Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

:)

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: :)

    Originally posted by aabi2cool View Post
    main fazool sawaloon k jawab naheen diya karta
    thori dair bad tapak parain gay apnay fazool jawaab kay sath 372-haha
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

    Comment

    • #17
      Re: :)

      Originally posted by aabi2cool View Post
      main kisi ko bhi kaheen janay ko naheen kaha faqat dono ki zehni halat ki nishandahi ke hay :wk

      Comment

      • #18
        Re: :)

        Originally posted by Xenja View Post
        Salam 372-shock

        Agar kabhi aap key friends ka haal chaal poochna bhool jayeiN? tau aap kya kertey heiN?? Aur wo bhi aeysi situations mey jab aap ko un ki zaroorat ho. Sirf itna hi key, you know just ehssass key wo aap key sath heiN, leykin kabhi kabhi aeysa nahi na hota....
        kyun aeysa hota hai? kyun aap key friends aap ko bhool jatey heiN, your good friends jin ka aap her sec. khayal rakhtey ho....Kyun
        Wa salaam Zinia

        Nahin behna, achhey dost kabhi kisi ko faramosh nahin kartey. Zindagi rukh badal jati hai, halaat talk ho jatey hain, faasley barh jatey hain, qurbatein khatam ho jati hain magar achhey dost aik doosrey ko bhool nahin paatey...... Khamoshi is baat ka indiyah nahin keh doosti mein doori ya faraq aa geya hai - khamoshi us waqt tari hoti hai jab kehney ko kuchh na ho :)
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment

        • #19
          Re: :)

          Originally posted by Masood View Post

          • #20
            Re: :)

            Beti ham logon ney jazbaat ko maar diya hai, aur jo samney hota hai us ko mantey hain :) Jazbaat ka andaza us waqt hota hai jab kisi key dil mein jhank ker dekha jaey keh uska dil kya kah raha hai. Magar ham insaan hain, aur insaan dil ki dharkan mehsoos nahin kar sakta keh uskey dil mein kaun kis muqaam per hai...
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment

            • #21
              Re: :)

              Originally posted by munda_sialkoty View Post
              W/Salam
              To me, doost jub dil chahein jis waqt dil chahay apnay doost ke derwazay pe dastak de saktay hein, sooye huay ko utha saktay hein, expect ker saktay hein, apni manwaa saktay hein, jatta saktay hein, aur wo sub kuch ker saktay hein jo dooston ka haq hota he. Jo doosti mein sust he, usay doost honay ka koi haq nahi :fuming::fuming:
              Yes u r right:thmbup:

              Laikin aakhri line k baray main itna kahoon ga k kabhi kabhi Insan se ghalti ho jati hain kuch log laparwah se hotay hain . aur kuch logon ko khabar nahien ho pati aur kuch apni kuch masroofiyat ki wajha se nahien ker patay tu aisay main Insan ko thora c jagha deni chahiey apne dost ko ... Haan agar koi jaan boojh ker aap ko ignor kerta hai tu phir tu wo aap ka dost na hoowa
              Last edited by sccorpion81; 19 December 2008, 07:55.
              sigpic

              Comment

              • #22
                Re: :)

                Originally posted by Xenja View Post
                Salam 372-shock

                Agar kabhi aap key friends ka haal chaal poochna bhool jayeiN? tau aap kya kertey heiN?? Aur wo bhi aeysi situations mey jab aap ko un ki zaroorat ho. Sirf itna hi key, you know just ehssass key wo aap key sath heiN, leykin kabhi kabhi aeysa nahi na hota....
                kyun aeysa hota hai? kyun aap key friends aap ko bhool jatey heiN, your good friends jin ka aap her sec. khayal rakhtey ho....Kyun
                aisa aksar hota hai lakin agar baaton baaton mein iss ko poora kiya jasakta hai................... mujhe zaati tor per bari baat nahi lagti...............
                :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

                Comment

                • #23
                  Re: :)

                  Originally posted by Xenja View Post
                  Salam 372-shock

                  Agar kabhi aap key friends ka haal chaal poochna bhool jayeiN? tau aap kya kertey heiN?? Aur wo bhi aeysi situations mey jab aap ko un ki zaroorat ho. Sirf itna hi key, you know just ehssass key wo aap key sath heiN, leykin kabhi kabhi aeysa nahi na hota....
                  kyun aeysa hota hai? kyun aap key friends aap ko bhool jatey heiN, your good friends jin ka aap her sec. khayal rakhtey ho....Kyun
                  waslaam...........372-shock.........:khi:
                  xenya baat hai apni "me'.....ko maarnay ki.......aapki "me"...apko torr deti hai.....bazaahir aap bohat mazboot lagtay hain.....
                  anaa ki baat me ne iss liye ki....agar mere dost muje bhoolnay ki galati kr lain.....tou me dosti ka roab jamatay hue.....poori poori khabar leti hoon.....lakinnn...me iss qabil kesay hoon..kiyon k .apni anaa ko aarray laye bina me palat k sawaal kr leti hoon...k esa kiyon hua.....bt obviously yeh wahan hota hai...jahan aap ko maan ho....jahan maan nae hoga.. ..wahan dosti nae hogi...hai na.......:):)
                  شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                  Comment

                  • #24
                    Re: :)

