Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

merry christmas

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: merry christmas

    Originally posted by wajid hanif View Post
    acha .. belive to kartay hain na hum sab loog jesus
    mein .. k wo b allah k prophet hain pir asa kuin.. main NE kab kaha k naozbilah Allah nay beta janah......ase khud say soch lana .. aur yeh wo.. pir kana yeh b acha nahi hota .. yahan pak main kitnay loog hain jo dosray mazhab k hain.. pak mein wo b raten hain.. pak bs humra to nahi.. aur mein jo keya jo kaha post mein muje nahi lagta k mein ne kuch galet keya ..
    Wajid Bhai Hum Prophet Eesa A.S Ko bilkul maantay hein
    KioN k hamara eeman hee mukamal nahi hota iss k bina
    magar Kia aap jaantay hein ...K .... Prophet Eesa A.S ...
    25th ko peda hee nahi howay thay ??????????

    yeh sab fabricated baat hai...
    aur birthday mana-na tu wesay b ghalat hai na ..Bhai ????:lahoul

    Comment


    • #17
      Re: merry christmas

      Originally posted by aabi2cool View Post
      aap is ka koi saboot mohiya kar sakti hain plzzzzzzzzzzz


      آپ کو چاہیے تھا کہ آپ ساتھ میں فقط عیسائی بھائیوں کی تصریح کردیتے کہ تمام کرسچن برادرز کو یہ دن مبارک ہو
      hmmm....................

      Comment


      • #18
        Re: merry christmas

        Assalam O Alaikum,
        Surah e Maryam k ayat #88 ka khulsay sey humay pata chalta
        hay k Allah swt beta janah yeh sab sey bari gali ya butaan hay Allah swt per
        is Ayat mai bahut umda baat kahi hay Muslims k lia agar Muslims ghor karey
        I am sure ap ney parhi hay yeh ayat
        is lia yeh wish karna Muslims kay lia gunnah hay
        chahey ghair Muslims ko wish karey ya Muslims ko
        muje yaqen hay Wajid sahab ainda aisa wish karney sey parez karengay
        Insha Allah
        pls Surah Maryam Ayat # 88 zaror parhay
        wasalam
        Last edited by Nisa*; 26 December 2008, 09:00.

        Comment


        • #19
          Re: merry christmas

          Originally posted by Gul View Post
          Wajid Bhai Hum Prophet Eesa A.S Ko bilkul maantay hein
          KioN k hamara eeman hee mukamal nahi hota iss k bina
          magar Kia aap jaantay hein ...K .... Prophet Eesa A.S ...
          25th ko peda hee nahi howay thay ??????????

          yeh sab fabricated baat hai...
          aur birthday mana-na tu wesay b ghalat hai na ..Bhai ????:lahoul
          acha to sis jab apne nabi paak ka day manaty hain to kia wo b galet hai.. haan 25 ko wo born nahi hovay thay .. bt chalo aik day asa .. k shaid is ko wo born hovay muje nahi lagta is main kuch galet hai k hum is ko day ko asa kar k sochay k is day ko ALLAH k aik bahut payray prophet born hovay.. aur birthday mana-na tu wesay b ghalat hai
          na ..
          AAP AB MEIN KIA KAHON..
          Last edited by wajid hanif; 26 December 2008, 11:14.

          Comment


          • #20
            Re: merry christmas

            Originally posted by Nisa* View Post
            Assalam O Alaikum,
            Surah e Maryam k ayat #88 ka khulsay sey humay pata chalta
            hay k Allah swt beta janah yeh sab sey bari gali ya butaan hay Allah swt per
            is Ayat mai bahut umda baat kahi hay Muslims k lia agar Muslims ghor karey
            I am sure ap ney parhi hay yeh ayat
            is lia yeh wish karna Muslims kay lia gunnah hay
            chahey ghair Muslims ko wish karey ya Muslims ko
            muje yaqen hay Wajid sahab ainda aisa wish karney sey parez karengay
            Insha Allah
            pls Surah Maryam Ayat # 88 zaror parhay
            wasalam
            jahan tak YEH BAAT QURAN PAAK MAIN HAI .. YEH UN LOGON K LEYA HAI JO ASA KATEN HAIN.. JINO NE ASA MANA .. AGAR ESSHA SALAAM..KI QYOM .. ULTI HO JAYE TO IS MAIN UN KI KIA GALTI HAI..ALLAH ZAYDA JANTA HAI K..KAUN SAHI HAI YA GALET AUR AB B MAIN ISI BAAT PAR HOON K MAIN ASE KOI BAAT GALET NAHI KEE AUR NA MAIN NE ASA KAHA HAI K (ALLAH MAAF KARE ) K ALLAH NE beta janah HAI..
            Last edited by wajid hanif; 26 December 2008, 11:15.

            Comment


            • #21
              Re: merry christmas

              hmm

              Comment


              • #22
                Re: merry christmas

                Originally posted by wajid hanif View Post
                jahan tak YEH BAAT QURAN PAAK MAIN HAI .. YEH UN LOGON K LEYA HAI JO ASA KATEN HAIN.. JINO NE ASA MANA .. AGAR ESSHA SALAAM..KI QYOM .. ULTI HO JAYE TO IS MAIN UN KI KIA GALTI HAI..ALLAH ZAYDA JANTA HAI K..KAUN SAHI HAI YA GALET AUR AB B MAIN ISI BAAT PAR HOON K MAIN ASE KOI BAAT GALET NAHI KEE AUR NA MAIN NE ASA KAHA HAI K (ALLAH MAAF KARE ) K ALLAH NE beta janah HAI..
                Assalam O Alaikum,
                Bro ap ki baat bilkul sahi hay k H. Esa (AS) ki qoum ghalti per hay aur is din k mananey ka maqsad bhi yehi hay k yeh esai samajtey k is din H. Esa AS paida howey halan kay yeh kehtay bhi hay k yeh din wohi din nahi hay lakin phir bhi manatey hay lakin woh kia aqeda le k manatey hay woh ghalat hay yani yeh log jo kehtey hain k naozubillah Allah SWT ney beta jana
                tho un kay nazdeek yeh din mananey ka maqsad hi yehi hay.
                tho kia yeh wish karna sahi hay?

                Comment


                • #23
                  Re: merry christmas

                  Originally posted by Nisa* View Post
                  Assalam O Alaikum,
                  Bro ap ki baat bilkul sahi hay k H. Esa (AS) ki qoum ghalti per hay aur is din k mananey ka maqsad bhi yehi hay k yeh esai samajtey k is din H. Esa AS paida howey halan kay yeh kehtay bhi hay k yeh din wohi din nahi hay lakin phir bhi manatey hay lakin woh kia aqeda le k manatey hay woh ghalat hay yani yeh log jo kehtey hain k naozubillah Allah SWT ney beta jana
                  tho un kay nazdeek yeh din mananey ka maqsad hi yehi hay.
                  tho kia yeh wish karna sahi hay?
                  chalen jee jo hova so hova bt is topic par mein aap say baat zaror karon ga b happy :D:

                  Comment


                  • #24
                    Re: merry christmas

                    Insha'Allah

                    Comment

                    Working...
                    X