Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Milnay kay tareekay ...P

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #76
    Re: Milnay kay tareekay ...P

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    Lagta he ke tumhara tajurba bhi fari ke tajurbay se
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

    Comment


    • #77
      Re: Milnay kay tareekay ...P

      Originally posted by aabi2cool View Post
      tum mujhy aik baar mil k to dekho tumheen bata,ta hon main 372-haha
      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

      Comment


      • #78
        Re: Milnay kay tareekay ...P

        Originally posted by Aanchal View Post
        :lol
        yep kafi sari auntiyan aisa karti hain :D

        mai bhi dor se hi milti ho auntiyo se :khi:


        Originally posted by munda_sialkoty View Post
        Kyoon tum direct approach kerna chah rahi ho 372-haha

        372-hahahan na sehra bandi karo gi u ki

        Comment


        • #79
          Re: Milnay kay tareekay ...P

          Originally posted by Aanchal View Post
          :thmbup:

          Comment


          • #80
            Re: Milnay kay tareekay ...P

            Originally posted by Aanchal View Post
            :thmbup:

            Comment


            • #81
              Re: Milnay kay tareekay ...P

              Originally posted by fari View Post
              mai bhi dor se hi milti ho auntiyo se :khi:





              372-hahahan na sehra bandi karo gi u ki
              tum mera sehra uthana aur mein tumhara goongat uthaon ga 372-haha
              :thmbup:

              Comment


              • #82
                Re: Milnay kay tareekay ...P

                me ke ek azeez the vo jab milte to haath jo thaamte to chhoRne kaa naam hii na lete...aur agar kahiiN haath sarkaane kii koshish karte to vo aur zor se daab ke baiTh jaate 372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha

                aur merii ek rishte kii Khaala lagtii thiiN vojab miltiiN to sar pe haath pher pher kii meri vo balaayeN letiiN k mere to baal 4 din bigRe rahte...laakh kanghii kartaa vo na saNwarte hahaha 372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha
                Last edited by SherAli; 26 November 2008, 06:50.

                Fall view from inside my car
                near my work place :)

                Comment


                • #83
                  Re: Milnay kay tareekay ...P

                  Originally posted by Aanchal View Post
                  Assalamalikum
                  kuch loog hotay hian un kay aik dosray say milnay kay tareekay dosroo say kafi different or ajeeb -o-gareeb hi hotay hian :lol
                  yaha pay aap nay wo tareekay share karnay hian .:D: ...aap apna tareeka bhi bata saktay hian :D


                  hamray aik uncle hai wo jab milnay atay hian to sar pay hath rekhtay hian ....wo bhi zoor say dhup maar kay :lol banday ka deemgh hi ghoom jata hai 372-shock..


                  or aik aunty hain wo itnay zoor say gallay milti hain kay jab tak banday ki hadeeo ki crack honay kia waaz na sun laian to chorti nahi 372-haha....
                  wo aunty kahin tum khud hi to nahi

                  Comment


                  • #84
                    Re: Milnay kay tareekay ...P

                    Originally posted by ummid View Post
                    LOl @ your uncle's habit... :lol

                    well... hum huemsha late hi hote hain kisi bhi mehfil mein ya kabhi dosto ke saath kahein jana ho tub bhi... so jub tak hum pohanchein tub tak progremme shoro hochuka hota hai... or hum humesha hi ek big smile ke saath late entry lete hain.... :D... or I usually give a hug to ma good frndz... (ofcourse girlz :lol)
                    or jaise he tum smile kerti ho gi, aage se tumhare frnds aande tomato se tumhain welcome kehte hon ge372-haha

                    Comment


                    • #85
                      Re: Milnay kay tareekay ...P

                      Originally posted by munda_sialkoty View Post
                      Tumhari auntiyoon se yaad aaya, mere ex-office mein aik baba ji aaya kerte thay, wo mere boss se aur muj se bara pyaar kerte thay. Wo jub bhi aatay galay miltay phir choomnay lag jatay, laakh kooshish karo wo apna weham pura kiye bagair nahi choortay thay 372-haha372-hahaaur jub hamein pata chalta ke baba ji factory mein dakhil ho gaye hein, to mera boss keh dete "Aamir Chumiyaan wala baba aa gaya aye, chup ja" 372-haha
                      :kr:

                      :kr:
                      per tu bhi chumiyaan de keh hi chhorta ho ga, teri wajah se tera boss bhi phas jata ho ga
                      Last edited by musaddaq; 26 November 2008, 06:50.

