Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Smile & Tears

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Smile & Tears

    AOA,
    dosto hamare ird gird hamari ek community hoti hai, or different occassions pe un k different reactions bhi hota hai like keh kabhi khushi mian muskarate hain or gham main tears ya or tareeka se gham ka izhar kerta hain, to issi baat ko dekhta hua aap ne batana yahan yeh hai keh normally aap keh ird gird jo log ya relations wale log hain relatives, friends and etc to woh in different situations main kaise muskarate ya rote hain or aap ka view point kya hai keh insan ko kaise react kerna chahia?

  • #2
    Re: Smile & Tears

    waah, bahooot Khoob...achchhaa thread hai...

    maiN jo bataa rahaa huN vo solah aane sach hai:

    mere chachaa jaan police meN SSP the to achaanak unkii DaakuuoN se muD bheR ho gaii aur ek nek, iimanadaar, namaazii, rozadaar, musalmaan officer jaaN baHaq ho gaye...kaii mahine guzar gaye to ek roz merii door kii chachii lagtii haiN vo yeh saaniHa sun kar ta'ziiyat ke liye aayiiN...ghar par us waqt amiN aur merii hamsheera thiiN..aao dekhaa na taao ghar emN ghuste hii dahaaReN maar maar ke rone lagiiN...ham log parishaan ho gaye k kia masalah ho gayaa in moHtaramah ke saath...aur ham log bhaage unkii taraf to unhoN ne ham donoN ko seene se lagaa kar zor zor ronaa shuruu kiyaa aur mere chachaa jaan kaa naam le le kar kaaran karne lagiiN...Khair ham log bhii thoRaa jazbaat emN aa ke rone se lage...jab Khaamoshii huii to yeh dekho do minute bhi nahiIn lage the k aise haNsne bolne lagiiN k jaise kabhii saaloN se yeh roii na hoN...phir merii sister se poochaa k yeh rupaTTaa kahaN se liyaa? hahaha

    aksar hotaa hai k door ke rishtedaar gaaoN meN pahle yeh samjhaa karte the k jitnii zor se royenge utnii ziyaada marHoom se moHabbat kaa izhaar hogaa...yeh bhi ajeeb falsafa thaa...Kahir...:)

    Fall view from inside my car
    near my work place :)

    Comment

    • #3
      Re: Smile & Tears

      Originally posted by musaddaq View Post

      ws
      kuch log tou har waqt ronay rotay rehtay hain.....kuch khushi me har kisis k saath esa behave krtay hain k un se expect hi nae hum kr paa rahay hotay..matlab khushi unke ang ang se phoot rahi hoti hai.....kuch gussay me khamosh hojatay hain....body language se bohat pata chlta hai...kuch logo ka andaaz gussay me tanzia hojata hai...kuch log apni aankhon se ayaan hotay hain....aankhen bujh jati hain...ya lou dene lagti hain.....

      kesay re act krna chahiye....hmm....it depends....aap har situation ko apnay mutabiq nae dhaal sktay....emotion ka flow zaroori nae aap mi marzi k mutabiq ho....agar aap smjhtay hain k aap ka reaction kisi doosray ki dil aazari ka bayas ban sakta hai...tou aap ko khud pe control krna seekhn achahiye...
      شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

      Comment

      • #4
        Re: Smile & Tears

        Originally posted by SherAli View Post

        bilkul sahi kaha hai tum ne, jo ladies ya log aise drama wala react kerta hian woh sirf ek dikhawa hota hia, iss saal feb main mera ek dost hai uc keh bada bhai pak navy main captain tha or un ka road accident mian death ho gayi, mera frnd ka ghar romote area bahawalnager mian hai to jab hum wahan gaya to akser ladies jab wahan ponhachti to bahir tak hans rahi hoti or jaise he ghar mian enter hotin oonchi oonchi rone lagti or mera dost ki ammi jin ko hum badi mushkil se medicines de keh normal ker raha tha phir se ussi halet mian aa jati, or jab janaza ho gaya or woh log jane laga to hum bahir street mian khara tha to ek 3-4 old age ladies guzrin or batain ker rahi thin keh falan aurat ne sab se acha ban (rona ki acting ki) hum bhi uc ka muqabla nahi ker saka

        Comment

        • #5
          Re: Smile & Tears

          Originally posted by saraah View Post
          ws
          kuch log tou har waqt ronay rotay rehtay hain.....kuch khushi me har kisis k saath esa behave krtay hain k un se expect hi nae hum kr paa rahay hotay..matlab khushi unke ang ang se phoot rahi hoti hai.....kuch gussay me khamosh hojatay hain....body language se bohat pata chlta hai...kuch logo ka andaaz gussay me tanzia hojata hai...kuch log apni aankhon se ayaan hotay hain....aankhen bujh jati hain...ya lou dene lagti hain.....

