jate hen...dono tarah k relations me nibhahne ki koshish...respect....baki bohat sare relations se me bachne ki bhi koshish karti hun....seyasat..ukhar pichaar...andar kuch..bahir kuch....pareshani bhi hoti he....
                        pasand krnay ka shukria.....teddy
                        hmm doston ki qadar krnay wali larrki ho...good.....:rose
                        me ne b library join ki hui hai...magar wahan books issue nae krwa saktay na...
                        relations...haan me b......:thmbup:
                        شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                        Comment

                        • #13
                          Re: Friends Books Relations

                          Originally posted by ummid View Post
                          wasalam... khush raho... :rose

                          :D

                          sis aap sab kuch for granted leti hain kya....?:lpop:
                          شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                          Comment

                          • #14
                            Re: Friends Books Relations

                            Originally posted by *Hijab* View Post
                            Walekam-Aslam
                            Friends: As Ummid mentioned for fun, but also aik acha dost woh hota hai jo gham ko kam kar day aur khushi ko ziada. So, achay dost bana'nay chaiye jo hum-mizaj bhi hon aur achi seerat ka malik bhi hon. Kyon kay kise insan kay character kay baray mein jan'na ho tou us kay doston ko dekho:) Aur doston say woh he expect karo jo aap unhien detay ho.

                            Books: Achi book insan ki behtreen dost hoti hai. Book aap ko wahan lay ker jaa sakti hai jahan aap physically nahi pohnch saktey, achi books hamesha say he parti hoon:)

                            Relations: Zindagi ka wajoud he rishton say hai, ALLAH(SWT) say maklouq ka rishta, bachon ka waldain say rishta. Ise taran waqat kay saath saath rishtey bantay hein aur unhien achi taran say nibhana chaiye:)
                            :rose
                            hmmm...good
                            me ne yeh poochaa na...aap kesay pay back kartay ho....:)
                            شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                            Comment

                            • #15
                              Re: Friends Books Relations

                              Originally posted by munda_sialkoty View Post
                              Mere nazdeek

                              Doosti heeray ki tarah hoti he aur Blood Relations soonay ki tarah. Doosti mazboot hoti he, heeray ki tarah, soonay se bhi ziada. Lekin jub is mein crack aa jaye to wo kabi nahi jata. Jub ke sona ager toot bhi jaye, elehda bhi ho jaye to bhi pigal ke aik jaan ho jata he.

                              Both are vital in life. Keep relations healthy with your Friends and Relatives.

                              Books, source of information. You can have alternative in the form of computer.
                              ji bilkul ...yeh sheikh saadi ki hiakayaat hai shyd.....:thmbup:...n its very very true.....waqai dosti me zyada careful rehna parrta hai....

                              Working...
                              X