Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Fears

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Mr. Sialkoty
    replied
    Re: Fears

    Originally posted by Khala@Saleema View Post
    Haye betaa , tum ne to mere dil ka haaaaaaaaal pooch liya....mere ander to fears hi fears hain 372-scare

    jab subah uthti hoon to dar lagta hai koi mujhe make-up kai baghair naa dehk le .............jaab bahir jaati hoon to dar lagta hai......... koi meri Ainak naa dehk le ..............

    jab kisi se baat kerti hoon, to dar lagta hai...............koi mere daant:D naa dehk le.......................

    uffffff allah kiya kerooon............372-scare :dua
    Dara na karo Khala buchi :khi:

    Leave a comment:

  • Mr. Sialkoty
    replied
    Re: Fears

    Originally posted by musaddaq View Post
    UPS means
    Uninterrepted power sully

    Yaar teri supply kharaab ho gai he, ub tu kia karay ga :tasali:

    Leave a comment:

  • AbgeenA
    replied
    Re: Fears

    Originally posted by musaddaq View Post
    UPS means
    Uninterrepted power sully
    haan wohi372-shockab me koi u ki tarah electrition to nahi ho na jo theek theek pata ho372-haha

    Leave a comment:

  • musaddaq
    replied
    Re: Fears

    Originally posted by senorita View Post
    UPS hota he urgent power supply....ab ap ko load sheding ka samna nahi karna parta na to is leay ap is cheez se nawakif hon ge:khi:..ye bara sa charger hota he jo electricity se charge hota rehta he or jab light chali jaey to us se ghar ki lights n fans chalaey jate hen:D:umeed he me apko kuch kuch samjhane me kamyab ho gai hon gi:embarasse
    UPS means
    Uninterrepted power supply
    Last edited by musaddaq; 17 December 2008, 12:11.

    Leave a comment:

  • AbgeenA
    replied
    Re: Fears

    Originally posted by SherAli View Post
    are baba...sab pataa hai me ko...amiN bhii to India meN jaa kar rahtaa huN...dar asl naam kaa farq hai bas...India emN ise "inverters" kahte haiN...hamaare ghar meN inverter bhi hai aur generator bhii...ek dusre kii help karte haiN yeh donoN 372-haha
    han ji wohi:khi:

    Leave a comment:

  • SherAli
    replied
    Re: Fears

    Originally posted by senorita View Post
    UPS hota he urgent power supply....ab ap ko load sheding ka samna nahi karna parta na to is leay ap is cheez se nawakif hon ge:khi:..ye bara sa charger hota he jo electricity se charge hota rehta he or jab light chali jaey to us se ghar ki lights n fans chalaey jate hen:D:umeed he me apko kuch kuch samjhane me kamyab ho gai hon gi:embarasse
    are baba...sab pataa hai me ko...amiN bhii to India meN jaa kar rahtaa huN...dar asl naam kaa farq hai bas...India emN ise "inverters" kahte haiN...hamaare ghar meN inverter bhi hai aur generator bhii...ek dusre kii help karte haiN yeh donoN 372-haha

    Leave a comment:

  • AbgeenA
    replied
    Re: Fears

    Originally posted by SherAli View Post
    kia Theek ho jaayegaa? yeh UPS kia balaa hai? u mean u kaa PC? maiN to phir bhii Daraa duuNgaa...maiN en gaaoN meN jin jin logoN ne kahaa vo bnahiiN Darte un sab ko Daraayaa aur unhoN ne me kii duhaaii maang li :):dance2:
    UPS hota he urgent power supply....ab ap ko load sheding ka samna nahi karna parta na to is leay ap is cheez se nawakif hon ge:khi:..ye bara sa charger hota he jo electricity se charge hota rehta he or jab light chali jaey to us se ghar ki lights n fans chalaey jate hen:D:umeed he me apko kuch kuch samjhane me kamyab ho gai hon gi:embarasse

    Leave a comment:

  • SherAli
    replied
    Re: Fears

    Originally posted by senorita View Post
    koi mazak heraat tak inshAllah hamar ups theek ho kar ajaey ga:khi:
    kia Theek ho jaayegaa? yeh UPS kia balaa hai? u mean u kaa PC? maiN to phir bhii Daraa duuNgaa...maiN en gaaoN meN jin jin logoN ne kahaa vo bnahiiN Darte un sab ko Daraayaa aur unhoN ne me kii duhaaii maang li :):dance2:

    Leave a comment:

  • AbgeenA
    replied
    Re: Fears

    Originally posted by SherAli View Post
    insha Allah, paRhuuNgaa...jazaak Allah...hehehe...u par asar nahiiN huaa...to ok, raat kaa intizaar kar letaa huN :dance:
    koi mazak heraat tak inshAllah hamar ups theek ho kar ajaey ga:khi:

    Leave a comment:

  • AbgeenA
    replied
    Re: Fears

    Originally posted by musaddaq View Post
    acha g halankeh aap khus jahan jati ho gi wahan ghup andhera ho jata ho ga
    u subho subho tapak pare anher machane

    Leave a comment:

  • musaddaq
    replied
    Re: Fears

    Originally posted by senorita View Post
    mujhe ghup andhere se bohat wehshat hoti he:embarasseisi leay me ne aik dafa apne father se Qabar k andher k bare me khoaf ka izhar kia tha to unhon ne mujhe har namaz k baad Ya Bari ka wird karne ko kaha tha to me Qabar ki tareeki k leay to light ka intezam kar rahi hon lekin yahan jo roz roz achanak light chali jati he us par bohat ghusa ata he:D:
    han ji Allah har beemari or takleef se bachaey:dua
    acha g halankeh aap khus jahan jati ho gi wahan ghup andhera ho jata ho ga

    Leave a comment:

  • SherAli
    replied
    Re: Fears

    Originally posted by senorita View Post
    har namaz k baad 7 time Ya Bari(Allah ka nam he)sahi tlafuz dekh lejeay ga parha karen.Allah se umeed he k ham ko qabar k andheron se mehfooz rakhe ga.
    or abhi din k ujale me ghup andhera nahi ho sakta..is leay ap k drane ki koshish nakam ho gai:khi:
    insha Allah, paRhuuNgaa...jazaak Allah...hehehe...u par asar nahiiN huaa...to ok, raat kaa intizaar kar letaa huN :dance:

    Leave a comment:

  • AbgeenA
    replied
    Re: Fears

    Originally posted by SherAli View Post

    aaaaaaaaaaaaawwwwwwwwww...chaliye aapko to aapke abba Huzoor ne bataa diyaa thaa aur ab aap mujhe bhii bataa deN :) Allah qabr kii har aafaat se bachaaye...aameen

    to u ko Daraanaa ho to light OFF kar di jaay....oh oh light gaii...ghup andheraa :bhago:
    har namaz k baad 7 time Ya Bari(Allah ka nam he)sahi tlafuz dekh lejeay ga parha karen.Allah se umeed he k ham ko qabar k andheron se mehfooz rakhe ga.
    or abhi din k ujale me ghup andhera nahi ho sakta..is leay ap k drane ki koshish nakam ho gai:khi:

    Leave a comment:

  • SherAli
    replied
    Re: Fears

    Originally posted by senorita View Post
    mujhe ghup andhere se bohat wehshat hoti he:embarasseisi leay me ne aik dafa apne father se Qabar k andher k bare me khoaf ka izhar kia tha to unhon ne mujhe har namaz k baad Ya Bari ka wird karne ko kaha tha to me Qabar ki tareeki k leay to light ka intezam kar rahi hon lekin yahan jo roz roz achanak light chali jati he us par bohat ghusa ata he:D:
    han ji Allah har beemari or takleef se bachaey:dua

    aaaaaaaaaaaaawwwwwwwwww...chaliye aapko to aapke abba Huzoor ne bataa diyaa thaa aur ab aap mujhe bhii bataa deN :) Allah qabr kii har aafaat se bachaaye...aameen

    to u ko Daraanaa ho to light OFF kar di jaay....oh oh light gaii...ghup andheraa :bhago:

    Leave a comment:

  • AbgeenA
    replied
    Re: Fears

    Originally posted by SherAli View Post
    achchhaa..oh oh...par maiN to u ko bahooot brave girl samajhtaa thaa :mm:

    maiN to Cancer se bahot Dartaa huN...Allah bachaaye...aameen
    :dua

Working...
X