Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Sialkotion keh baare main ek sawal

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Sialkotion keh baare main ek sawal

    Originally posted by saraah View Post
    khala matlab yeh k mr mussadaq b lahore k hain na.........
    shuker hia keh in sab mian tum thori si aqalmand ho, jo keh meri batain inhain samjha sakti ho, werna inn sab ki to matt he wajji hui hai:lahoul

    Comment


    • Re: Sialkotion keh baare main ek sawal

      Originally posted by munda_sialkoty View Post
      Tum kub se Pakistan ka city ho gai 372-haha
      shabaash tum se yehi ummeed thi



      Comment


      • Re: Sialkotion keh baare main ek sawal

        Originally posted by musaddaq View Post
        khala g aap ko grt kaha tha, ager aap ko khud ko acha kehna acha nahi laga to hum grt ka khitaab wapis le keh kissi or ko de dain ge
        ilfaz waapis nahi hote bhanje :tasali:



        Comment


        • Re: Sialkotion keh baare main ek sawal

          Originally posted by musaddaq View Post
          ic baat pe tumhain doob keh mer jana chahia,:kr:, Takeh sialkotion ki sharmindagi kuchh kam ho jae:lpop:

          Moun waikh apna, ainj lagda way jeevein basheeray de boot hunday ne 372-haha
          :thmbup:

          Comment


          • Re: Sialkotion keh baare main ek sawal

            Originally posted by munda_sialkoty View Post
            Moun waikh apna, ainj lagda way jeevein basheeray de boot hunday ne 372-haha
            yaar tu khud polish jaisa hai to tujhe to yehi laga ga na, woh kehta hain na keh

            sawan keh andhe ko hara hara he nazer aata hai, lakin mera pyare gadhe her hari hari cheez chaara he nahi hoti

            Comment


            • Re: Sialkotion keh baare main ek sawal

              Originally posted by Khala@Saleema View Post
              ilfaz waapis nahi hote bhanje :tasali:
              lakin sharminda to hau ja sakta hai na:tasali:

              Comment


              • Re: Sialkotion keh baare main ek sawal

                Originally posted by musaddaq View Post
                lakin sharminda to hau ja sakta hai na:tasali:

                ya tum arsay arsay baad akar apnay puranay bosida fuzool thread ko dobara zinda kar kay khud hibernate ho jatay ho :lahoul

                Comment


                • Re: Sialkotion keh baare main ek sawal

                  hahahhaha

                  Dikhtey nahin na aise is liye :P
                  Zindagi Thak Gaye ..!!

                  Comment


                  • Re: Sialkotion keh baare main ek sawal

                    Originally posted by fari View Post
                    ya tum arsay arsay baad akar apnay puranay bosida fuzool thread ko dobara zinda kar kay khud hibernate ho jatay ho :lahoul
                    ab tumhain dekh dekh keh fazool cheezon ki adat jo ho gayi hia:khi:

                    Comment


                    • Re: Sialkotion keh baare main ek sawal

                      Originally posted by musaddaq View Post
                      ab tumhain dekh dekh keh fazool cheezon ki adat jo ho gayi hia:khi:

                      apnay jasa na samjho me ko churail admi

                      Comment


                      • Re: Sialkotion keh baare main ek sawal

                        Originally posted by fari View Post
                        apnay jasa na samjho me ko churail admi
                        tumhain main apne jaisa kaise samjh sakta hoon, ager aisa samjhta to her waqt tumhari tareefain na kerta rehta main:fuming:

                        Comment


                        • Re: Sialkotion keh baare main ek sawal

                          Originally posted by musaddaq View Post
                          tumhain main apne jaisa kaise samjh sakta hoon, ager aisa samjhta to her waqt tumhari tareefain na kerta rehta main:fuming:

                          tum jitna sartay ho me se us hisab se tu tum meri tareef kar bhi nahi saktay khabi 372-hahajal kukar kahin kay

                          Comment


                          • Re: Sialkotion keh baare main ek sawal

                            Originally posted by musaddaq View Post
                            Sialkotio yeh batao keh yeh sialkotion ko yeh kion batana perta hai keh woh munda hai ya woh soni kuri hai, kion zahri tor pe dekhne se doosroon ko pata nahi lagta kya372-haha,????????????????

                            kion keh pehle amir 3 saal se bata raha hai keh woh MUNDA_SIALKHOTI hai or ab Kuri keh baare mian bhi inkishaf hua hai keh woh bhi sialkot se ha or uc ne bhi nick "SONI KURI" nick rakha hua ha,

                            so sialkotio shiro ho jao or misaalain de de keh wazeh kiya jaye
                            musddaq bhai darsal dusray cities k rehny wale bool jaty hain k wo kis sa baat ker rehy hain aur pher baar baar puchty hain k app kon hain munda hain ya kuri behot he kam akal k hain aur hum loge beta beta ka thak jaty hain ka hum sialkot se hain aur munda hain ya soni kuri...es leya hum seyane hain apna naam he asa likh dety hain k sab ko peta chalay aur puchna ke zaroort na pery.....

                            jesy abi main ne apne naam koi aur rekha hota too app ne abi kehna tha k app kon ho aur kehan se ho....aur abi app ko yeh puchny ke zaroort nehi pery ge app ke hesab wo jo nai movi Amir khan ke ai hai na us k jesa hai 15 mint ka baad app ko yaad karana perta hai es leya hum na asay naam rekhy hain....:lpop:
                            sigpic

                            Comment


                            • Re: Sialkotion keh baare main ek sawal

                              Originally posted by musaddaq View Post
                              tumhain main apne jaisa kaise samjh sakta hoon, ager aisa samjhta to her waqt tumhari tareefain na kerta rehta main:fuming:
                              tareef too app kerna chaty hoo lakin abi tak koi behana nehi mil reha app ko us ke tareef kerny ka 372-haha
                              sigpic

                              Comment


                              • Re: Sialkotion keh baare main ek sawal

                                Originally posted by musaddaq View Post
                                ab tumhain dekh dekh keh fazool cheezon ki adat jo ho gayi hia:khi:
                                koi aik mesal too dian na kesi fazool cheezon ke aadat hui hai :khi:
                                sigpic

                                Comment

                                Working...
                                X