Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Nobody/Somebody

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Nobody/Somebody

    Originally posted by MSA View Post
    Assalam o alaikum

    kia hal he app sub k...:)


    kehte hein k jub JOHN LENNON k qatil se qatul ki waja pochi gai to us ne kaha k..I was tired of being a nobody aur ab murder k bad he is no more a nobody bulke somebody bun gaya jis ne john lennon ka qatul kia....aur ajj tuk yad kia jata he....

    to sawal yeh he k...
    • kia hum nobody bun k xindagi nahi guzar sakte???
    • kia somebody bunna buhat zarori he???
    • app kis ko prefer kurte hein aur kyun??
    • aur nobody se somebody bunne k lie kia kurna chahie...??
    Budnaam ger hoon ge
    to kia naam na ho ga teddy

    I think insaan ko role playing hona chahiye in all departments associated to him. So phir nobody ka sawal he nahi uthay ga :salam:
    :thmbup:

    Comment


    • #17
      Re: Nobody/Somebody

      yaar tumharay samnay aik zinda misaal hai no body ki yeni k meri:embarassemeray hone se yah na hone se kisi ko farq he nhi parta:lpop:
      Last edited by BUS U HE; 28 November 2008, 14:33.

      Comment


      • #18
        Re: Nobody/Somebody

        Originally posted by SherAli View Post
        i thin in recent history, in my opion, Br. Edhi, Mother Teresa, are and were perfect examples of how they became from "nobody" to "somebody". They did what the hamanity needed badly and lacked miserably. Khushii is right in her own domain that u can achieve notoriety by doing positive things and on the other hand Saara's saying that being "nobody" has its own charms and priviledges...but, Saara'a view is more of a laid back approach while Khushii's is "yes, we can do it"

        mind you, Allah sent us down on earth for a reason and for a purpose and that purpose is to serve Him by serving Allah directly thrugh 'ibaadaat AND indirectly by serving His slaves, that is: Humanity.

        i hope i have answered your querry satisfactorily :)
        hmmm sahi.....
        to jo Allah ne jis maksad k lie bheja he wo to nobody bun k bhi ho sakta he....
        :donno:

        Comment


        • #19
          Re: Nobody/Somebody

          Originally posted by MSA View Post
          hmmm sahi.....
          to jo Allah ne jis maksad k lie bheja he wo to nobody bun k bhi ho sakta he....
          :donno:
          NOBODY ban ke hii kiyaa jaaye to Allah ko pyaaraa lagegaa...somebody ban kar takabbur/riyaakaarii aur Ghuroor paidaa hone kaa Dar hotaa hai jo saare nek 'aamaal ko zay'a kar detaa hai...ab Allah jis qadar chaahe somebody banaa de...vaise

          meraa Khayaal hai k "Hashr" ke roz "somebody" banne kaa iraada honaa chaahiye taa k hamaaraa saath vahan saaleHeen, shohadaa, aulaiyaa kaa mile...aameen :)

          Fall view from inside my car
          near my work place :)

          Comment


          • #20
            Re: Nobody/Somebody

            Originally posted by munda_sialkoty View Post
            Budnaam ger hoon ge
            to kia naam na ho ga teddy

            I think insaan ko role playing hona chahiye in all departments associated to him. So phir nobody ka sawal he nahi uthay ga :salam:
            to kia gumnam ho k wo role play nahi kur sakta??

            lekin jub kam kia he to gumnam hona bhi sahi nahi:embarasse:embarasse

            to somebody bunne mein aur apne kam pe xtra proud feel kurne k mid me jo thin line he us ko kiase maintain kur na chahie:embarasse

            Comment


            • #21
              Re: Nobody/Somebody

              Originally posted by SherAli View Post
              NOBODY ban ke hii kiyaa jaaye to Allah ko pyaaraa lagegaa...somebody ban kar takabbur/riyaakaarii aur Ghuroor paidaa hone kaa Dar hotaa hai jo saare nek 'aamaal ko zay'a kar detaa hai...ab Allah jis qadar chaahe somebody banaa de...vaise

              meraa Khayaal hai k "Hashr" ke roz "somebody" banne kaa iraada honaa chaahiye taa k hamaaraa saath vahan saaleHeen, shohadaa, aulaiyaa kaa mile...aameen :)
              yeh bat ki he na :salam::salam:

              Comment


              • #22
                Re: Nobody/Somebody

                Originally posted by BUS U HE View Post
                yaar tumharay samnay aik zinda misaal hai no body ki yeni k no body ki:embarassemeray hone se yah na hone se kisi ko farq he nhi parta:lpop:
                fark to perta he sahi faisla se sahi qyadut se :D

                is dunya me koi na koi kahen na kahen aisa koi zaroor hota he jis ko ap k hone ya na hone se fark parta he.....:thmbup:

                Comment


                • #23
                  Re: Nobody/Somebody

                  Originally posted by MSA View Post
                  fark to perta he sahi faisla se sahi qyadut se :D

                  is dunya me koi na koi kahen na kahen aisa koi zaroor hota he jis ko ap k hone ya na hone se fark parta he.....:thmbup:
                  sab maya hai.sab maya hai.sab chalti phirti chaiya hai,
                  jab daikh liya her shakhs yaha harjai hai,
                  is liye kutia sheher se door banayi hai,
                  aur oos kutia k maathay pey likhawaya hai
                  sab maya hai,sab maya hai

