Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

...payaar...

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • ...payaar...

    ASSLAMOALIKUM
    YEH ME AAP KO KOI GANA NAE SUNA RAHI........:na:
    AAP ZRA AANKHEN BUND KIJIYE.....372-shed....ARE NAE NAE...AB MOUT KO YAAD NAE KRNA .............AB ALLAH KO YAAD KRNA HAI........:eye:....
    AAP KO KAB KAB ALLAH PE "PAYAAR "...AAYA......HAAN HAAN ASKTA HAI.........:D:...TOU KOI ESA U`LOOHI LAMHA /LAMHAAT SHARE KIJIYE NA...........:rose
    Last edited by saraah; 9 January 2009, 13:24.
    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

  • #2
    Re: Payaar Aaya ,payaar Aaya....

    wasalam.. khush raho...:rose

    me ko Roz hi apne Rub per pyaara aata hai... huamri life mein kai aise moments hai or kai aise log hai jin ko dekh ker hum Allah ki nemato'n ka dil se iqrar karte hain or be'ikhtyaar yeh aayat zubaan per aati hai ke "tum apne rub ki kaun kaun si nemato'n ko thuraoge.."... or waqai jis Qism ki life Allah ne hume ata ki hai.. jis tarah ke log humare ird gird hai.. humare family members... humare dost... MashAllah.. subhi subhi aise hain ke Allah per pyaar aata hai ke us ne hume woh sub kuch diya jo ek behtreen zindagi jeene ke liye zaroori tha or hai... Allahmdullilah
    so no doubt sarah me ko apne Rub per Us ki nemato'n per Us ki bakhshisho'n per Us ki rehmato'n per.. sub per baar baar pyaar aata hai...

    Comment

    • #3
      Re: Payaar Aaya ,payaar Aaya....

      Originally posted by saraah View Post
      YEH ME AAPKO KOI GANA NAE SUNA RAHI..........
      HAAN TOU .....ASSLAMOALIKUM.......:salam:

      AAP ZRA AANKHEN BUND KIJIYE.....372-shed....ARE NAE NAE...AB MOUT KO YAAD NAE KRNA .............AB ALLAH KO YAAD KRNA HAI........:eye:....
      AUR MUJE BATANA AHI...K AAP KO KABHI ALLAH PE "PAYAAR "...AAYA......HAAN HAAN ASKTA HAI.........:D:...TOU KOI ESA ALOOHI LAMHA SHARE KIJIYE NA...........:rose

      AUR AGAR NAE AAYA......TOU ...........

      I can't express ke kia feel hota he
      :thmbup:

      Comment

      • #4
        Re: Payaar Aaya ,payaar Aaya....

        bohat har lamhe.............:)
        bohat dafa doosre mazahib ki kuch ajeeb si baten dekhti hon to tab behad Allah ka shukar ada karti hon k Allah ne mujhe muslim bnaya.

        Comment

        • #5
          Re: Payaar Aaya ,payaar Aaya....

          Originally posted by saraah View Post
          YEH ME AAPKO KOI GANA NAE SUNA RAHI..........
          HAAN TOU .....ASSLAMOALIKUM.......:salam:

          AAP ZRA AANKHEN BUND KIJIYE.....372-shed....ARE NAE NAE...AB MOUT KO YAAD NAE KRNA .............AB ALLAH KO YAAD KRNA HAI........:eye:....
          AUR MUJE BATANA AHI...K AAP KO KABHI ALLAH PE "PAYAAR "...AAYA......HAAN HAAN ASKTA HAI.........:D:...TOU KOI ESA U`LOOHI LAMHA SHARE KIJIYE NA...........:rose

