Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Education ...not 4 Women....

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Education ...not 4 Women....

    asslamoalikum respected members...

    aap me se bohat se log(mard hazraat) khwaateen ki taleem k khilaaf honge....yaa yoon keh lijiye zayada taleem k khilaaf honge....
    agar aap nae b hain....tou idhar udhar bohat se log hotay hain na...
    aap ki faMIly me b ho saktay hain...

    mera swaal yeh hai....
    aap yeh bataiye....k kiyon???

    basic problems batlaaiye....jo k larrkiyon k zyada prrnay likhnay se janam lete hain
    kiya family mutasir hoti hai...muashra mutaasir hota hai...ya larrki khud mutaasir hoti hai?
    agar aap koi zinda misaal b share kren....aankho dekhaa waqia...tou well n good.

    daleel k sath baat kijiye
    be serious n to the point
    n the focal point is underlined.

    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

  • #2
    Re: Education ...not 4 Women....

    main khud female houn to main to Taleem kay khilaaf nahi houn bilkul bhi :D..jahan tak dil chaye parhian yeh un ka right hai

    jin ko itraaz hai wo batian pher ham un pay itraaz karian gay 372-haha

    wesay Mrad hazraat apnay say zaida parhi likhi larkeoo say shadi buhat hi kam karatay hain ....wo nahi chahtay female un say kiisi field main agay jaian :lpop:
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

    Comment

    • #3
      Re: Education ...not 4 Women....

      hmmm...

      Me to nahi hoo.... danceee

      Education Zarooor Hasil kerain lekin with in Limits :pagal:

      Under Hijab :)

      I think pher kisi ko bhi eeetraaz nahi ho ga :hansi

      Wese aap ko kis ne roka hai ??372-haha

      Comment

      • #4
        Re: Education ...not 4 Women....

        Originally posted by Aanchal View Post
        main khud female houn to main to Taleem kay khilaaf nahi houn bilkul bhi :D..jahan tak dil chaye parhian yeh un ka right hai

        jin ko itraaz hai wo batian pher ham un pay itraaz karian gay 372-haha

        wesay Mrad hazraat apnay say zaida parhi likhi larkeoo say shadi buhat hi kam karatay hain ....wo nahi chahtay female un say kiisi field main agay jaian :lpop:

        Yeah aap ko kis ney kaha ? :tasali:

        Comment

        • #5
          Re: Education ...not 4 Women....

          Originally posted by saraah View Post

          asslamoalikum respected members...

          aap me se bohat se log(mard hazraat) khwaateen ki taleem k khilaaf honge....yaa yoon keh lijiye zayada taleem k khilaaf honge....
          agar aap nae b hain....tou idhar udhar bohat se log hotay hain na...
          aap ki faMIly me b ho saktay hain...

          mera swaal yeh hai....
          aap yeh bataiye....k kiyon???

          basic problems batlaaiye....jo k larrkiyon k zyada prrnay likhnay se janam lete hain
          kiya family mutasir hoti hai...muashra mutaasir hota hai...ya larrki khud mutaasir hoti hai?

          agar aap koi zinda misaal b share kren....aankho dekhaa waqia...tou well n good.

          daleel k sath baat kijiye
          be serious n to the point
          n the focal point is underlined.

          mein khilaaf hoon..... balkay sakht khilaaf hoon.....girls ko sirf primary education tak taleem honi chahiye......
          :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

          Comment

          • #6
            Re: Education ...not 4 Women....

            Originally posted by kutkutariyaan View Post

            Yeah aap ko kis ney kaha ? :tasali:
            yeh aik haqeeqat hai aap ko nai pata ?
            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

            Comment

            • #7
              Re: Education ...not 4 Women....

              Originally posted by rehman View Post
              mein khilaaf hoon..... balkay sakht khilaaf hoon.....girls ko sirf primary education tak taleem honi chahiye......
              or shadi kay bad bachay houn gay to un ki kitni taleem honi chaye ?:lpop:
              اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
              اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

              Comment

              • #8
                Re: Education ...not 4 Women....

                Originally posted by saraah View Post

                asslamoalikum respected members...

                aap me se bohat se log(mard hazraat) khwaateen ki taleem k khilaaf honge....yaa yoon keh lijiye zayada taleem k khilaaf honge....
                agar aap nae b hain....tou idhar udhar bohat se log hotay hain na...
                aap ki faMIly me b ho saktay hain...

                mera swaal yeh hai....
                aap yeh bataiye....k kiyon???

                basic problems batlaaiye....jo k larrkiyon k zyada prrnay likhnay se janam lete hain
                kiya family mutasir hoti hai...muashra mutaasir hota hai...ya larrki khud mutaasir hoti hai?
                agar aap koi zinda misaal b share kren....aankho dekhaa waqia...tou well n good.

                daleel k sath baat kijiye
                be serious n to the point
                n the focal point is underlined.

                Aye kuriye, meri 3 behnein hein, 2 M.A. English (waiting for results) aur aik M.A. Econ ker rahi he. Muj per to aisay ilzaam na lagao 372-shed

                jo buchay larkiyon ki taleem ke haq mein hahi hotay, ganday buchay hotay hein
                :thmbup:

                Comment

                • #9
                  Re: Education ...not 4 Women....

                  Originally posted by Aanchal View Post
                  or shadi kay bad bachay houn gay to un ki kitni taleem honi chaye ?:lpop:
                  un ki taleem bhi primary honi chahiye 372-haha
                  :thmbup:

                  Comment

                  • #10
                    Re: Education ...not 4 Women....

                    Originally posted by Aanchal View Post
                    main khud female houn to main to Taleem kay khilaaf nahi houn bilkul bhi :D..jahan tak dil chaye parhian yeh un ka right hai

                    jin ko itraaz hai wo batian pher ham un pay itraaz karian gay 372-haha

                    wesay Mrad hazraat apnay say zaida parhi likhi larkeoo say shadi buhat hi kam karatay hain ....wo nahi chahtay female un say kiisi field main agay jaian :lpop:
                    Meri saari biviyaan muj se ziada perhi likhi hoon gi
                    :thmbup:

                    Comment

                    • #11
                      Re: Education ...not 4 Women....

                      Originally posted by Aanchal View Post
                      yeh aik haqeeqat hai aap ko nai pata ?
                      Hai Allah uff

                      Comment

                      • #12
                        Re: Education ...not 4 Women....

                        Originally posted by munda_sialkoty View Post
                        Aye kuriye, meri 3 behnein hein, 2 M.A. English (waiting for results) aur aik M.A. Econ ker rahi he. Muj per to aisay ilzaam na lagao 372-shed

                        jo buchay larkiyon ki taleem ke haq mein hahi hotay, ganday buchay hotay hein
                        wo to sisters hoo gai na ...zaida competition begum kay sath rehta hai logoo ka :lol
                        اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                        اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                        Comment

                        • #13
                          Re: Education ...not 4 Women....

                          Originally posted by munda_sialkoty View Post
                          un ki taleem bhi primary honi chahiye 372-haha
                          bachat hoo jaye gee pher pesoo ki :D
                          or mulk ka jo ho ga so ho ga :lol
                          اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                          اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                          Comment

                          • #14
                            Re: Education ...not 4 Women....

                            Originally posted by munda_sialkoty View Post
                            Meri saari biviyaan muj se ziada perhi likhi hoon gi
                            chaloo jab shadi hoo humye zaror batana han :tasali:
                            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                            Comment

                            • #15

                              hehe

                              Comment

                              Working...
                              X