                  Comment


                  • #24
                    Re: Nobody/Somebody

                    Originally posted by MSA View Post
                    to kia gumnam ho k wo role play nahi kur sakta??

                    lekin jub kam kia he to gumnam hona bhi sahi nahi:embarasse:embarasse

                    to somebody bunne mein aur apne kam pe xtra proud feel kurne k mid me jo thin line he us ko kiase maintain kur na chahie:embarasse
                    Let there be no discussion about it, better be focused on only output :wk
                    :thmbup:

                    Comment


                    • #25
                      Re: Nobody/Somebody

                      Originally posted by BUS U HE View Post
                      sab maya hai.sab maya hai.sab chalti phirti chaiya hai,
                      jab daikh liya her shakhs yaha harjai hai,
                      is liye kutia sheher se door banayi hai,
                      aur oos kutia k maathay pey likhawaya hai
                      sab maya hai,sab maya hai
                      is liye kutia sheher se door banayi hai,
                      is shaher se dor ik kutia hum ne banai he...

                      yeh he asul me....
                      bila waja gazal hi chang ekur di

                      Comment


                      • #26
                        Re: Nobody/Somebody

                        Originally posted by munda_sialkoty View Post
                        Let there be no discussion about it, better be focused on only output :wk
                        acha u kehte hein to aisai sahi:embarasse

                        Comment


                        • #27
                          Re: Nobody/Somebody

                          Originally posted by MSA View Post
                          acha u kehte hein to aisai sahi:embarasse
                          mein jo bhi kehta hoon, sahi kehta hoon. Sahi ke siwa









                          ghalat bhi kehta hoon :embarasse
                          :thmbup:

                          Comment


                          • #28
                            Re: Nobody/Somebody

                            Originally posted by munda_sialkoty View Post
                            mein jo bhi kehta hoon, sahi kehta hoon. Sahi ke siwa


                            ghalat bhi kehta hoon :embarasse
                            acha phir galat kehne se pehle bata die ga :hehe:

                            Comment


                            • #29
                              Re: Nobody/Somebody

                              topic...
                              pata nae muje kioyn lagta hai...aabi bhai iss ka achaa jawaab de sktay hain....
                              well....asal me msa baat yeh hai k shyd yeh noujwaan nasal ka almiya hai....jo tum ne poochaa hai....i can deeply feel ur state of mind.....ajkal me koi serious reply nae kr paa rahi....pata nae kiyon...iss liye pehlay b bas esay hi bol diya...ab b shyd mozu se hatt jaoon....kiyon k tumharay iss swaal ne bohat se dareechay waa kr diye hain...muje pta nae kiyon RAJA GIDH me QAYYUM aur PROF.SUHAIL....k mabain ek guftagu b yaad aagyi hai.....
                              jahan professor ussay...koi mission apnanay ko kehta hai....life ka mission....muje lagta hai...yeh baat sher ali ki baat se hi ja milti hai.....
                              "prof.suhail...qayyum se kehta hai.."tum ko apnay aap ko koi simat deni hogi...koi mission apnana parre ga....koi goal...koi manzil..wrna tum khali bjray ki trah samandri lehron me bhatko ge....kabhi behar e qulzam me...kabhi bahira e arab me..."...

                              MSA muje kuch esa hi lagta hai...jab aap ki zindagi ka koi mission nae hota ...tab hi aap....bhtktay ho...aur wo mission kiya hai...iss ka jawaab sher ali k jawaab se mil skta hai...

                              :mm:
                              شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                              Comment


                              • #30
                                Re: Nobody/Somebody

                                Originally posted by saraah View Post
                                topic...
                                pata nae muje kioyn lagta hai...aabi bhai iss ka achaa jawaab de sktay hain....
                                well....asal me msa baat yeh hai k shyd yeh noujwaan nasal ka almiya hai....jo tum ne poochaa hai....i can deeply feel ur state of mind.....ajkal me koi serious reply nae kr paa rahi....pata nae kiyon...iss liye pehlay b bas esay hi bol diya...ab b shyd mozu se hatt jaoon....kiyon k tumharay iss swaal ne bohat se dareechay waa kr diye hain...muje pta nae kiyon RAJA GIDH me QAYYUM aur PROF.SUHAIL....k mabain ek guftagu b yaad aagyi hai.....
                                jahan professor ussay...koi mission apnanay ko kehta hai....life ka mission....muje lagta hai...yeh baat sher ali ki baat se hi ja milti hai.....
                                "prof.suhail...qayyum se kehta hai.."tum ko apnay aap ko koi simat deni hogi...koi mission apnana parre ga....koi goal...koi manzil..wrna tum khali bjray ki trah samandri lehron me bhatko ge....kabhi behar e qulzam me...kabhi bahira e arab me..."...

                                MSA muje kuch esa hi lagta hai...jab aap ki zindagi ka koi mission nae hota ...tab hi aap....bhtktay ho...aur wo mission kiya hai...iss ka jawaab sher ali k jawaab se mil skta hai...

                                :mm:
                                hmmmmm
                                sahi he sochna pare ga....

                                theakh he thanks Alot....:salam:

                                Comment

                                Working...
                                X