          AUR AGAR NAE AAYA......TOU ...........
          waalaykum salam ..acha hua aap nay asa thread laga dia werna main to khud say thread laga ker aaj hi paish aanay waalay waakay ko batanay laga tha...
          aaaj bazar jana hua...aik tang c jaga per gaari park kernay laga...do telephone poles say guzar kay aagay chohta sa khaali plot tha...waha ka iraada tha...do poles kay dermiaan say bus gaari mushkil hi say guzarni thi......baykhyaali main dayan hath bahir hi reh gaya...aor jab poles kay kareeb speed breaker per puhancha to jagah tang honay ki wajah say ...right hand pole aor gaari kay beech phans gaya....aor asa phansa kay ..gaari speed breaker kay ooper ...aor haath phansa hua....pehlay gear main gaari ko agay thora sa kia lakin haath mrh tur gaya..aor wo cheekhainn nikli kay Al..amaan.....meraya saamnay say log guzartay rahay per kissi nay dihaan tak nahi diaa..aor pooray das minute main iss khail main phansa raha......himmat ker kay reverse laganay ki koshissh ki to gaari speed breaker ki hight ki wajah say dobara aagaye jaaye ...ufff.....mujay asa laga shyad aj baazo kut jaaye ga......phr hand break khainch ker aik jaandar sa reverse lagaya to mera baazooo...iss takeel say nijaat hasil ker paya....mujay baarish main bhi paseenay aa gaye.....itni baar us wakat ka soch raha hoon..kay kai logo nay uss rushy place per daikha ...lakin ignore ker kay chalay gaye..Allah himmat na dayta to ....pata nahi....thanks to my lovely Allah jee:phool:

          Comment

          • #6
            Re: Payaar Aaya ,payaar Aaya....

            Originally posted by rATSS View Post

            :tasali:

            jidher koi kisi ki help nahi kurta waha app ka ALlah app ki help kurta he....:tasali:

            Comment

            • #7
              Re: Payaar Aaya ,payaar Aaya....

              Originally posted by MSA View Post
              :tasali:

              jidher koi kisi ki help nahi kurta waha app ka ALlah app ki help kurta he....:tasali:
              sachii baat ha...bayshak

              Comment

              • #8
                Re: Payaar Aaya ,payaar Aaya....

                no comments

                Comment

                • #9
                  Re: Payaar Aaya ,payaar Aaya....

                  ab maiN kia kahuuN ji? sab to kahaa jaa chukaa hai :(

                  Fall view from inside my car
                  near my work place :)

                  Comment

                  • #10
                    Re: Payaar Aaya ,payaar Aaya....

                    Walikumsalam

                    But saraah i really can't express tht feelings...:)
                    Khush raho :rose

                    Comment

                    • #11
                      Re: Payaar Aaya ,payaar Aaya....

                      Originally posted by ummid View Post
                      wasalam.. khush raho...:rose

                      me ko Roz hi apne Rub per pyaara aata hai... huamri life mein kai aise moments hai or kai aise log hai jin ko dekh ker hum Allah ki nemato'n ka dil se iqrar karte hain or be'ikhtyaar yeh aayat zubaan per aati hai ke "tum apne rub ki kaun kaun si nemato'n ko thuraoge.."... or waqai jis Qism ki life Allah ne hume ata ki hai.. jis tarah ke log humare ird gird hai.. humare family members... humare dost... MashAllah.. subhi subhi aise hain ke Allah per pyaar aata hai ke us ne hume woh sub kuch diya jo ek behtreen zindagi jeene ke liye zaroori tha or hai... Allahmdullilah
                      so no doubt sarah me ko apne Rub per Us ki nemato'n per Us ki bakhshisho'n per Us ki rehmato'n per.. sub per baar baar pyaar aata hai...
                      MASHALLAH UMMID JI BOHAT KHUSHI HUI AAP K BARAY JAN KR....K AAP KA RABB SE NATA HAI........:)....SubhanAllhaa:

                      Originally posted by munda_sialkoty View Post
                      I can't express ke kia feel hota he

                      Originally posted by senorita View Post
                      bohat har lamhe.............:)
                      bohat dafa doosre mazahib ki kuch ajeeb si baten dekhti hon to tab behad Allah ka shukar ada karti hon k Allah ne mujhe muslim bnaya.
                      :)....:rose

