Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

aap kis cheez kay bagheer nahi reh saktay ?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: aap kis cheez kay bagheer nahi reh saktay ?

    Originally posted by Masood View Post
    Sunao sunao beta main ney kaan band kar liyey hain 372-haha

    Lol..

    Comment


    • Re: aap kis cheez kay bagheer nahi reh saktay ?

      apne chashme kai baghair :eye:



      Comment


      • Re: aap kis cheez kay bagheer nahi reh saktay ?

        Originally posted by Khala@Saleema View Post
        apne chashme kai baghair :eye:
        Sirf chashma??? what about LAATHI :p and BATEESI :p
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • Re: aap kis cheez kay bagheer nahi reh saktay ?

          Originally posted by Masood View Post
          Sirf chashma??? what about LAATHI :p and BATEESI :p
          wo khalu ki laathi ot bateesi say kaam chala laian gee :lol
          اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
          اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

          Comment


          • Re: aap kis cheez kay bagheer nahi reh saktay ?

            maiN to har saal vacation liye baGhair nahiiN rah saktaa...maiN ne 5 continents dekh liye ab sirf australia dekhnaa baaqii hai :) may be this summer :)

            Fall view from inside my car
            near my work place :)

            Comment


            • Re: aap kis cheez kay bagheer nahi reh saktay ?

              Originally posted by SherAli View Post
              maiN to har saal vacation liye baGhair nahiiN rah saktaa...maiN ne 5 continents dekh liye ab sirf australia dekhnaa baaqii hai :) may be this summer :)
              wahan se PG k leay aik do kengroo zarur laey ga:khi:

              Comment


              • Re: aap kis cheez kay bagheer nahi reh saktay ?

                Originally posted by senorita View Post
                wahan se PG k leay aik do kengroo zarur laey ga:khi:
                pahle du'aa karo k chalaa jauauN aur saath Kahiriyat ke vaapas aa jaauuN kiuN k sunaa hai kangaroo aisii do latti maarte ahiN k jaan nikaal lete haiN...gadha bhii unke aage paanii bhare hai 372-scare

                Fall view from inside my car
                near my work place :)

                Comment


                • Re: aap kis cheez kay bagheer nahi reh saktay ?

                  Originally posted by SherAli View Post
                  pahle du'aa karo k chalaa jauauN aur saath Kahiriyat ke vaapas aa jaauuN kiuN k sunaa hai kangaroo aisii do latti maarte ahiN k jaan nikaal lete haiN...gadha bhii unke aage paanii bhare hai 372-scare
                  ap us ko behosh kar k le aey ga na:khi:

                  Comment


                  • Re: aap kis cheez kay bagheer nahi reh saktay ?

                    Originally posted by senorita View Post
                    ap us ko behosh kar k le aey ga na:khi:
                    haN kiuN anhiiN agar maiN Khud uskii Kick se behosh an huaa to varna vo mujhe apne saath le jaayegaa 372-haha372-haha372-haha

                    Fall view from inside my car
                    near my work place :)

                    Comment


                    • Re: aap kis cheez kay bagheer nahi reh saktay ?

                      Originally posted by SherAli View Post
                      haN kiuN anhiiN agar maiN Khud uskii Kick se behosh an huaa to varna vo mujhe apne saath le jaayegaa 372-haha372-haha372-haha
                      to sath chale jaey ga wahan ap ko kangrooz k andruni halaat ka pata chale ga,un k rehen sehen kakia khate peete hen weghrea :khi:

                      Comment


                      • Re: aap kis cheez kay bagheer nahi reh saktay ?

                        Originally posted by senorita View Post
                        to sath chale jaey ga wahan ap ko kangrooz k andruni halaat ka pata chale ga,un k rehen sehen kakia khate peete hen weghrea :khi:
                        lo kar lo baat...unke saath gayaa to ONE-WAY ticket hogaa to jaankaarii se kia faaida? :khi:

                        Fall view from inside my car
                        near my work place :)

                        Comment


                        • Re: aap kis cheez kay bagheer nahi reh saktay ?

                          Originally posted by SherAli View Post
                          lo kar lo baat...unke saath gayaa to ONE-WAY ticket hogaa to jaankaarii se kia faaida? :khi:
                          itna dar rahe hen farz karen airport par apko lene ko kangroo hi agya to:khi:

                          Comment


                          • Re: aap kis cheez kay bagheer nahi reh saktay ?

                            Originally posted by senorita View Post
                            itna dar rahe hen farz karen airport par apko lene ko kangroo hi agya to:khi:
                            hahaha...maiN to phir jahaaz se hii nahiiN utruuNga...vaise, Qantas Airlines se bhii anhiiN jauauNgaa kiuN k unke jahaazoN kii dum par ek kangaroo baiThaa rahtaa hai 372-scare

                            Fall view from inside my car
                            near my work place :)

                            Comment


                            • Re: aap kis cheez kay bagheer nahi reh saktay ?

                              Originally posted by SherAli View Post
                              hahaha...maiN to phir jahaaz se hii nahiiN utruuNga...vaise, Qantas Airlines se bhii anhiiN jauauNgaa kiuN k unke jahaazoN kii dum par ek kangaroo baiThaa rahtaa hai 372-scare
                              :khi:

                              Comment


                              • Re: aap kis cheez kay bagheer nahi reh saktay ?

                                main apni jan k bagair naheen reh sakta . ..
                                aur meri jan hy
                                meri kul kaynaat .
                                aur meri kul kaynaat hy
                                meri jan se payari

                                bayti
                                IMAMAH AABID INAYAT
                                teddyteddyteddy
                                Attached Files
                                Last edited by aabi2cool; 20 December 2008, 17:21.
                                ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                                Comment

                                Working...
                                X