                      Comment


                      • #86
                        Re: Milnay kay tareekay ...P

                        Originally posted by musaddaq View Post
                        wo aunty kahin tum khud hi to nahi
                        mujhay khud say khud ki haddiyan torwanay ka shook nahi hai

                        aap batye aap kab apni shadi say wapas aye 372-haha or kitni haddi pasliyan torwai logoo say mill kay :p or ghoray say girnay ka scene to ham deekh chukye hian 372-haha
                        اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                        اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                        Comment


                        • #87
                          Re: Milnay kay tareekay ...P

                          Originally posted by Aanchal View Post
                          mujhay khud say khud ki haddiyan torwanay ka shook nahi hai

                          aap batye aap kab apni shadi say wapas aye 372-haha or kitni haddi pasliyan torwai logoo say mill kay :p or ghoray say girnay ka scene to ham deekh chukye hian 372-haha
                          main monday ko he wapis aaya hoon, or tum to aayin nahi thin shadi pe to meri haddian ic liya theke he rahin, tum aatin to mil keh haddian torti na

                          Comment


                          • #88
                            Re: Milnay kay tareekay ...P

                            Originally posted by musaddaq View Post
                            main monday ko he wapis aaya hoon, or tum to aayin nahi thin shadi pe to meri haddian ic liya theke he rahin, tum aatin to mil keh haddian torti na
                            yeh aap ki haddi passli torwanay ka kaam ham aap ki begum say karwaian gay :zuban: 372-haha
                            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                            Comment


                            • #89
                              Re: Milnay kay tareekay ...P

                              Originally posted by Aanchal View Post
                              Assalamalikum
                              kuch loog hotay hian un kay aik dosray say milnay kay tareekay dosroo say kafi different or ajeeb -o-gareeb hi hotay hian :lol
                              yaha pay aap nay wo tareekay share karnay hian .:D: ...aap apna tareeka bhi bata saktay hian :D


                              hamray aik uncle hai wo jab milnay atay hian to sar pay hath rekhtay hian ....wo bhi zoor say dhup maar kay :lol banday ka deemgh hi ghoom jata hai 372-shock..


                              or aik aunty hain wo itnay zoor say gallay milti hain kay jab tak banday ki hadeeo ki crack honay kia waaz na sun laian to chorti nahi 372-haha....
                              waalikum asslam
                              lolzz.....yar koi khaas tareeqay tou na ehan.....daadi jab kisi ko milti thin...tou maathay pe laazmi piyaar krti thin...abu ji ki b yehi aadat hai...
                              meri brri kzns muje milain tou halki si chapat lagati hai mun pe muje....:embarasse
                              aur chotti kzns muje milain tou me un ko kiss krti hun...jin se zyada piyaar hai......usually haath miltay hain....females k saath....males ko salaam krtay hain bas...
                              me wesay kissi mehfil me pohanchoon tou oonchi awaaz me salaam.....aur usually me ab ummid ji ki tarah late hi pohanchti hun....:khi:
                              haan ek meri kzn hain...bohat zorr se galay milti hain....
                              شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                              Comment


                              • #90
                                Re: Milnay kay tareekay ...P

                                Originally posted by SherAli View Post
                                me ke ek azeez the vo jab milte to haath jo thaamte to chhoRne kaa naam hii na lete...aur agar kahiiN haath sarkaane kii koshish karte to vo aur zor se daab ke baiTh jaate 372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha

                                aur merii ek rishte kii Khaala lagtii thiiN vojab miltiiN to sar pe haath pher pher kii meri vo balaayeN letiiN k mere to baal 4 din bigRe rahte...laakh kanghii kartaa vo na saNwarte hahaha 372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha
                                lou free me hair style ban jata hoga tumhara....:)
                                شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                                Comment

                                Working...
                                X