          kesay re act krna chahiye....hmm....it depends....aap har situation ko apnay mutabiq nae dhaal sktay....emotion ka flow zaroori nae aap mi marzi k mutabiq ho....agar aap smjhtay hain k aap ka reaction kisi doosray ki dil aazari ka bayas ban sakta hai...tou aap ko khud pe control krna seekhn achahiye...
          bohat acha views hain aap keh, or normally yehi hota hai keh insaan jab khush ho bohat zaiada to akser ic baat ko ignore ker deta hai keh ussi wajah se koi doosra uc keh kareeb takleef mian bhi ho sakta hai e.g. keh aap keh friends ki community ek exam deti hai or ek keh number bohat acha aa jayen or kissi ko kaamyaabi na ho saka to humain care kerni chahia uc keh saamne apni excessive khushi ko show kerta hua, aise he jab koi takleef main ho to usse share kerna chahiya bijaye ic keh aap usse or preshan karain

          Comment

          • #6
            Re: Smile & Tears

            Originally posted by musaddaq View Post
            bilkul sahi kaha hai tum ne, jo ladies ya log aise drama wala react kerta hian woh sirf ek dikhawa hota hia, iss saal feb main mera ek dost hai uc keh bada bhai pak navy main captain tha or un ka road accident mian death ho gayi, mera frnd ka ghar romote area bahawalnager mian hai to jab hum wahan gaya to akser ladies jab wahan ponhachti to bahir tak hans rahi hoti or jaise he ghar mian enter hotin oonchi oonchi rone lagti or mera dost ki ammi jin ko hum badi mushkil se medicines de keh normal ker raha tha phir se ussi halet mian aa jati, or jab janaza ho gaya or woh log jane laga to hum bahir street mian khara tha to ek 3-4 old age ladies guzrin or batain ker rahi thin keh falan aurat ne sab se acha ban (rona ki acting ki) hum bhi uc ka muqabla nahi ker saka
            bilkul saHeeH kaha u ne...gharwaaloN kaa Gham kam karne meN aise logoN se baRii mushkil hotii hai...iske bar 'aks bhii log hote haiN...yeh bhii sachchhaa waaqi'a hai...ab kal bataauuNgaa...pahle aur dostoN kaa sun luuN k vo kia kahte haiN :)

            Fall view from inside my car
            near my work place :)

            Comment

            • #7
              Re: Smile & Tears

              Originally posted by SherAli View Post
              bilkul saHeeH kaha u ne...gharwaaloN kaa Gham kam karne meN aise logoN se baRii mushkil hotii hai...iske bar 'aks bhii log hote haiN...yeh bhii sachchhaa waaqi'a hai...ab kal bataauuNgaa...pahle aur dostoN kaa sun luuN k vo kia kahte haiN :)
              ok kal ka w8 kerta hain,lol

              Comment

              • #8
                Re: Smile & Tears

                a sy muskuraty:)
                a sy hasty:khi:
                aur
                a sy roty hain

                Comment

                • #9
                  Re: Smile & Tears

                  Originally posted by SherAli View Post
                  waah, bahooot Khoob...achchhaa thread hai...

                  maiN jo bataa rahaa huN vo solah aane sach hai:

                  mere chachaa jaan police meN SSP the to achaanak unkii DaakuuoN se muD bheR ho gaii aur ek nek, iimanadaar, namaazii, rozadaar, musalmaan officer jaaN baHaq ho gaye...kaii mahine guzar gaye to ek roz merii door kii chachii lagtii haiN vo yeh saaniHa sun kar ta'ziiyat ke liye aayiiN...ghar par us waqt amiN aur merii hamsheera thiiN..aao dekhaa na taao ghar emN ghuste hii dahaaReN maar maar ke rone lagiiN...ham log parishaan ho gaye k kia masalah ho gayaa in moHtaramah ke saath...aur ham log bhaage unkii taraf to unhoN ne ham donoN ko seene se lagaa kar zor zor ronaa shuruu kiyaa aur mere chachaa jaan kaa naam le le kar kaaran karne lagiiN...Khair ham log bhii thoRaa jazbaat emN aa ke rone se lage...jab Khaamoshii huii to yeh dekho do minute bhi nahiIn lage the k aise haNsne bolne lagiiN k jaise kabhii saaloN se yeh roii na hoN...phir merii sister se poochaa k yeh rupaTTaa kahaN se liyaa? hahaha

                  aksar hotaa hai k door ke rishtedaar gaaoN meN pahle yeh samjhaa karte the k jitnii zor se royenge utnii ziyaada marHoom se moHabbat kaa izhaar hogaa...yeh bhi ajeeb falsafa thaa...Kahir...:)
                  :lol :lol :lol

