Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Kuch log

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Kuch log

    Originally posted by Masood View Post
    aap shoq sey roein ji - main aap key liyey tissues ka bandobast karta hoon 372-haha
    aap sirf rulanay ka bandobast kr lain tou...barri baat hai..
    .tissue ka intizzaam.........khud hi ho jaye ga:eye:
    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

    Comment


    • #32
      Re: Kuch log

      Originally posted by fari View Post
      mai tu shrou se hi asi ho :lpop:
      tum aisi q ho:D

      Comment


      • #33
        Re: Kuch log

        Originally posted by Xenja View Post
        Salamz!!

        Kya Aap key bhi ird gird kuch aesey log heiN jo bohot diff. kisam key hotey heiN. thorey modest nahi hotey heiN ... her waqt "mey" ka seegha isteymaal kertey heiN. her waqt sirf apni baatoN ko importance detey heiN.... bohot hi kam doosroN ki suntey hein...sun bhi leiN tau aik dam sey reject ker detey heiN un ki baat ya opinion. Show kertey heiN key we care magar asal mey koi care nahi kertey heiN...

        Aap ko aeysey log kaisey lagtey heiN? Mujhey bas aeyseys logoN pey thora sa ghussa ata hai
        Walekam-Aslam
        hmmmmmmmmmm, itni closely kabhi observe nahi kiya:embarasse
        her insan mein thori ego tou hoti he hai:donno: aur kuch thori bohat selfish bhi hotey hein.
        lekin ina koi specific banda/bandi nahi hai jin ko hum jantey hein372-scare

        Comment


        • #34
          Re: Kuch log

          Originally posted by Masood View Post
          Wa salaam - aik to tumharey paas thread laganey ki speed bohat tez hai - hath hola rakh bacha - kal bhi aani hai

          title sey mujhey aik geet yaad aa geya:

          kuchh log muhabbat ka sila maang rahey hain
          nadaan hain bandey sey Khuda maan rahey hain

          @topic:
          Zinia mera khiyaal hai keh ham insaano ki sab sey barri khoobi jo hamein attract karti hai, woh yehi hai keh ham sab munfarid hain. Har do insaan aik jaisa nahin hota aur agar ho jaein to un mein guzara mushkil hai. Insaan ko mukhtalif hi hona chahiyey, jabhi duniya ka nizaam chalta hai, per jis zimman men tum baat kar rahi ho woh bhi main samajh raha hoon aur haan, aisey log bhi paey jatey hain jo sirf MAIN per hi atkey huwey hain. Agar to inki MAIN key peechhey koi haqeeqat hai, to khoob, agar nahin to aisey logon ka kuchh nahin kiya jaa sakta siwaey ignorance key.... aik punjabi ka shair hai:

          na kar aethey meri meri
          tey dam da wasaa koi naa
          Allah Huuu di aawazan aawan
          kuli naii faqeer di vichoon
          Originally posted by senorita View Post
          pehle ese logon ki mojudgi se pareshani hoti thi lekin abhi enjoy karti hon or sunti rehti hon k sunane do is ko apni "me"akhar kab tak or kahan tak jaey gi ye "me":khi:
          LOL ... shayad mera zabt khatam ho gaya hia bilkul :$ iss liye mey tau bilkul nahi bardasht ker sakti huN ...
          Originally posted by aabi2cool View Post
          mujhy to aap anchal aur ummeed aysi hi lagti hain . . . .372-hahajaysa k aap nay sawal main poucha hy
          oh really
          Originally posted by sccorpion81 View Post
          Aaaaah kiya yaad dila diya.....Hamaray aik Manager thay...mr. Shoaib Hafeez Khan


          un ka kaam tha subha office me aa ker apni tareefain shurooo kerte thay aur shaam ko apni tareefain kerte kerte uth jatay thay

          laikin aakhir me un ka poll khulaa k wo tu aik bhot bra fraud thay aur comapny k lakhon Rupees ka ghapla ker chukay thay so unhain utha k company bahir phaink diya gya


          laikin mujhe afsos hoowa k itna higher educated banday ne aisi herkat ki
          awww!!!

