Originally posted by musaddaq
View Post
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Fears
Collapse
X
-
Re: Fears
-
Re: Fears
Originally posted by rehman View Postmujhe aksar anjaan khouf rahta hai........... aur kabhi tu bahut hota hai...... iss ki wajah yeh hai k Allah tala mujhe jo ezzat di hai aur martaba diya hai vo meray martabay se ziyada hai tu vo chhan janay ka darr hota hai....... office mein bhi kuch anajana khouf rahta hai..................
Leave a comment:
-
Re: Fears
Originally posted by munda_sialkoty View PostFrankly speaking, mere ander jo fear he wo bohat ajeeb tarah ka he, ke ager Khuda'na'khawasta mujay kuch ho jaye to mere bhaiyoon ke liye dubara se dunia tang na ho jaye. Mein unhein apni jagah well stood dekhna chahta hoon. Inshallah bohat jald he yeh fear khatam ho jaye ga aur wo apni jagah pe sahi settle ho jaein ge
Leave a comment:
-
Re: Fears
Originally posted by munda_sialkoty View Post:lol
yeh fear mere ander bhi hay, bulke mein ub kuch alert rehta hoon is tarah ke areas mein, ub gari se bahir nikaltay mein apna purse aur mobile gari mein he lock ker deta hoon aur kuch paisay apni pocket mein daal leta hoon, kyoon ke aisi soorat'e'haal mein jaan churanay ke liye kuch paas hona bhi to zaroori he:khi:
Leave a comment:
-
Re: Fears
Originally posted by MSA View Postmein jub kisi sunsan jaga se guzar raha hota ho to mujhay yeh khoofh ota he k koi mera Mobile cheene ajay ga...372-haha
Leave a comment:
-
Re: Fears
Originally posted by SherAli View Posttab khone kaa Gham kiuN hotaa, naa-laaiq?
372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha
Leave a comment:
-
Re: Fears
Originally posted by La'hasil View PostHmm Apno'n Ko Kho Denay Ka Dar :)
Leave a comment:
-
-
Re: Fears
Originally posted by *khushi* View PostWalikumsalam
apne apse....
Leave a comment:
-
Re: Fears
Originally posted by sky angle View PostA SY KHATARNAK KAAM HUM NAI KARTY372-scare
Leave a comment:
-
Re: Fears
Originally posted by La'hasil View PostHmm Apno'n Ko Kho Denay Ka Dar :)
maiN to har us cheez se Darta huN jis meN zaraa bhii shirk kaa shaaiba bhii ho...from qabroN par sajda karne se le kar kisii se apne kaam ke liye kahnaa k "plz falaaN kaam karvaa dijiye kiuN k apake sivaa is kama koii nahiiN karva saktaa"...yahaN "aapke sivaa kou aur nahiIn karvaa saktaa jis meN shirk-e-Khafii me ko nazar aataa hai :(
Leave a comment:
Leave a comment: