Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

yeh koe muhzab tareeka nahi

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • yeh koe muhzab tareeka nahi

    eik cheez meinay observe ki hai k kuch yahan kay members pg ki thread chori kar kay aur forums per apnay naam se lagtey hain..... aur kuch members kisi aur forums ki thread pg per laga detey hain..... vo bhi as it is.....

    kuch members tu yahan mashallah aisay hain jo poori kitaab yaa website paste kare detay hain itnni bhi zehmat nahi karte k uss website yaa kitaab ka hawala he day dein..... yeh copy rights ki violation hai aur juram kay zamray mein aata hai yeh baat aap log shayid itna feel na karein lakin mein eik sahafi ki hassiyat se is amal ko bura samjhta hoon....

    barhaal concepts aur ideas chori hotay rahte hain lakin as whole subject yaa topic chori karna koe muhzab tareeka nahi.....
    Last edited by rehman; 24 November 2008, 07:37.
    :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

  • #2
    Re: yeh koe muhzab tareeka nahi

    agree bro...this is a problem that can NOT be policed. han is meN taKhfeef zaroor kii jaa saktii hai oqaabii nazar rakh kar...par dost ek baat aur bhii hai k ham meN se kuchh shaayad aise bhii hoN jo kisii aur site par kisii aur nama se aate hoN is liye aapko aisa lagaa ho.

    aap ko yaa ham meN se kisii ko agar kabhii aisaa lage to hamko chahahiye k admins ko detail likh deN taa k sanad rahe...jahaN se uRaayaa gayaa ho material uskaa link bhii deN

    shukria k u ne ek zaroorii aur aham masale kii taraf hamaarii tavajjoh dilvaaii. shukria :)

    Fall view from inside my car
    near my work place :)

    Comment

    • #3
      Re: yeh koe muhzab tareeka nahi

      oh aap sahaafi hain....iss liye itnay be baak hain....well....log issko bura nae smjhtay ...really not....bt kuch members hain jo mention kr dete hain...aur smtimes tou iss me koi haraj nahi hota...achi cheez share krnay me....bt aap ka point of view b darust hai.
      شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

      Comment

      • #4
        Re: yeh koe muhzab tareeka nahi

        Originally posted by rehman View Post
        eik cheez meinay observe ki hai k kuch yahan kay members pg ki thread chori kar kay aur forums per apnay naam se lagtey hain..... aur kuch members kisi aur forums ki thread pg per laga detey hain..... vo bhi as it is.....

        kuch members tu yahan mashallah aisay hain jo poori kitaab yaa website paste kare detay hain itnni bhi zehmat nahi karte k uss website yaa kitaab ka hawala he day dein..... yeh copy rights ki violation hai aur juram kay zamray mein aata hai yeh baat aap log shayid itna feel na karein lakin mein eik sahafi ki hassiyat se is amal ko bura samjhta hoon....

        barhaal concepts aur ideas chori hotay rahte hain lakin as whole subject yaa topic chori karna koe muhzab tareeka nahi.....
        Ub hamein sub se pehlay sort out kerna he ke koon sa material copy paste ho raha he, us material ki noiyat kesi ho rahi he.

        Pehlay discuss kerte hein threads ko.

        Ager aik forum pe aik thread laga he "your current mood" aur usi tarah ka thread doosray forum pe laga diya jaye, then I don't think it is violation of copy right. Just because it is not confidential or discreet information but a general idea that anyone can have.

        On the other hand, ager aik forum pe kisi ne apni poetry ya nasar share ki he, aur usi poetry ko koi aur shakhs doosray forum pe apnay naam se laga deta he, then this is really a shameful thing to do.

        Aur jahan tak hawalay ki baat he to ager koi discussion ho rahi he to kisi website se partial material paste kia jaye as reference to support his logic, then no harm in it. Ager koi kisi website se puri ki puri poetry copy paste ker le, ya koi new thread lagaye aur us thread mein saray text us website se le ke quote kiye jaein, to phir us ka reference saath dena must he, otherwise yeh copy rights ki khilaaf warzi ho gi.
        :thmbup:

        Comment

        • #5
          Re: yeh koe muhzab tareeka nahi

          Originally posted by SherAli View Post
          agree bro...this is a problem that can NOT be policed. han is meN taKhfeef zaroor kii jaa saktii hai oqaabii nazar rakh kar...par dost ek baat aur bhii hai k ham meN se kuchh shaayad aise bhii hoN jo kisii aur site par kisii aur nama se aate hoN is liye aapko aisa lagaa ho.

          aap ko yaa ham meN se kisii ko agar kabhii aisaa lage to hamko chahahiye k admins ko detail likh deN taa k sanad rahe...jahaN se uRaayaa gayaa ho material uskaa link bhii deN

          shukria k u ne ek zaroorii aur aham masale kii taraf hamaarii tavajjoh dilvaaii. shukria :)
          jee bilkul aisa hota hai k kaafi memebers aur bhi nick kay saath kisi aur forum per hotay hain...... aur vahan se agar apnay topics lay atey hain tu vo tu theek hai...... lakin kisi aur kay latay hain tu vo theek nahi..... agreed...
          :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

          Comment

          • #6
            Re: yeh koe muhzab tareeka nahi

            Originally posted by saraah View Post
            oh aap sahaafi hain....iss liye itnay be baak hain....well....log issko bura nae smjhtay ...really not....bt kuch members hain jo mention kr dete hain...aur smtimes tou iss me koi haraj nahi hota...achi cheez share krnay me....bt aap ka point of view b darust hai.
            nawazish jee aap nay meray point of view ko durast kaha..... :salam:
            :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

            Comment

            • #7
              Re: yeh koe muhzab tareeka nahi

              Originally posted by munda_sialkoty View Post
              Ub hamein sub se pehlay sort out kerna he ke koon sa material copy paste ho raha he, us material ki noiyat kesi ho rahi he.

              Pehlay discuss kerte hein threads ko.

              Ager aik forum pe aik thread laga he "your current mood" aur usi tarah ka thread doosray forum pe laga diya jaye, then I don't think it is violation of copy right. Just because it is not confidential or discreet information but a general idea that anyone can have.

              On the other hand, ager aik forum pe kisi ne apni poetry ya nasar share ki he, aur usi poetry ko koi aur shakhs doosray forum pe apnay naam se laga deta he, then this is really a shameful thing to do.

              Aur jahan tak hawalay ki baat he to ager koi discussion ho rahi he to kisi website se partial material paste kia jaye as reference to support his logic, then no harm in it. Ager koi kisi website se puri ki puri poetry copy paste ker le, ya koi new thread lagaye aur us thread mein saray text us website se le ke quote kiye jaein, to phir us ka reference saath dena must he, otherwise yeh copy rights ki khilaaf warzi ho gi.
              mein aap ki baaton se itefaak karta hoon......:salam:
              mein kaafi forums ka tajraba rakhta hoon lakin ab mein kaai forum chor chuka hoon lakin ek baat pg ki members ki karon tu vo kaafi achay memebers hain agar un ka mawazna aur forum kay memeberes se kiya jai tu.... khaas kar naey shuraa aur nasri adab mein jo log apni poetry aur tahreer share karte hain vo wakai lajawab hoti hain......iss tarah kay creative log aap ko aur forums per kam milain gay....

              barhaal yeh forums hamain likhnay aur sochanay kay mawakay pesh karta hain aur hum bhi bahut kuch likh sakte hain...... so nakal burri baat hai..... achay bachay nakal nahi karte......:salam:
              :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

              Comment

              • #8

                yaar tum ne meri baat se 2 baar itfaak kia is ke liye mein he tumhara shukerguzaar ho jata hoon :salam:

                to tell you, mera bhi kai forums ka tajurba he, mein almost 4, 5 forums ka member reh chuka hoon, aur Pegham he mujay ziada friendly forum laga teddy

                Tumhari tarah mein bhi creativity ko pasand kerta hoon, and I will be awaiting some creative stuff from you :salam:
                :thmbup:

                Comment

                • #9
                  Re: yeh koe muhzab tareeka nahi

                  Originally posted by munda_sialkoty View Post

                  Tumhari tarah mein bhi creativity ko pasand kerta hoon, :salam:
                  شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                  Comment

                  • #10
                    Re: yeh koe muhzab tareeka nahi

                    Originally posted by saraah View Post
                    mein ne kaha mein creativity ko pasand kerta hoon, mein ne yeh nahi kaha ke mein bhi creative hon :fuming:
                    :thmbup:

                    Comment

                    • #11
                      Re: yeh koe muhzab tareeka nahi

                      Originally posted by munda_sialkoty View Post
                      mein ne kaha mein creativity ko pasand kerta hoon, mein ne yeh nahi kaha ke mein bhi creative hon :fuming:
                      hahaha....nae aamir u r creative......:tasali:....gussay se B.P high hojhata hai....
                      شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                      Comment

                      • #12
                        Re: yeh koe muhzab tareeka nahi

                        Originally posted by saraah View Post
                        hahaha....nae aamir u r creative......:tasali:....gussay se B.P high hojhata hai....
                        :embarasse
                        :thmbup:

                        Comment

                        • #13
                          Re: yeh koe muhzab tareeka nahi

                          Originally posted by munda_sialkoty View Post
                          yaar tum ne meri baat se 2 baar itfaak kia is ke liye mein he tumhara shukerguzaar ho jata hoon :salam:

                          to tell you, mera bhi kai forums ka tajurba he, mein almost 4, 5 forums ka member reh chuka hoon, aur Pegham he mujay ziada friendly forum laga teddy

                          Tumhari tarah mein bhi creativity ko pasand kerta hoon, and I will be awaiting some creative stuff from you :salam:
                          jee zaroor..... :salam: mein bhi inshallah apni poetry aur mazameen yahan per share karon ga..... wese apas ki baat hai meinay aap ko kabhi peotry or litrature section mein dekha nahi hai...... aap ki shaksiyat mein romance kam lakin mazah ziyada dekha hai...:mm:shayid aap vahan kam aur yahan ziyada waqt detay hain.......khair koe baat nahi aap ko special da'awat pay vahan lay chalein gay.....
                          Last edited by rehman; 25 November 2008, 12:02.
                          :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

                          Comment

                          • #14
                            Re: yeh koe muhzab tareeka nahi

                            Originally posted by rehman View Post
                            jee zaroor..... :salam: mein bhi inshallah apni poetry aur mazameen yahan per share karon ga..... wese apas ki baat hai meinay aap ko kabhi peotry or litrature section mein dekha nahi hai...... aap ki shaksiyat mein romance kam lakin mazah ziyada dekha hai...:mm:shayid aap vahan kam aur yahan ziyada waqt detay hain.......khair koe baat nahi aap ko special da'awat pay vahan lay chalein gay.....
                            Actually mere kaam is tarah ka he jo bohat responsibility maangta he. Mujay apna database upgrade kerna perta he daily. Each day brings me several assignments which I have to accomplish. So mein apni concentration kaam pe rakhta hoon aur PG pe free-headed rehta hoon. Because brain aik he, so better use it as and where it is necessary :khi:

                            When you post any of your own written material, do provide me a link.
                            :thmbup:

                            Comment

                            Working...
                            X