          Originally posted by *khushi* View Post
          Walikumsalam..

          aese bht se loag hain...khas kar university mei aese loag bht hain
          aur mujhe aese loag bilkul bhi nahi pasand aur gussa bhi ata hai but uska kai faidah....wo loag phir bhi nahi badalne wale:D:
          so best way just ignore them
          sahih kerti ho


          Originally posted by lllife View Post
          waleikum assalam
          aise kuch log hain jo aapki maante nahin aur apni baat pe datte rehte hain.kabhi mera dil karta hai kisi cheez se unka sar phaad doon:fuming: aur kabhi samajh nahin ati k banda inhe ab kya kahe to hansi aati hai :khi:
          lol @ sar phad duN :d
          kya khayal hai aik formula eejad kertey hein aeysey logoN sey deal kerney key liye
          Originally posted by fari View Post
          Wsalam Xenja!

          ahh:yy: kasay logo ki baat kar rhi ho

          me ko tu asay log ras hi nahi atay372-shed .....me asay logo ki besti shisti kar kor kar side ma kar dati ho 372-haha...me ki class ma ha aik larki:fuming: so irritating per ab us ko araam ha372-hahame kay hatho watt laga chuki ha bechari apni:lpop:
          goodie good teddy
          Originally posted by munda_sialkoty View Post
          Jub mujay koi aisa banda mil jaye to mein usay 1 minute mein pehchan jata hoon, phir mein us ki baatein dermeyaan mein tookta hoon aur baat ka moozon change ker deta hoon. Aur phir usay doosri patri per charha deta hoon :tasali:


          Aur haan mujay ghusa bilkul bhi nahi aata aisay logon per, bulke handle kerne mein maza ata he :D:
          handle kaisey kertey heiN?
          Originally posted by *Hijab* View Post
          Walekam-Aslam
          hmmmmmmmmmm, itni closely kabhi observe nahi kiya:embarasse
          her insan mein thori ego tou hoti he hai:donno: aur kuch thori bohat selfish bhi hotey hein.
          lekin ina koi specific banda/bandi nahi hai jin ko hum jantey hein372-scare
          chaleiN good... Meri dua hai key aap ka kabhi aeysey logoN sey wasta na perhey
          Last edited by Z.; 22 December 2008, 21:50.
          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

          Comment


          • #35
            Re: Kuch log

            Originally posted by saraah View Post
            aap sirf rulanay ka bandobast kr lain tou...barri baat hai..
            .tissue ka intizzaam.........khud hi ho jaye ga:eye:
            yani aap ki rukhsati . . . .. 372-haha











            pegham se . . . :D wesay larkian apni rukhsati k hi moqay per khoob roti hain 372-haha

            Originally posted by Xenja View Post
            oh really
            ahooo qasmeeeen:wk
            Last edited by aabi2cool; 22 December 2008, 22:50.
            ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

            Comment


            • #36
              Re: Kuch log

              Originally posted by aabi2cool View Post
              yani aap ki rukhsati . . . .. 372-haha











              pegham se . . . :D wesay larkian apni rukhsati k hi moqay per khoob roti hain 372-haha

              :embarasse...........PEGHAM SE RUKHSATI KA TOU ME WAQAI SOCH RAHI HOON AABI BHAI..........AAP KO KESAY PATA CHALA..........372-scare...
              LAKIN YEH RUKHSATI MUJE HANSI KHUSHI QABOOL HAI............:dance2:
              شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

              Comment


              • #37
                Re: Kuch log

                Originally posted by Xenja View Post

                handle kaisey kertey heiN?
                Its soo easy, mein baat ko change ker deta hoon, aur baaton ko change kerne ki policy mein laga rehta hoon, aur koi na koi jagah aisi aati he ke wo banda us line mein apni tareef kerne se kasir hota he.