                      Originally posted by rATSS View Post
                      waalaykum salam ..acha hua aap nay asa thread laga dia werna main to khud say thread laga ker aaj hi paish aanay waalay waakay ko batanay laga tha...
                      aaaj bazar jana hua...aik tang c jaga per gaari park kernay laga...do telephone poles say guzar kay aagay chohta sa khaali plot tha...waha ka iraada tha...do poles kay dermiaan say bus gaari mushkil hi say guzarni thi......baykhyaali main dayan hath bahir hi reh gaya...aor jab poles kay kareeb speed breaker per puhancha to jagah tang honay ki wajah say ...right hand pole aor gaari kay beech phans gaya....aor asa phansa kay ..gaari speed breaker kay ooper ...aor haath phansa hua....pehlay gear main gaari ko agay thora sa kia lakin haath mrh tur gaya..aor wo cheekhainn nikli kay Al..amaan.....meraya saamnay say log guzartay rahay per kissi nay dihaan tak nahi diaa..aor pooray das minute main iss khail main phansa raha......himmat ker kay reverse laganay ki koshissh ki to gaari speed breaker ki hight ki wajah say dobara aagaye jaaye ...ufff.....mujay asa laga shyad aj baazo kut jaaye ga......phr hand break khainch ker aik jaandar sa reverse lagaya to mera baazooo...iss takeel say nijaat hasil ker paya....mujay baarish main bhi paseenay aa gaye.....itni baar us wakat ka soch raha hoon..kay kai logo nay uss rushy place per daikha ...lakin ignore ker kay chalay gaye..Allah himmat na dayta to ....pata nahi....thanks to my lovely Allah jee:phool:
                      :)........ratzz...ab bazoo kme takleef tou nae na.......:embarasse

                      Originally posted by BUS U HE View Post
                      no comments
                      .aur tou barri mohabbaton ak pata hota hai tumaain italy......

                      Originally posted by SherAli View Post
                      ab maiN kia kahuuN ji? sab to kahaa jaa chukaa hai :(

                      Originally posted by *khushi* View Post
                      Walikumsalam

                      But saraah i really can't express tht feelings...:)
                      Khush raho :rose
                      372-shed
                      شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                      Comment

                      • #12
                        Re: Payaar Aaya ,payaar Aaya....

                        Originally posted by saraah View Post
                        ASSLAMOALIKUM
                        YEH ME AAP KO KOI GANA NAE SUNA RAHI........:na:
                        AAP ZRA AANKHEN BUND KIJIYE.....372-shed....ARE NAE NAE...AB MOUT KO YAAD NAE KRNA .............AB ALLAH KO YAAD KRNA HAI........:eye:....
                        AAP KO KAB KAB ALLAH PE "PAYAAR "...AAYA......HAAN HAAN ASKTA HAI.........:D:...TOU KOI ESA U`LOOHI LAMHA /LAMHAAT SHARE KIJIYE NA...........:rose
                        jo log allah se pyar karte hain vo kamiyab log hotay hain...... agar allah per pyar aa jai tu yeh allah ka ahsaan hai banday per........
                        :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

                        Comment

                        • #13
                          Re: Payaar Aaya ,payaar Aaya....

                          Allah pay payar....pucho kab kab nahi aya...or is baat ke izhar ke liye to ilfaz hi cohty par jaye balky ilfaz hi nahi mil paty...
                          sigpic

                          Comment

                          • #14
                            Re: Payaar Aaya ,payaar Aaya....

                            Originally posted by rehman View Post
                            jo log allah se pyar karte hain vo kamiyab log hotay hain...... agar allah per pyar aa jai tu yeh allah ka ahsaan hai banday per........
                            BESHAK

                            Originally posted by soni kudi View Post
                            Allah pay payar....pucho kab kab nahi aya...or is baat ke izhar ke liye to ilfaz hi cohty par jaye balky ilfaz hi nahi mil paty...
                            CHALO BATAO KAB KAB NAE AAYA.....:D:
                            GOOD....:rose
                            شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                            Comment

                            • #15
                              Re: Payaar Aaya ,payaar Aaya....

                              hamesha

                              Comment

                              Working...
                              X