kuch Ayats and Ahadees regardin Zikr
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
A beautiful Reminder
Collapse
X
-
Re: A beautiful Reminder
jazaak Allaho Khair...yaqeenan tilaawat e Qur'aan aur azkaar ibaadat kaa ham juzv haiN...magar...in sab cheezoN ke saath Huqooq-ul-'ebaad ko hargiz na bhooleN aur behtar se behtar logoN se pesh aayeN, unkaa Haq adaa kareN, unkii dil-aazaarii na kereN aur unkii madad "daame, dirame, suKhane" kareN...Allah ham sab ko hidaayat de...aameen :dua
Fall view from inside my car
near my work place :)
-
Re: A beautiful Reminder
:jazak:4 a beautiful reminder:)
or:alhamd:me daily tialawt-e-quran-e-pak karti hon or ye wali tasbeeh bhi sone se pehle parhti hon.is ko parh kar sone se wakai subho insan bohat fresh uthata he.
is k elawa surat wakia....fikar-o-fake se bachati he.
surat mulk.....qabar k azaab se bacaey gi inshAllah
surat muzamil....roz parhne wale ko khwab me piyare nabi ki zeyarat ki khush khbari he.
me ye sab parhti hon..dua karna Allah qabool farmaey.ameen
Comment
-
Re: A beautiful Reminder
Originally posted by senorita View Post:jazak:4 a beautiful reminder:)

me ye sab parhti hon..dua karna Allah qabool farmaey.ameen:thmbup:
Comment
-
Re: A beautiful Reminder
Originally posted by Xenja View Postkuch Ayats and Ahadees regardin Zikr
Buhat Heeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeee Khoobsoorat baat aap nay share ki
JazakAllah Kher!
Be-Shak ...Quraan ki tilawat ...Tajwed k sath yaani Khoobsoorti aur
ehtemaam k sath, Prhnay se RooH ko sakoon,,aur zehan ko tarawat milti hai ...!
Zikr-Allah k liyay Koi time koi faraghat ki zaroorat nahi .:alhamd:..
:) hum chaltay phirtay ...STOP per buss ka intezar kartay howay ..
Signal per wait kartay howay Car mein ...Khana Banatay howay ...
Kisi ka intezar kartay howay................Kapray Iron kartay howay ..
kahin b ..Zikr Allah kar saktay hein ....:SubhanAllhaa:
Zuban Ko Zikr Allah Se Tarr rakhna ...Sunnat se Wazia hai ..
:SubhanAllhaa:aur :alhamd:2 aisay kalamat hain
Jo aik second mein do baar kahay ja saktay hein ...aur yeh kalamat k
liyay ...Hadith-e Nabvi SAW mein hai k ...yeh Kalmay Zuban per halkay .
magar MEEZAN ( BALANCE) per bhari hain
:) ...
Allah Taalah hum sab ko Allah k Zikr ki Tufeeq de ameen sum ameen
Comment
-
Re: A beautiful Reminder
Originally posted by senorita View Post:jazak:4 a beautiful reminder:)
or:alhamd:me daily tialawt-e-quran-e-pak karti hon or ye wali tasbeeh bhi sone se pehle parhti hon.is ko parh kar sone se wakai subho insan bohat fresh uthata he.
is k elawa surat wakia....fikar-o-fake se bachati he.
surat mulk.....qabar k azaab se bacaey gi inshAllah
surat muzamil....roz parhne wale ko khwab me piyare nabi ki zeyarat ki khush khbari he.
me ye sab parhti hon..dua karna Allah qabool farmaey.ameen
:rose
Comment
-
Re: A beautiful Reminder
Originally posted by Gul View PostWalekum salam Xenja >!
Buhat Heeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeee Khoobsoorat baat aap nay share ki
JazakAllah Kher!
Be-Shak ...Quraan ki tilawat ...Tajwed k sath yaani Khoobsoorti aur
ehtemaam k sath, Prhnay se RooH ko sakoon,,aur zehan ko tarawat milti hai ...!
Zikr-Allah k liyay Koi time koi faraghat ki zaroorat nahi .:alhamd:..
:) hum chaltay phirtay ...STOP per buss ka intezar kartay howay ..
Signal per wait kartay howay Car mein ...Khana Banatay howay ...
Kisi ka intezar kartay howay................Kapray Iron kartay howay ..
kahin b ..Zikr Allah kar saktay hein ....:SubhanAllhaa:
Zuban Ko Zikr Allah Se Tarr rakhna ...Sunnat se Wazia hai ..
:SubhanAllhaa:aur :alhamd:2 aisay kalamat hain
Jo aik second mein do baar kahay ja saktay hein ...aur yeh kalamat k
liyay ...Hadith-e Nabvi SAW mein hai k ...yeh Kalmay Zuban per halkay .
magar MEEZAN ( BALANCE) per bhari hain
:) ...
Allah Taalah hum sab ko Allah k Zikr ki Tufeeq de ameen sum ameen
aap larkiyaan waqee hum larkon se 100000000 baar achi ho :embarasse:thmbup:

:jazak:
Comment
-
Re: A beautiful Reminder
Originally posted by xenja View Postsalam!!
Akser Hamara Eeman Ka level Uper Neechey Hota Rehta Hai, Kabhi Stable Bhi Hota Hai. Mey Ney Aik Cheez Mehsoos Ki Hai Key Ham Ney Apni Roz-marrah Zindagi Sey Do Bohot Imp. Cheezein Side Pey Rakh Di Hainsakoon Aa Jata Hai Zindagi Mey, Kaamon Mey, Sochon Mey Aur Dil Mey
Aap Kaisi Bhi Situation Mey Hon, Kaheen Bhi Hon, Quran Reading Aur Zikr Mey Kabhi Break Mat Aaney Dein As Ye Wo Do Cheezein Jo Hamarey Eeman Level Ko Stable Rakhti Hein....
kuch Ayats And Ahadees Regardin Zikrشاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا
Comment
Comment