                    Originally posted by sccorpion81 View Post
                    k kabhi kabhi Insan se ghalti ho jati hain kuch log laparwah se hotay hain . aur kuch logon ko khabar nahien ho pati aur kuch apni kuch masroofiyat ki wajha se nahien ker patay tu aisay main Insan ko thora c jagha deni chahiey apne dost ko ... Haan agar koi jaan boojh ker aap ko ignor kerta hai tu phir tu wo aap ka dost na hoowa
                    hmmm......jaghaa waqai deni chahiye...kiyon k badgumani...na ehoni chahiye bilkul...aakhri lamhay tak achaa gumaan rakhaiye.....

                    baqi masroofiat ki jo baat hai....agar koi cheez aapki priorities me hai...tou masroofiat b aarray na eaasktai.....lakin beharhaal.....yeh waqt ab bohat masroofiat ka chal raha hai......so......:)
                    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                    Comment

                    • #25
                      Re: :)

                      Originally posted by sccorpion81 View Post
                      Yes u r right:thmbup:
                      aamir ka saath de rahe ho na me ko chor ker... :(
                      chal dil mere........ log lotere....

                      Comment

                      • #26
                        Re: :)

                        Originally posted by ummid View Post
                        aamir ka saath de rahe ho na me ko chor ker... :(
                        chal dil mere........ log lotere....
                        :tasali: w0 bhi tu mera phepra hai na
                        sigpic

                        Comment

                        • #27
                          Re: :)

                          me apni doston ko nahi bhoolti..wo mujhe bhool jaen masrufeyat ki waja se lekin me kuch time k baad aik din jab bohat yaad ati hen to sab ko fone karti hon ...khari khari suna kar haal chaal poochti hon..:D:

                          Comment

                          • #28
                            Re: :)

                            Originally posted by ummid View Post
                            :rose
                            :)
                            Originally posted by munda_sialkoty View Post
                            W/Salam

                            waise xenia mein yeh sooch ker heeran ho raha hoon ke tum bhi aisi sooch sooch sakti ho ke doost important hotay hein aur ager wo aap ko importance na dein to aap hurt ho saktay ho frankly saying mein ne tumhein aur Aanchal aur is categories mein chand aur larkiyaan aati hein unhein is ehsaas se mustashna samja hua tha, khair comming to the point.To me, doost jub dil chahein jis waqt dil chahay apnay doost ke derwazay pe dastak de saktay hein, sooye huay ko utha saktay hein, expect ker saktay hein, apni manwaa saktay hein, jatta saktay hein, aur wo sub kuch ker saktay hein jo dooston ka haq hota he. Jo doosti mein sust he, usay doost honay ka koi haq nahi :fuming::fuming:
                            ghalti sey merey pass bhi aik dil naam ki cheez hoti hai :P

                            haan na 372-shock

                            Aap aeysey logoN ko dosti ..ya dost ban ker rehna seykha diya kareiN :-)
                            Originally posted by Aanchal View Post
                            hoo sakta hai wo us waqat kisi or kaam main busy houn :D:......agar doost hain to haal zaror pouchian gay dair say hi sahi :D:
                            agar ham itni gehraai main ja kay batian suchnay lagay to pher zindagi agay kesay barhay gee :embarasse
                            haan shayad :-)

                            Originally posted by aabi2cool View Post
                            main fazool sawaloon k jawab naheen diya karta
                            acha kertey heiN
                            Originally posted by Masood View Post
                            Wa salaam Zinia

                            Nahin behna, achhey dost kabhi kisi ko faramosh nahin kartey. Zindagi rukh badal jati hai, halaat talk ho jatey hain, faasley barh jatey hain, qurbatein khatam ho jati hain magar achhey dost aik doosrey ko bhool nahin paatey...... Khamoshi is baat ka indiyah nahin keh doosti mein doori ya faraq aa geya hai - khamoshi us waqt tari hoti hai jab kehney ko kuchh na ho :)
                            jee bro. :embarasse
                            Originally posted by rehman View Post
                            aisa aksar hota hai lakin agar baaton baaton mein iss ko poora kiya jasakta hai................... mujhe zaati tor per bari baat nahi lagti...............
                            ho sakta hai
                            Originally posted by saraah View Post
                            waslaam...........372-shock.........:khi:
                            xenya baat hai apni "me'.....ko maarnay ki.......aapki "me"...apko torr deti hai.....bazaahir aap bohat mazboot lagtay hain.....
                            anaa ki baat me ne iss liye ki....agar mere dost muje bhoolnay ki galati kr lain.....tou me dosti ka roab jamatay hue.....poori poori khabar leti hoon.....lakinnn...me iss qabil kesay hoon..kiyon k .apni anaa ko aarray laye bina me palat k sawaal kr leti hoon...k esa kiyon hua.....bt obviously yeh wahan hota hai...jahan aap ko maan ho....jahan maan nae hoga.. ..wahan dosti nae hogi...hai na.......:):)
                            "me" ki baat nahi hai sarah!! phir kabhi bataouN gi :rose
                            waisey hi bas kabhi kabhi ham bohot hi ziada hassass ho jatey heiN
                            Originally posted by senorita View Post
                            me apni doston ko nahi bhoolti..wo mujhe bhool jaen masrufeyat ki waja se lekin me kuch time k baad aik din jab bohat yaad ati hen to sab ko fone karti hon ...khari khari suna kar haal chaal poochti hon..:D:
                            fit kerti ho :rose
                            " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                            Comment

                            • #29
                              Re: :)

                              Originally posted by Xenja View Post
                              :)

                              "me" ki baat nahi hai sarah!! phir kabhi bataouN gi :rose
                              waisey hi bas kabhi kabhi ham bohot hi ziada hassass ho jatey heiN

                              sure...........hum muntazir rahain ge.........teddy
                              شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                              Comment

                              Working...
                              X