Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Sialkotion keh baare main ek sawal

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Sialkotion keh baare main ek sawal

    Originally posted by Bint E Aadam View Post
    :D::D::D::D: nice hazir jawab hain smae bhaiya wali adat
    ager to aap ka bhai chota hai to woh mujh pe gaya hai, werna phir offcourse mian uc pe:khi:

    Comment


    • Re: Sialkotion keh baare main ek sawal

      Originally posted by Bint E Aadam View Post
      hye agar yeh umer main mujh s ebaray hue to jitni phenti laga chuki hoon bari hai wara RAB ne jawab talbi ker leni hai :-(
      haan Allah Mian poochain ge, tum ne mujh masoom ko maarne ki try ki thi na

      Comment


      • Re: Sialkotion keh baare main ek sawal

        Originally posted by Bint E Aadam View Post
        wah wah main laga doon peechay s ewoh nikal aaye 40,45 k Rab ne to mujhe pakar lena hai tum ne aik BAZURG per hath uthaya gustakh alrki aur Dozakh main SUT diya to mujhe to wahan aap ne bachanay nahi aana munh dusri traf ker lena hai k G main to janta nahi aur main aap ki bhi lagaun hargiz nahi
        :kr:wah wah, kya baat hai itni aqalmandi ki baatin, apa ko ghalat fehmi hui hia, meri age Munde or sher se kam hai jin ki aap ne mention ker di hai,
        main to abhi sweet 19 mian hoon:kr:

        Comment


        • Re: Sialkotion keh baare main ek sawal

          Originally posted by munda_sialkoty View Post
          Aap to aisay keh rahi hein jese chooton ko phaitni lagana jaiz he :tasali:
          Han g chotay kuch ghalat kerein to khench kehnch ker do lagayein k agal thikanay aa ajye aur dubara yun galti na karein




          Comment


          • Re: Sialkotion keh baare main ek sawal

            Originally posted by munda_sialkoty View Post
            ki keh rai ein 372-shed
            aap se nahi farma rahi




            Comment


            • Re: Sialkotion keh baare main ek sawal

              Originally posted by musaddaq View Post
              itni tareef kerna ka shukriya:salam:, werna banda-e-na-cheez kahan iss qabil tha:lpop:
              Allah Taunba yeh khush fehmi aur ghalat fehmi ka alam huh




              Comment


              • Re: Sialkotion keh baare main ek sawal

                Originally posted by musaddaq View Post
                ammion ki daant keh baare main to bilkul theek kaha hai aap ne,
                lakin jab aise dil ker raha ho to bijaye keh hum aise react kerain or dosroon ko bhi preshan kerain, iss se behter hai keh apne dil main koi VIRD, Allah Talah ka ziker ker lain, phir aahista aahista insaan normal hone lagta hai, nd its proved way
                Alhamdulilah main kuch na kuch parhti rehti hoon per sumtimes awain he tabiyat bojhal ho jati hai




                Comment


                • Re: Sialkotion keh baare main ek sawal

                  Originally posted by musaddaq View Post
                  dekha hairat hui na iss se koi achi baat ka start sunn keh, yehi hota hai sab keh sath iss se koi achi baat sunn keh, issi liye to sab ka mushtarka bayan hai keh...
                  :mm:




                  Comment


                  • Re: Sialkotion keh baare main ek sawal

                    Originally posted by musaddaq View Post
                    aaj lagta hai ghar mian koi nahi, issi liye nahi kiya, werna ot dil chahe na bhi chaha raha ho, ammi ki pyari c daant sunn keh apna munh bana keh or utha keh sukoon se kaam kerna chali jati he hoon gi:khi:
                    koi nahi uth ekr saray kaam kiye sham main mai nay aaho aur ami abhi nahi dnatti halka phulka bhi nahi kune ami kehti hain ab to tum maire pass mehman hoteddy




                    Comment


                    • Re: Sialkotion keh baare main ek sawal

                      Originally posted by musaddaq View Post
                      te hor ki ab masoom bacha baat bhi na kara kya, itni achi achi batain kerta hoon, per logon ko woh bhi pasand nahi.

                      jain to jain kahan hum
                      phir ghalat fehmi koi masoom nahi aap BAGAR BILLAY hain aap huh




                      Comment


                      • Re: Sialkotion keh baare main ek sawal

                        Originally posted by musaddaq View Post
                        ager to aap ka bhai chota hai to woh mujh pe gaya hai, werna phir offcourse mian uc pe:khi:
                        hamaray bhaiya jani Mash Allah 29 years old aur insha Allah 30 k 12 june ko ho jayein gay




                        Comment


                        • Re: Sialkotion keh baare main ek sawal

                          Originally posted by musaddaq View Post
                          haan Allah Mian poochain ge, tum ne mujh masoom ko maarne ki try ki thi na
                          Aaram se bethein aap ki baton per mara aur jo aap aise topic bana ker hamarai dil azari ka bais bane woh bhi Allah tala pooch skate hain




                          Comment


                          • Re: Sialkotion keh baare main ek sawal

                            Originally posted by musaddaq View Post
                            :kr:wah wah, kya baat hai itni aqalmandi ki baatin, apa ko ghalat fehmi hui hia, meri age Munde or sher se kam hai jin ki aap ne mention ker di hai,
                            main to abhi sweet 19 mian hoon:kr:
                            acha aap 19 years old hain











                            :hathora

                            :hathora


                            chotay ho ghalat kero to mar sakti hoon




                            Comment


                            • Re: Sialkotion keh baare main ek sawal

                              binnat e aadam pe reham kiya jaye............
                              شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                              Comment


                              • Re: Sialkotion keh baare main ek sawal

                                Originally posted by Bint E Aadam View Post
                                Allah Taunba yeh khush fehmi aur ghalat fehmi ka alam huh
                                ek te tusi mind bohat jaldi ker jaande ho:khi:, dekhain khush fehmi to achi cheez hai na, insaan khush he hota hai khush fehmi se, or koi aap ki baat se khush fehmi mian chala jae or mera case main to yeh sach bhi hai, to phir to bohat he achi baat hai yeh:lpop:

                                Comment

                                Working...
                                X