                I adopt the same policy with Molana's. Jub un se behas hoti he to mein un ko un ki line se hatta ker apni line pe le aata hoon aur phir.... 372-haha372-haha
                :thmbup:

                Comment


                • #38
                  Re: Kuch log

                  Originally posted by munda_sialkoty View Post
                  Its soo easy, mein baat ko change ker deta hoon, aur baaton ko change kerne ki policy mein laga rehta hoon, aur koi na koi jagah aisi aati he ke wo banda us line mein apni tareef kerne se kasir hota he.

                  I adopt the same policy with Molana's. Jub un se behas hoti he to mein un ko un ki line se hatta ker apni line pe le aata hoon aur phir.... 372-haha372-haha
                  yeh policy to students viva k doran use kurte hein...372-haha372-haha

                  Comment


                  • #39
                    Re: Kuch log

                    Originally posted by MSA View Post
                    yeh policy to students viva k doran use kurte hein...372-haha372-haha
                    Yani tu bhi meri policiyaan adopt kerta hua dikh raha he, bohat achay :khi:
                    :thmbup:

                    Comment


                    • #40
                      Re: Kuch log

                      Originally posted by munda_sialkoty View Post
                      Yani tu bhi meri policiyaan adopt kerta hua dikh raha he, bohat achay :khi:
                      aaho ustad...u ki policiyan itni famous he:khi:
                      ab to obama bhi u ki policiyan contract pe lene aaye ga:khi::khi:

                      Comment


                      • #41
                        Re: Kuch log

                        Originally posted by MSA View Post
                        aaho ustad...u ki policiyan itni famous he:khi:
                        ab to obama bhi u ki policiyan contract pe lene aaye ga:khi::khi:
                        yaar ager wo aaya to mein usay anti-american policies introduce kerwaon ga :kr:
                        :thmbup:

                        Comment


                        • #42
                          Re: Kuch log

                          Originally posted by munda_sialkoty View Post
                          yaar ager wo aaya to mein usay anti-american policies introduce kerwaon ga :kr:
                          phir to wo yahi ka ho k reh jay....phir us ko jote kaise pare gaein372-haha

                          Comment


                          • #43
                            Re: Kuch log

                            Originally posted by Xenja View Post
                            Salamz!!

                            Kya Aap key bhi ird gird kuch aesey log heiN jo bohot diff. kisam key hotey heiN. thorey modest nahi hotey heiN ... her waqt "mey" ka seegha isteymaal kertey heiN. her waqt sirf apni baatoN ko importance detey heiN.... bohot hi kam doosroN ki suntey hein...sun bhi leiN tau aik dam sey reject ker detey heiN un ki baat ya opinion. Show kertey heiN key we care magar asal mey koi care nahi kertey heiN...

                            Aap ko aeysey log kaisey lagtey heiN? Mujhey bas aeyseys logoN pey thora sa ghussa ata hai
                            OMG kia bat karde xenja aaysay logon ko bhugat bhugat k pareshan hoon
                            ajeb type k sakht na pasand hai aysay log
                            aysay logon sya jan bachanay ka koi tareeqa bataoo plzzzzzzzzzzz aur duanin loo par tareeqa acha sa hona chahiya

                            Comment


                            • #44
                              Re: Kuch log

                              Originally posted by saraah View Post
                              :embarasse...........PEGHAM SE RUKHSATI KA TOU ME WAQAI SOCH RAHI HOON AABI BHAI..........AAP KO KESAY PATA CHALA..........372-scare...
                              LAKIN YEH RUKHSATI MUJE HANSI KHUSHI QABOOL HAI............:dance2:
                              kahbardar jo pegham se rukhsati ka soucha bhi to HAN albata asal wali rukhsati ki option barqarar hy magar pegham se rukhsati
                              ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                              Comment


                              • #45
                                Re: Kuch log

                                Originally posted by MSA View Post
                                phir to wo yahi ka ho k reh jay....phir us ko jote kaise pare gaein372-haha

                                Yaar mein "otherwise" soochta hoon :khi:
                                :thmbup:

                                Comment

                                Working...
                                X