Dear Friends
Eid-e-Qurbaan ki amad amad hai or jaisa k aap sab jaante hai k hum us din Hazrat Ibrahim ki azeem Qurbaani ki yaad main Janwar Qurbaan karte hain..So main ne socha
K kyun na apne pyare pyare bhai beheno se ek chota sa eid sarway kiya jaye??Yeh Aap
tu lijiye sawalat Hazir hain!!
Q1:Qurbaani k bare main aap ka point of view or yeh k Eid manane ka sahi tareeqa aap ki nazar main kya hai???
Q2:Qurbaani k janwar k gale main churi pherne ka first experience share karein agar ho tu??Us hawale se koi khas aur yaadgaar waqia?
Q3:AAp k khayal main qurbaani ka janwar kaisa hona chahiye?
BAqi sawal baad main:thmbup:

Comment