Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Fears

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Sky angel
    replied
    Re: Fears

    Originally posted by musaddaq View Post
    inhi batoon ki wajah se sky pe bula liya gaya hai tumhian:lpop:
    angles to sky par he hoty hain.lol:lpop:

    Leave a comment:


  • BUS U HE
    replied
    Re: Fears

    Originally posted by musaddaq View Post
    :tasali:main ne movie ka naam nahi pocha tha, u me he
    :tasali:main darta nahi hoo,jo hona hai woh tou hona hai phir kahay ka rona hai:Dhum kisi k liye zaroori nhi aur na he koi hamaray liye zaroori hai....... so no fear:D

    Leave a comment:


  • musaddaq
    replied
    Re: Fears

    Originally posted by BUS U HE View Post
    no fears
    :tasali:main ne movie ka naam nahi pocha tha, u me he

    Leave a comment:


  • musaddaq
    replied
    Re: Fears

    Originally posted by sky angle View Post
    sky par hu tabhi to khatarnak kam nai karti u ke tarah372-shock
    inhi batoon ki wajah se sky pe bula liya gaya hai tumhian:lpop:

    Leave a comment:


  • BUS U HE
    replied
    Re: Fears

    Originally posted by musaddaq View Post
    AOA Friends,
    Normally her insaan keh ander kuch fears hote hian and it's very much natural too, to yahan aap sab ne yeh batana hai keh aap keh ander kya fear hain ya kabhi ager koi fear aaye to woh kis kisam ka hota hia
    no fears

    Leave a comment:


  • Sky angel
    replied
    Re: Fears

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    to kia elfi se joor de 372-haha
    aap b start ho gay

    Leave a comment:


  • Mr. Sialkoty
    replied
    Re: Fears

    Originally posted by saraah View Post
    ws
    fears...pehli baat tou yeh k kaafi fears ka taluq aap k eemaan ki sehat se b hota hai....aagr emaan mazboot hai bohat se khdshaat be buniaad saabit hotay hain...jese ek hadees b hai shayd...."jahan eeman hai wahan khadsha nahi...jahan khadsha hai wahan eemaan nahi".....
    yeh tou hogyi islamic point of view se baat....
    social point of view se me yeh kahoon gi...k yeh jo rishtay naatay hotay hain na..jin k saath aap munslik hotay ho...jo aap k sath munslik hotay hain....yeh b aapko kamzor kartay hain....obviously khdsha aapko kamzor hi tou krta hai....lakin esa b tabhi hoga...agar aap k andar ehsaas naam ki koi cheez hai tou...
    baqi psycological fears ..like fobias hotay hain...oonchi jaghon ka khof tou neechi jahgon ka khof....khuli jaghon ka tou band jaghoon ka n blah blah blah...iss me muje lagta hai muje samandar se khoof aata hai....shyd....
    twaday kia kehnay :lpop:

    Leave a comment:


  • Mr. Sialkoty
    replied
    Re: Fears

    Originally posted by sky angle View Post
    :hathora

    me ko insects sy na joren
    to kia elfi se joor de 372-haha

    Leave a comment:


  • Sky angel
    replied
    Re: Fears

    Originally posted by musaddaq View Post
    waise to sky pe ponhchi hui ho or khatarnaak kaam kerta hau jaan jati hai, yeh khuls Tizaad nahi hai kya372-shock
    sky par hu tabhi to khatarnak kam nai karti u ke tarah372-shock

    Leave a comment:


  • Sky angel
    replied
    Re: Fears

    Originally posted by musaddaq View Post
    der ic baat se lagna chahia keh woh acha tareeka se khain:tasali:
    :mm:

    Leave a comment:


  • Sky angel
    replied
    Re: Fears

    Originally posted by musaddaq View Post
    apni species se he derti ho tum, hairaat hai
    :hathora

    me ko insects sy na joren

    Leave a comment:


  • musaddaq
    replied
    Re: Fears

    Originally posted by saraah View Post
    pehli baat me ne ki na...apka emaan......bohat se fears esay duur kr leti hun :alhamd:
    2ndly.....social fears.....uss me kuch tou stretagies apnani parrti hain..aur kuch halaat k dharay pe choorna parrta hai....
    n 3rdly....haan yaad aaya...8 oct k earth quake k baad muje pata chala...me zalzlay se bohat khofzadah hoon...yeh fobia hai jo me ne suffer kiya...i cant express my feelimgs in words...even i dont want to talk abt that....
    i think yeh fears psycological dealing /treatment k sath hi minimize kiye ja sktay hain...yaa phir guzrtay waqt k sath....khud hi hojatay hai...
    MashaAllah, yeh to achi baat hai, or yeh ek mental state hai jiss mian insaan aa jata hia, or he rinsaan ko kissi na kissi incident se fear lagta hai, it's natural

    Leave a comment:


  • saraah
    replied
    Re: Fears

    Originally posted by musaddaq View Post
    bilkul sahi kaha hai aap ne,or types bhi normally aisi he hoti hain, lakin aap ko kiss kisam ka fear hota hai jab kabhi aap pe aisi situation aa jaye to?
    pehli baat me ne ki na...apka emaan......bohat se fears esay duur kr leti hun :alhamd:
    2ndly.....social fears.....uss me kuch tou stretagies apnani parrti hain..aur kuch halaat k dharay pe choorna parrta hai....
    n 3rdly....haan yaad aaya...8 oct k earth quake k baad muje pata chala...me zalzlay se bohat khofzadah hoon...yeh fobia hai jo me ne suffer kiya...i cant express my feelimgs in words...even i dont want to talk abt that....
    i think yeh fears psycological dealing /treatment k sath hi minimize kiye ja sktay hain...yaa phir guzrtay waqt k sath....khud hi hojatay hai...

    Leave a comment:


  • musaddaq
    replied
    Re: Fears

    Originally posted by saraah View Post
    ws
    fears...pehli baat tou yeh k kaafi fears ka taluq aap k eemaan ki sehat se b hota hai....aagr emaan mazboot hai bohat se khdshaat be buniaad saabit hotay hain...jese ek hadees b hai shayd...."jahan eeman hai wahan khadsha nahi...jahan khadsha hai wahan eemaan nahi".....
    yeh tou hogyi islamic point of view se baat....
    social point of view se me yeh kahoon gi...k yeh jo rishtay naatay hotay hain na..jin k saath aap munslik hotay ho...jo aap k sath munslik hotay hain....yeh b aapko kamzor kartay hain....obviously khdsha aapko kamzor hi tou krta hai....lakin esa b tabhi hoga...agar aap k andar ehsaas naam ki koi cheez hai tou...
    baqi psycological fears ..like fobias hotay hain...oonchi jaghon ka khof tou neechi jahgon ka khof....khuli jaghon ka tou band jaghoon ka n blah blah blah...iss me muje lagta hai muje samandar se khoof aata hai....shyd....
    bilkul sahi kaha hai aap ne,or types bhi normally aisi he hoti hain, lakin aap ko kiss kisam ka fear hota hai jab kabhi aap pe aisi situation aa jaye to?

    Leave a comment:


  • saraah
    replied
    Re: Fears

    Originally posted by musaddaq View Post
    AOA Friends,
    Normally her insaan keh ander kuch fears hote hian and it's very much natural too, to yahan aap sab ne yeh batana hai keh aap keh ander kya fear hain ya kabhi ager koi fear aaye to woh kis kisam ka hota hia
    ws
    fears...pehli baat tou yeh k kaafi fears ka taluq aap k eemaan ki sehat se b hota hai....aagr emaan mazboot hai bohat se khdshaat be buniaad saabit hotay hain...jese ek hadees b hai shayd...."jahan eeman hai wahan khadsha nahi...jahan khadsha hai wahan eemaan nahi".....
    yeh tou hogyi islamic point of view se baat....
    social point of view se me yeh kahoon gi...k yeh jo rishtay naatay hotay hain na..jin k saath aap munslik hotay ho...jo aap k sath munslik hotay hain....yeh b aapko kamzor kartay hain....obviously khdsha aapko kamzor hi tou krta hai....lakin esa b tabhi hoga...agar aap k andar ehsaas naam ki koi cheez hai tou...
    baqi psycological fears ..like fobias hotay hain...oonchi jaghon ka khof tou neechi jahgon ka khof....khuli jaghon ka tou band jaghoon ka n blah blah blah...iss me muje lagta hai muje samandar se khoof aata hai....shyd....
    Last edited by saraah; 5 December 2008, 09:21.

    Leave a comment:

Working...
X