                  Sher Ali tum se hameesha kuch special he sunanay ko milta he, waise aisa mein ne khud bhi hotay dekha he, aur hamaray apnay relatives mein :lol
                  :thmbup:

                  Comment

                  • #10
                    Re: Smile & Tears

                    Originally posted by sky angle View Post
                    a sy muskuraty:)
                    a sy hasty:khi:
                    aur
                    a sy roty hain
                    tumhari taraf se kabhi koi khaber khair ki nahi aayi, minu pata c

                    Comment

                    • #11
                      Re: Smile & Tears

                      Originally posted by munda_sialkoty View Post
                      :lol :lol :lol

                      Sher Ali tum se hameesha kuch special he sunanay ko milta he, waise aisa mein ne khud bhi hotay dekha he, aur hamaray apnay relatives mein :lol
                      yaar yeh sher kahin wahan drama writing mian masters to nahi ker raha372-haha

                      Comment

                      • #12
                        Re: Smile & Tears

                        Originally posted by musaddaq View Post
                        AOA,
                        dosto hamare ird gird hamari ek community hoti hai, or different occassions pe un k different reactions bhi hota hai like keh kabhi khushi mian muskarate hain or gham main tears ya or tareeka se gham ka izhar kerta hain, to issi baat ko dekhta hua aap ne batana yahan yeh hai keh normally aap keh ird gird jo log ya relations wale log hain relatives, friends and etc to woh in different situations main kaise muskarate ya rote hain or aap ka view point kya hai keh insan ko kaise react kerna chahia?
                        At times, different people react in a variety as mentioned by Saraah and Sher Ali.

                        Apni baat karon ga :khi:ke bohat bara saneha ho jaye to bhi mein khamoosh ho ke sochta rehta hoon, dukh mehsoos kerta hoon per shayad wo dukh pani ban ke bahir nahi aa pata :d But I feel very deeply.

                        Khushi mein bhi over react nahi kerta, normal rehta hoon, haan albata apni khushi apni mom se 2, 4 baar baat ker ke share ker leta hoon :bwink:

                        Koi unwanted situation ho jaye, koi loss ho jaye to kuch der ke liye serious ho jata hoon, but I am relatively quick in comming back. kuch der mein normal ho jata hoon aur us cheez ko bhool jata hoon :D:

                        Kafi sari deaths huein, apnay dad aur apnay cousin jo mera doost tha us ki death pe aankhon se paani nahi rook paya:embarasse
                        :thmbup:

                        Comment

                        • #13
                          Re: Smile & Tears

                          Originally posted by musaddaq View Post
                          yaar yeh sher kahin wahan drama writing mian masters to nahi ker raha372-haha
                          yaar is se dunia jahan ki koi cheez bhi pooch lo, bulke jo cheez hui bhi nahi wo bhi pooch lo isay pata hota he. There is nothing under the sun which he don't know something about 372-haha
                          :thmbup:

                          Comment

                          • #14
                            Re: Smile & Tears

                            Originally posted by musaddaq View Post
                            tumhari taraf se kabhi koi khaber khair ki nahi aayi, minu pata c
                            mujy kia news channel samja hai:lpop:

                            Comment

                            • #15
                              Re: Smile & Tears

                              Originally posted by musaddaq View Post
                              AOA,
                              dosto hamare ird gird hamari ek community hoti hai, or different occassions pe un k different reactions bhi hota hai like keh kabhi khushi mian muskarate hain or gham main tears ya or tareeka se gham ka izhar kerta hain, to issi baat ko dekhta hua aap ne batana yahan yeh hai keh normally aap keh ird gird jo log ya relations wale log hain relatives, friends and etc to woh in different situations main kaise muskarate ya rote hain or aap ka view point kya hai keh insan ko kaise react kerna chahia?
                              yaar mera aik dost hai italy mey woh nayi nayi shaadi ker k aya tha aur bohut khush tha kehta tha yaaro shaadi jo hai na jaldi ker laini chahaiye is se insaan bari +ive changing ati hain mujhay he daikh lo main ab kitna khush hoo lakin ooski yeh khushi aik maheenay baad he mand parna shuroo ho gayi aur aik din tou woh zor zor se rona shuroo ho gaya ham ne jab poocha k kya hua tou kehnay laga k mujhay maa bohut yaad a rahi hai maine pak jana hai hum ne kaha abhi tumhain aik maheena he tou hua hai aye hue kehnay laga ab main maa k beghair nhi reh sakta mujhay ooske pass rehna chahiye ooski hidmat karni chahiye :D:
                              lakin hum log samajh gaye k isko maa nahi biwi bohut yaad a rahi hai372-hahaaur ab is se raha nahi ja raha tou maa ka bahana laga diya hai372-haha
                              .................................................. ............................................

                              Comment

                              Working...
                              X