Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

aap kis cheez kay bagheer nahi reh saktay ?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: aap kis cheez kay bagheer nahi reh saktay ?

    Originally posted by *khushi* View Post
    Walikumsalam..

    Mei choclates ke bina nahi reh sakti ...loag bed tea lete hain aur mei bed choclate :lol

    aur second wrist watch ke bina :D
    baGhair brush kiye?

    maiN isii vajah se kabhii bed tea nahiiN peetaa...ek baar maiN India meN Govt Rest House meN Thahraa thaa k me ko naukar ne la akar chai di...maiN ne kaha rakh do amiN brush kar ke aataa huN...vo bolaa...saab aap pahle saab haiN jo chai se pahle brush kareNge...372-haha372-haha372-haha

    Fall view from inside my car
    near my work place :)

    Comment

    • #47
      Re: aap kis cheez kay bagheer nahi reh saktay ?

      Originally posted by SherAli View Post
      baGhair brush kiye?

      maiN isii vajah se kabhii bed tea nahiiN peetaa...ek baar maiN India meN Govt Rest House meN Thahraa thaa k me ko naukar ne la akar chai di...maiN ne kaha rakh do amiN brush kar ke aataa huN...vo bolaa...saab aap pahle saab haiN jo chai se pahle brush kareNge...372-haha372-haha372-haha
      I just gave an example...
      mei sab s ephele khati he yahi hun subah subah372-shock

      Comment

      • #48
        Re: aap kis cheez kay bagheer nahi reh saktay ?

        asi koi cheez nain hai
        :hii:

        Comment

        • #49
          Re: aap kis cheez kay bagheer nahi reh saktay ?

          Originally posted by *khushi* View Post
          I just gave an example...
          mei sab s ephele khati he yahi hun subah subah372-shock
          waah..probably, thats the reason why u r so shweeettttt like me hehehe ;)

          Fall view from inside my car
          near my work place :)

          Comment

          • #50
            Re: aap kis cheez kay bagheer nahi reh saktay ?

            Hum Online aa-ay bina nahi reh saktay :P

            Comment

            • #51
              Re: aap kis cheez kay bagheer nahi reh saktay ?

              aur ham aaye...baGhair nahiiN rah sakte

              Fall view from inside my car
              near my work place :)

              Comment

              • #52
                Re: aap kis cheez kay bagheer nahi reh saktay ?

                aur mein rahay bagair nahi reh sakta :lol
                :thmbup:

                Comment

                • #53
                  Re: aap kis cheez kay bagheer nahi reh saktay ?

                  Originally posted by *khushi* View Post
                  Walikumsalam..

                  Mei choclates ke bina nahi reh sakti ...loag bed tea lete hain aur mei bed choclate :lol

                  aur second wrist watch ke bina :D
                  Keetaanoon
                  :thmbup:

                  Comment

                  • #54
                    Re: aap kis cheez kay bagheer nahi reh saktay ?

                    ham kisi kaa behja chaaTe baGhair nahiiN rah sakte ;)

                    Fall view from inside my car
                    near my work place :)

                    Comment

                    • #55
                      Re: aap kis cheez kay bagheer nahi reh saktay ?

                      mohabbat aur pyaray rishtay....:)......un k bagayr zindagi ka tasawwur karoon to saans ruknay lagti hay:(

                      Comment

                      • #56
                        Re: aap kis cheez kay bagheer nahi reh saktay ?

                        ham kisii ke lauT aane ke intizaar meN ek pal bhii baghair intizaar kiye nahiiN rah sakte :(

                        Fall view from inside my car
                        near my work place :)

                        Comment

                        • #57
                          Re: aap kis cheez kay bagheer nahi reh saktay ?

                          i guess hum hur cheez k bagier reh sakte hein....yeh bus aik start mein perception hoti he k agur yeh nahi huwa baad me to me nahi reh sakta, lekin asul me hum hur cheez k bageir reh sakte hein, bad me aadut ho hi jati he us k bageir rehne ki....
                          baad me koi aur alternative ajata he us cheez ka :)

                          Comment

                          • #58
                            Re: aap kis cheez kay bagheer nahi reh saktay ?

                            Originally posted by MSA View Post

                            :)
                            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                            Comment

                            • #59
                              Re: aap kis cheez kay bagheer nahi reh saktay ?

                              Originally posted by Aanchal View Post
                              :)
                              :mm:

                              Comment

                              • #60
                                Re: aap kis cheez kay bagheer nahi reh saktay ?

                                Originally posted by MSA View Post
                                i guess hum hur cheez k bagier reh sakte hein....yeh bus aik start mein perception hoti he k agur yeh nahi huwa baad me to me nahi reh sakta, lekin asul me hum hur cheez k bageir reh sakte hein, bad me aadut ho hi jati he us k bageir rehne ki....
                                baad me koi aur alternative ajata he us cheez ka :)
                                In particular sense, you are right, but here we were generalizing this idea.
                                :thmbup:

                                Comment

                                Working...
                                X